6.
The Book of Charity (Zakat)
٦-
كِتَابُ الزَّكَاةِ
Chapter on the evidence that the children of Abdul Muttalib are among the family of the Prophet (peace be upon him) who are prohibited from receiving alms, contrary to the claim of those who say that the family of the Prophet (peace be upon him) are the o
بَابُ ذِكْرِ الدَّلِيلِ عَلَى أَنَّ بَنِي عَبْدِ الْمُطَّلِبِ هُمْ مِنْ آلِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ الَّذِينَ حُرِمُوا الصَّدَقَةَ، لَا كَمَا قَالَ مَنْ زَعَمَ أَنَّ آلَ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ الَّذِينَ حُرِمُوا
Sahih Ibn Khuzaymah 2356
There is evidence in the hadith of Imam Abu Bakr (may Allah have mercy on him) from Abd al-Muttalib ibn Rabi'ah that zakah is forbidden for the descendants of Abd al-Muttalib just as it is forbidden for the descendants of Hashim apart from them. As Sayyiduna Zayd ibn Arqam (may Allah be pleased with him) states that the people of the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) on whom zakah is forbidden are the descendants of Ali, the descendants of Aqil, the descendants of Abbas and the descendants of Muttalib. And Janab al-Muttalibi used to say, "Indeed, by the people of the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) is meant Banu Hashim and Banu Muttalib, to whom Allah Almighty has given a share from the sadaqah of wealth in exchange for zakah." Then the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) clarified by dividing the share of the relatives (Dhul Qurba) between Banu Hashim and Banu Muttalib that by Allah Almighty's saying, "Give to the relatives," He meant Banu Hashim and Banu Muttalib, and the other relatives of the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) are not included in this.
امام ابوبکر رحمه الله حضرت عبدالمطلب بن ربیعہ کی حدیث میں اس بات کی دلیل موجود ہے کہ آل عبدالمطلب پر زکوٰۃ اسی طرح حرام ہے جس طرح کہ ان کے علاوہ ہاشم کی اولاد پر حرام ہے۔ جیسا کہ سیدنا زید بن ارقم رضی اللہ عنہ بیان کرتے ہیں کہ وہ آل نبی صلی اللہ علیہ وسلم جن پر زکوٰۃ حرام ہے، وہ آل علی، آل عقیل، آل عباس اور آل مطلب ہیں۔ اور جناب المطلبی فرماتے تھے , بیشک آلِ نبوی صلی اللہ علیہ وسلم سے مراد بنو ہاشم اور بنوالمطلب ہیں جنہیں اللہ تعالیٰ نے زکوٰۃ کے بدلے میں غنیمت کے صدقے میں سے ایک حصّہ عطا کیا ہے۔ پھر نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے ذوی القربی (قرابت داروں) کا حصّہ بنی ہاشم اور بنی مطلب کے درمیان تقسیم کرکے وضاحت فرمادی کہ اللّٰہ تعالیٰ کے ارشاد «ذَوِي الْقُرْبَىٰ» ”قرابت داروں کو دو“ سے مراد بنو ہاشم اور بنو مطلب ہیں اور نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کے دیگر قرابتدار اس میں شامل نہیں ہیں۔
Imaam Abubakr Rehmatullah Alaih Hazrat Abd-ul-Muttalib bin Rabia ki hadees mein is baat ki daleel mojood hai ki Aal-e-Abd-ul-Muttalib par zakat isi tarah haram hai jis tarah ki un ke ilawa Hashim ki aulaad par haram hai. Jaisa ki Sayyiduna Zaid bin Arqam Radi Allah Anhu bayan karte hain ki woh Aal-e-Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam jin par zakat haram hai, woh Aal-e-Ali, Aal-e-Aqil, Aal-e-Abbas aur Aal-e-Muttalib hain. Aur Janab Al-Muttalibi farmate thy, beshak Aal-e-Nabvi Sallallahu Alaihi Wasallam se murad Banu Hashim aur Banu Muttalib hain jinhen Allah Ta'ala ne zakat ke badle mein ghanimat ke sadaqay mein se ek hissa ataa kiya hai. Phir Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne Zawil Qurba (qarabaat daron) ka hissa Bani Hashim aur Bani Muttalib ke darmiyan taqseem kar ke wazahat farmadai ki Allah Ta'ala ke irshad "Zawil Qurba" "qarabaat daron ko do" se murad Banu Hashim aur Banu Muttalib hain aur Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ke deegar qarabaatdaar is mein shamil nahin hain.