"Hazrat Sulaiman bin Yasar said that I went to Hazrat Ibn Umar and he was sitting between the mosque and the market while the people were praying. We said to him, 'O Abu Abdur Rahman! Why don't you pray?' He said, 'I heard the Messenger of Allah (ﷺ) say that a prayer will not be prayed twice in a day.'"
حضرت سلیمان بن یسار کہتے ہیں کہ میں حضرت ابن عمر کے پاس آیا وہ مسجد اور بازار کے درمیان ایک جگہ بیٹھے تھے اور لوگ نماز پڑھ رہے تھے۔ ہم نے ان سے کہا کہ اے ابو عبد الرحمن ! آپ نماز کیوں نہیں پڑھتے ؟ انھوں نے فرمایا کہ میں نے رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو فرماتے ہوئے سنا ہے کہ ایک نماز ایک دن میں دو مرتبہ نہیں پڑھی جائے گی۔
Hazrat Sulaiman bin Yasar kehte hain ke main Hazrat Ibn Umar ke paas aaya woh masjid aur bazaar ke darmiyaan ek jagah baithe the aur log namaz parh rahe the Hum ne un se kaha ke aye Abu Abdur Rahman aap namaz kyun nahi parhte Unhon ne farmaya ke maine Rasulullah sallallahu alaihi wasallam ko farmate hue suna hai ke ek namaz ek din mein do martaba nahi parhi jayegi
Hazrat Mujahid (may Allah have mercy on him) narrates that I went out with Hazrat Abdullah bin Umar (may Allah be pleased with him) from the house of Hazrat Abdullah bin Khalid. When we reached the door of the mosque, people were offering the Asr prayer. He (Hazrat Abdullah bin Umar) stood there till the people finished their prayers and then said, "I had offered prayer in the house."
حضرت مجاہد فرماتے ہیں کہ میں حضرت عبداللہ بن عمر کے ساتھ حضرت عبداللہ بن خالد کے گھر سے نکلا۔ جب ہم مسجد کے دروازے پر پہنچے تو لوگ عصر کی نماز پڑھ رہے تھے۔ وہ لوگوں کے نماز پڑھنے تک وہیں کھڑے رہے اور پھر فرمایا کہ میں نے گھر میں نماز پڑھ لی تھی۔
Hazrat Mujahid farmate hain ke main Hazrat Abdullah bin Umar ke sath Hazrat Abdullah bin Khalid ke ghar se nikla Jab hum masjid ke darwaze par pahunche to log Asr ki namaz parh rahe the Wo logon ke namaz parhne tak wahin kharay rahe aur phir farmaya ke maine ghar mein namaz parh li thi