Hazrat Bakr narrates that Hazrat Umar received a letter from Najran stating that the people there did not have a better and cleaner place to pray than a church. Could they offer prayers there? Hazrat Umar replied that the place should be cleaned with water and a broom and then prayers could be offered there.
حضرت بکر فرماتے ہیں کہ حضرت عمر کو نجران سے خط لکھا گیا کہ وہاں لوگوں کے پاس نماز پڑھنے کے لیے گرجا گھر سے بہتر اور صاف جگہ کوئی نہیں۔ کیا وہاں نماز پڑھ لیں ؟ حضرت عمر نے جواب میں فرمایا کہ اس جگہ کو پانی اور بیری سے صاف کرکے نماز پڑھ لو۔
Hazrat Bakr farmate hain keh Hazrat Umar ko Najran se khat likha gaya keh wahan logon ke paas namaz padhne ke liye girja ghar se behtar aur saaf jagah koi nahi. kya wahan namaz parh len? Hazrat Umar ne jawab mein farmaya keh us jagah ko pani aur beri se saaf karke namaz parh lo.
Hazrat Hajjaj narrates that I asked Hazrat Ata about praying in churches and cathedrals, and he said there is no harm in it.
حضرت حجاج کہتے ہیں کہ میں نے حضرت عطاء سے گرجا گھر اور کلیسا میں نماز پڑھنے کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ اس میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Hajjaj kehte hain ke maine Hazrat Ata se girja ghar aur kalisa mein namaz parhne ke baare mein sawal kiya to unhon ne farmaya ke is mein koi harj nahi.
Hazrat Ibrahim and Hazrat Shoaib (may peace be upon them) state that it is permissible to offer prayers in churches and synagogues (of Christians and Jews).
حضرت ابراہیم اور حضرت شعبی فرماتے ہیں کہ عیسائیوں اور یہودیوں کی عبادت گاہوں میں نماز پڑھنا جائز ہے۔
Hazrat Ibrahim aur Hazrat Shobai farmate hain ke esaion aur yahudion ki ibadat gaahon mein namaz parhna jaiz hai.
Hazrat Usman bin Abi Hind said that I saw Hazrat Umar bin Abdul Aziz leading the prayer to the people while standing on a church, while the people were standing below him.
حضرت عثمان بن ابی ہند کہتے ہیں کہ میں نے حضرت عمر بن عبد العزیز کو ایک کلیسا پر کھڑے ہو کر لوگوں کو نماز پڑھاتے دیکھا جبکہ لوگ آپ کے نیچے کھڑے تھے۔
Hazrat Usman bin Abi Hind kehte hain ki maine Hazrat Umar bin Abdul Aziz ko aik kalisa par khade ho kar logon ko namaz parhate dekha jabke log aap ke neeche khade thay.
Hazrat Talq bin Ali narrates that we presented ourselves in the service of the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) as a delegation. We submitted that there is a church in our land. We requested the water left over from your ablution to purify it. You called for water and performed ablution, then rinsed your mouth and put the remaining water in one of our vessels and said, 'Take it with you, when you reach your area, demolish your church, sprinkle this water in its place, and turn that place into a mosque.'
حضرت طلق بن علی کہتے ہیں کہ ہم ایک وفد کی صورت میں نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی خدمت میں حاضر ہوئے۔ ہم نے عرض کیا کہ ہماری سرزمین میں ایک گرجا ہے۔ ہم نے اسے پاک کرنے کے لیے آپ کے وضو کا بچا ہوا پانی مانگا۔ آپ نے پانی منگوا کر وضو کیا اور پھر کلی کی اور بچا ہوا پانی ہمارے ایک برتن میں رکھ کر فرمایا کہ اسے اپنے ساتھ لے جاؤ، جب تم اپنے علاقے میں پہنچو تو اپنے گرجے کو گرا دو اور اس جگہ یہ والا پانی چھڑکو اور اس جگہ کو مسجد بنالو۔
Hazrat Talq bin Ali kehte hain ki hum ek wafd ki soorat mein Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki khidmat mein hazir huye. Hum ne arz kiya ki hamari sarzameen mein ek girja hai. Hum ne ise pak karne ke liye aap ke wuzu ka bacha hua pani manga. Aap ne pani mangwa kar wuzu kiya aur phir kuli ki aur bacha hua pani hamare ek bartan mein rakh kar farmaya ki ise apne sath le jao, jab tum apne ilaqay mein pahuncho to apne girje ko gira do aur is jagah ye wala pani chhidko aur is jagah ko masjid banalo.