Hazrat Amr bin Shuaib narrates from his grandfather that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Divorce is not valid except after marriage, and emancipation is not valid except after ownership."
حضرت عمرو بن شعیب اپنے دادا سے روایت کرتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : طلاق نہیں ہوتی مگر نکاح کے بعد اور آزادی نہیں ہوتی مگر ملکیت کے بعد۔
Hazrat Amr bin Shoaib apne dada se riwayat karte hain keh Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Talaq nahi hoti magar nikah ke baad aur azadi nahi hoti magar milkiyat ke baad.
Hazrat Tawus (May Allah be pleased with him) narrated that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Divorce is not valid except after marriage."
حضرت طاؤس فرماتے ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : طلاق نہیں ہوتی مگر نکاح کے بعد۔
Hazrat Taus farmate hain keh Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Talaq nahi hoti magar nikah ke baad.
Hazrat Ali says that divorce does not take place except after marriage.
And it has been narrated from (Imam) Abu Hanifa that if a person takes an oath to divorce his wife and then marries her, then the wife will be divorced.
حضرت علی فرماتے ہیں۔ طلاق نہیں ہوتی مگر نکاح کے بعد۔
اور (امام) ابوحنیفہ کا قول یہ ذکر کیا گیا ہے کہ : اگر کسی عورت کو طلاق دینے کی قسم کھائی پھر اس عورت سے شادی کرلی تو عورت کو طلاق ہوجائے گی۔
Hazrat Ali farmate hain talaq nahi hoti magar nikah ke baad
aur Imam Abu Hanifa ka qaul ye zikar kiya gaya hai ke agar kisi aurat ko talaq dene ki qasam khai phir us aurat se shadi kar li to aurat ko talaq ho jaye gi