Hazrat Aisha narrated that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: "The marriage of a woman who is given in marriage by one guardian and not by several guardians is invalid." He (peace and blessings of Allah be upon him) said this repeatedly. Then he said: "If they have already been intimate, then she is entitled to the dowry due to the intimacy. And if the people dispute, then the ruler is the guardian of the one who has no guardian."
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : جس کسی بھی عورت کا نکاح کوئی ایک ولی اور کئی ولی نہ کروائیں تو اس عورت کا نکاح باطل ہے، یہ بات آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے بارہا ارشاد فرمائی، پھر اگر میاں بیوی میں ملاقات ہوجائے تو ملاقات کی وجہ سے عورت کو مہر ملے گا، پس اگر لوگ جھگڑا کریں تو جس کا ولی نہ ہو اس کا بادشاہ ولی ہوگا۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Jis kisi bhi aurat ka nikah koi aik wali aur kai wali na karwayen to us aurat ka nikah batil hai, yeh baat aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne barha irshad farmai, phir agar miyan biwi mein mulaqat hojaye to mulaqat ki wajah se aurat ko mehr milega, pas agar log jhagda karen to jis ka wali na ho us ka badshah wali hoga.
Hazrat Abu Burda narrated from his father that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: There is no marriage without a guardian.
And it has been mentioned that the saying of (Imam) Abu Hanifa is: If the husband is Kufu (equal), then this marriage is permissible.
حضرت ابو بردہ اپنے والد سے روایت بیان کرتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : ولی کے بغیر نکاح نہیں ہوتا۔
اور (امام) ابوحنیفہ کا قول یہ ذکر کیا گیا ہے کہ : اگر شوہر کفو (ہم پلہ) ہو تو یہ نکاح جائز ہے۔
Hazrat Abu Burda apne walid se riwayat bayan karte hain ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya : Wali ke baghair nikah nahi hota.
Aur (Imam) Abu Hanifa ka qaul ye zikr kiya gaya hai ke : Agar shohar kufu (hum pala) ho to ye nikah jaiz hai.