The Umm Walad (concubine) of Ibrahim bin Abdur Rahman narrated that, "My lower garment used to be long and I would drag it (on the ground), sometimes I would pass by a dirty place and then a clean place, so I went to Umm Salamah and asked her about it, whereupon she said, 'I heard Allah's Messenger (ﷺ) saying, 'The subsequent (clean place) purifies it.'"
ابراہیم بن عبد الرحمن کی ام ولد فرماتی ہیں کہ میرا دامن لمبا ہوتا تھا اور میں اسے گھسیٹ کر چلتی تھی، بعض اوقات میں کسی گندی جگہ اور پھر صاف جگہ سے گزرتی، میں ام سلمہ کی خدمت میں حاضر ہوئی اور ان سے اس بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا ” میں نے رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو فرماتے ہوئے سنا ہے کہ بعد کی جگہ اسے پاک کر دے گی “
Ibraheem bin Abdur Rahman ki umm walad farmati hain keh mera daaman lamba hota tha aur main usay ghaseet kar chalti thi, baz auqaat main kisi gandi jaga aur phir saaf jaga se guzarti, main Umm Salma ki khidmat main hazir hui aur un se is baare main sawal kya to unhon ne farmaya "main ne Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko farmate huye suna hai keh baad ki jaga usay pak kar de gi"
A woman from Banu Abdul Ashal asked the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him), "There is a dirty place between me and the mosque." The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) asked her, "Is there a clean place after it?" She said, "Yes." He (peace and blessings of Allah be upon him) said, "That clean place will purify your clothes."
بنو عبد الاشہل کی ایک عورت نے نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) سے سوال کیا کہ میرے اور مسجد کے درمیان ایک گندی جگہ ہے، حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے اس سے پوچھا کہ اس کے بعد صاف جگہ بھی ہے۔ انھوں نے کہا جی ہاں۔ آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا کہ وہ صاف جگہ تیرے لباس کو پاک کر دے گی۔
Bano Abd ul Ashahal ki aik orat ne Nabi Kareem (sallallahu alaihi wasallam) se sawal kiya keh mere aur masjid ke darmiyan aik gandi jaga hai, Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) ne us se poocha keh uske baad saaf jaga bhi hai. Unhon ne kaha ji haan. Aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya keh woh saaf jaga tere libas ko pak kar degi.
Aishah (may Allah be pleased with her) was asked about a person who is pure but passes through a dirty place. She replied that he will also pass through a clean place, and the clean place will purify him.
حضرت عائشہ سے ایسے شخص کے بارے میں سوال کیا گیا جو خود پاک ہو لیکن کسی گندی جگہ سے گذرے تو آپ نے فرمایا کہ وہ پاک جگہ سے بھی تو گذرے گا اور پاک جگہ اسے پاک کر دے گی۔
Hazrat Ayesha se aise shakhs ke baare mein sawal kiya gaya jo khud pak ho lekin kisi gandi jaga se guzare to aap ne farmaya keh woh pak jaga se bhi to guzare ga aur pak jaga use pak kar degi.