Hazrat Masruq narrates that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) was on a journey. He stopped for the night during the last part of the night and fell so deeply asleep that he woke up only when the sun's rays touched him. He ordered the Mu'adhdhin to give the call to prayer (Adhan), he gave the Adhan, then the Iqamah and the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) led the prayer. Hazrat Masruq says that the Prophet's (peace and blessings of Allah be upon him) Fajr prayer was so beloved to us that all the things of this world seemed insignificant in comparison.
حضرت مسروق فرماتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ایک سفر میں تھے۔ آپ نے رات کے آخری حصہ میں پڑاؤ ڈالا اور نیند کے غلبے کی وجہ سے ایسی آنکھ لگی کہ سورج کی کرنوں نے آکر جگایا۔ آپ نے مؤذن کو اذان کا حکم دیا، اس نے اذان دی، پھر اقامت کہی اور آپ نے نماز پڑھائی۔ حضرت مسروق کہتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی طلوع شمس کی نماز ہمیں محبوب تھی کہ دنیا کی ساری چیزیں اس کے سامنے ہیچ نظر آتی تھیں۔
Hazrat Masruq farmate hain keh Nabi Pak (SAW) aik safar mein thay. Aap ne raat ke aakhri hissa mein paradao dala aur neend ke ghalbe ki wajah se aisi aank lagi keh sooraj ki kirnon ne aakar jagaya. Aap ne Moazzan ko azan ka hukum diya, us ne azan di, phir iqamat kahi aur aap ne namaz parhai. Hazrat Masruq kehte hain keh Nabi Pak (SAW) ki tuloo-e-shams ki namaz humain mahboob thi keh dunia ki sari cheezain us ke samne hacheez nazar aati thi.
Hazrat Ata bin Yasar narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) offered two rak'ahs of Fajr after crossing this valley. Then he ordered Hazrat Bilal (may Allah be pleased with him), who gave the adhan and said the iqamah. Then the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) offered the obligatory prayer.
حضرت عطاء بن یسار فرماتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے اس وادی کو عبور کرنے کے بعد فجر کی دو سنتیں ادا فرمائیں۔ پھر حضرت بلال کو حکم دیا انھوں نے اذان دی اور اقامت کہی پھر آپ نے فرض نماز ادا فرمائی۔
Hazrat Ata bin Yasar farmate hain keh Nabi Pak (SAW) ne is wadi ko uboor karne ke baad fajar ki do sunnatain ada farmaein. Phir Hazrat Bilal ko hukum diya unhon ne azan di aur iqamat kahi phir aap ne farz namaz ada farmaee.
Hazrat Abdullah narrates that one night we were traveling with the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him). Upon reaching a place, we requested, "O Messenger of Allah! If we stop for a while, we will sleep for a bit, and our animals will graze." The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, "Who will keep watch?" I said, "I will keep watch." But I fell asleep, and we woke up when the sun had already risen. The Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) had also woken up due to our conversation. He (peace and blessings of Allah be upon him) instructed Hazrat Bilal, who then gave the call to prayer (Adhan) and the second call to prayer (Iqamah), and the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) offered his prayer.
حضرت عبداللہ فرماتے ہیں کہ ایک رات ہم نے نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے ساتھ سفر کیا۔ ایک جگہ پہنچ کر ہم نے عرض کیا کہ یا رسول اللہ ! اگر ہم کچھ دیر کے لیے پڑاؤ ڈال لیں تو ہم کچھ دیر سوجائیں گے اور ہماری سواریاں چر لیں گے۔ چنانچہ آپ حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا کہ ہمارا پہرہ کون دے گا ؟ میں نے کہا میں پہرہ دوں گا۔ لیکن مجھے نیند آگئی اور ہم اس وقت سو کر اٹھے جب سورج طلوع ہوچکا تھا۔ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) بھی ہماری باتوں کی وجہ سے بیدار ہوئے۔ آپ حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے حضرت بلال کو حکم دیا انھوں نے اذان اور اقامت کہی اور آپ حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے نماز پڑھائی۔
Hazrat Abdullah farmate hain ke aik raat hum ne Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke sath safar kya. Aik jaga pohanch kar hum ne arz kya ke Ya Rasul Allah! Agar hum kuch dair ke liye padao daal len to hum kuch dair so jayen ge aur hamari sawariyan char len ge. Chunancha Aap Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke hamara pahra kaun de ga? Maine kaha main pahra dun ga. Lekin mujhe neend aa gai aur hum us waqt so kar uthe jab Suraj talu ho chuka tha. Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) bhi hamari baaton ki waja se bedaar huye. Aap Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Hazrat Bilal ko hukum diya unhon ne azan aur iqamat kahi aur Aap Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne namaz parhayi.