Hazrat Abu Saeed Khudri narrates that once he was with the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him). When you entered the mosque, you saw a man sitting in the middle of the mosque, cracking his knuckles and talking to himself. You gestured to him to stop, but he did not understand. Then the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) turned to Hazrat Abu Saeed Khudri and said, "When any of you prays, he should not crack his knuckles, because putting the fingers into one another is from Satan. You are in prayer as long as you are in the mosque."
حضرت ابو سعید خدری فرماتے ہیں کہ وہ ایک مرتبہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے ساتھ تھے۔ آپ مسجد میں داخل ہوئے تو ایک آدمی کو دیکھا جو مسجد کے درمیان بیٹھا ہوا انگلیوں کو چٹخا رہا تھا اور اپنے آپ سے باتیں کررہا تھا۔ آپ نے اشارے سے اسے منع کیا لیکن وہ نہ سمجھا۔ پھر آپ حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) حضرت ابو سعید خدری کی طرف متوجہ ہوئے اور فرمایا کہ جب تم میں سے کوئی نماز پڑھے تو اپنی انگلیوں کو نہ چٹخائے۔ کیونکہ انگلیوں کو ایک دوسرے میں داخل کرنا شیطان کی طرف سے ہے۔ تم اس وقت تک نماز میں ہوتے ہو جب تک مسجد میں ہوتے ہو۔
Hazrat Abu Saeed Khudri farmate hain ke woh aik martaba Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke sath thay. Aap masjid mein dakhil huay to aik aadmi ko dekha jo masjid ke darmiyan baitha hua ungliyon ko chatka raha tha aur apne aap se baaten kar raha tha. Aap ne ishare se use mana kiya lekin woh na samjha. Phir Aap Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) Hazrat Abu Saeed Khudri ki taraf mutawajjah huay aur farmaya ke jab tum mein se koi namaz parhe to apni ungliyon ko na chatkaye. Kyunke ungliyon ko aik dusre mein dakhil karna shaitan ki taraf se hai. Tum us waqt tak namaz mein hote ho jab tak masjid mein hote ho.
Hazrat Saeed ibn Musayyib narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said that when any of you is in the mosque, he should not interlace his fingers.
حضرت سعید بن مسیب فرماتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ جب تم میں سے کوئی مسجد میں ہو تو اپنی انگلیوں کو ایک دوسری میں داخل نہ کرے۔
Hazrat Saeed bin Musayyab farmate hain ke Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya ke jab tum mein se koi masjid mein ho to apni ungliyon ko ek doosre mein dakhil na kare.
Hazrat Abu Thamama Qamah says that at Maqam-e-Balat, I met Hazrat Ka'ab. I interlocked my fingers, upon which he hit my hand hard and said that we have been prohibited from cracking our fingers during prayer. I said to him, "May Allah have mercy on you! Are you watching me pray?" He said, "The person who makes wudu and comes out with the intention of prayer, he is in prayer.
حضرت ابو ثمامہ قماح کہتے ہیں کہ مقام بلاط میں ، میں حضرت کعب سے ملا، میں نے اپنی انگلیوں کو ایک دوسری میں داخل کیا تو انھوں نے میرے ہاتھ پر زور سے مارا اور فرمایا کہ ہمیں نماز میں انگلیاں چٹخانے سے منع کیا گیا ہے۔ میں نے ان سے عرض کیا کہ تعالیٰ آپ پر رحم فرمائے ! آپ کیا مجھے نماز میں دیکھ رہے ہیں ؟ انھوں نے کہا کہ جو شخص وضو کرکے نماز کے ارادے سے نکلتا ہے وہ نماز میں ہوتا ہے۔
Hazrat Abu Sumamah Qamah kehte hain ke maqam Balat mein main Hazrat Kaab se mila main ne apni ungliyon ko aik doosri mein dakhil kiya to unhon ne mere hath par zor se mara aur farmaya ke hamen namaz mein ungliyan chatkhane se mana kiya gaya hai main ne un se arz kiya ke Taala aap par reham farmaye aap kya mujhe namaz mein dekh rahe hain unhon ne kaha ke jo shakhs wuzu karke namaz ke irade se nikalta hai woh namaz mein hota hai