Hazrat Abu Hakeem Abdi states that we used to write copies of the Quran in Kufa. Once, Hazrat Ali passed by us and watched us writing. He liked our handwriting and said, "Illuminate this thing (the Quran) in the same way as Allah has illuminated it (with knowledge and guidance)."
حضرت ابو حکیمہ عبدی فرماتے ہیں کہ ہم کوفہ میں مصاحف لکھا کرتے تھے، ایک مرتبہ حضرت علی ہمارے پاس سے گذرے اور ہمیں دیکھنے لگے، انھیں ہمارا خط اچھا محسوس ہوا، انھوں نے فرمایا کہ اس طرح اس چیز کو منور کرو جس طرح اللہ نے اسے روشنی بخشی ہے۔
Hazrat Abu Hakeema Abdi farmate hain ke hum Kufa mein masahif likha karte thay, ek martaba Hazrat Ali humare pass se guzre aur humain dekhne lage, unhein humara khat achha mehsoos hua, unhon ne farmaya ke is tarah is cheez ko munawwar karo jis tarah Allah ne use roshni bakhshi hai.
Hazrat Abu Hakeema Abdi says that we used to write the Quran in Kufa. Once we were writing when Hazrat Ali passed by us and said, "Keep the nib of your pen thick." So, I cut my pen and made it thick, then I wrote. He said, "Illuminate it in this way, just as Allah has illuminated it."
حضرت ابو حکیمہ عبدی فرماتے ہیں کہ ہم کوفہ میں مصاحف لکھا کرتے تھے، ایک مرتبہ ہم لکھ رہے تھے کہ حضرت علی ہمارے پاس سے گذرے اور انھوں نے فرمایا کہ اپنے قلم کی نوک موٹی رکھو۔ چنانچہ میں نے اپنے قلم کو کاٹ کر موٹا کیا پھر لکھا۔ انھوں نے فرمایا کہ اس طرح اس چیز کو منور کرو جس طرح اللہ نے اسے روشنی بخشی ہے۔
Hazrat Abu Hakeema Abdi farmate hain ki hum Kufa mein masahif likha karte thay, ek martaba hum likh rahay thay ki Hazrat Ali hamare pass se guzray aur unhon ne farmaya ki apne qalam ki nok moti rakho. Chunancha maine apne qalam ko kaat kar mota kia phir likha. Unhon ne farmaya ki is tarah is cheez ko munawwar karo jis tarah Allah ne ise roshni bakhshi hai.