It is narrated on the authority of Abdullah bin Ubayd bin Umair that Hazrat Aisha had instructed, "Do not take fragrant incense after my funeral, and do not cover me with a red velvet sheet."
حضرت عبداللہ بن عبید بن عمیر سے مروی ہے کہ حضرت عائشہ نے وصیت فرمائی تھی کہ میرے جنازے کے پیچھے دھونی دان لیکر نہ آنا، اور مجھ پر لال مخمل کی چادر مت ڈالنا۔
Hazrat Abdullah bin Ubaid bin Umair se marvi hai ki Hazrat Ayesha ne wasiyat farmai thi ki mere janaze ke peeche dholni daan lekar na aana aur mujh par laal makhmal ki chadar mat daalna
It is narrated on the authority of Bakr that Abdullah bin Mughaffal had given a will that "Do not follow my funeral with wailing and fire, and do not throw stones at me" meaning the gravel that is thrown near the graves.
حضرت بکر سے مروی ہے کہ حضرت عبداللہ بن مغفل نے وصیت فرمائی تھی کہ میرے جنازے کی اتباع نہ کرنا آواز اور آگ کے ساتھ، اور مجھے پتھر نہ مارنا، یعنی وہ گارا جو کہ قبر کے کناروں پر ہوتا ہے۔
Hazrat Bakr se marvi hai ki Hazrat Abdullah bin Mughaffal ne wasiyat farmae thee ki mere janaze ki ettaba na karna aawaz aur aag ke sath, aur mujhe pathar na marna, yani woh gaara jo ki qabar ke kinaron par hota hai.
Hazrat Abdullah ibn Ali reports that Hazrat Saeed ibn Jubair saw a censer in a funeral, so he broke it and said, "I heard from Hazrat Abdullah ibn Abbas that one should not imitate the People of the Book."
حضرت عبد الاعلیٰ فرماتے ہیں کہ حضرت سعید بن جبیر نے ایک جنازہ میں دھونی دان دیکھا تو اس کو توڑ دیا اور فرمایا میں نے حضرت عبداللہ بن عباس سے سنا ہے کہ اھل کتاب کی مشابہت اختیار مت کرو۔
Hazrat Abdul Aala farmate hain keh Hazrat Saeed bin Jubair ne aik janaza mein dhoni daan dekha to usko tor diya aur farmaya mein ne Hazrat Abdullah bin Abbas se suna hai keh ahal e kitab ki mushabat ikhtiyar mat karo.
Hazrat Ibn Aun said, "We went to Hazrat Ibrahim Nakhai in the morning and people told us that he had passed away and was buried at night." Then Hazrat Abdur Rahman bin Iswad told us that he (Hazrat Ibrahim) had advised, "Do not carry fire after my funeral and do not put Arzami (name of a place) stones on my grave from which churches are built."
حضرت ابن عون فرماتے ہیں کہ ہم صبح کے وقت حضرت ابراہیم نخعی کے پاس تشریف لے گئے تو لوگوں نے ہمیں بتایا کہ وہ فوت ہوگئے ہیں اور رات کو دفن کر دئیے گئے ہیں، پھر ہمیں حضرت عبد الرحمن بن اسود نے بتلایا کہ انھوں نے وصیت فرمائی تھی کہ میرے جنازے کے پچھے آگ لے کر مت آنا، اور میری قبر پر عرزمی (جگہ کا نام) پتھر مت رکھنا جس سے گرجا کی تعمیر کی جاتی ہے۔
Hazrat Ibn Aun farmate hain ki hum subah ke waqt Hazrat Ibrahim Nakhayi ke pas tashreef le gaye to logon ne humein bataya ki woh faut ho gaye hain aur raat ko dafan kar diye gaye hain, phir humein Hazrat Abdul Rahman bin Aswad ne batlaya ki unhon ne wasiyat farmai thi ki mere janaze ke peeche aag le kar mat aana, aur meri qabar par Arzmi pathar mat rakhna jis se girja ki tameer ki jati hai.
Hazrat Ibn Aun said that we went to the house of Hazrat Ibrahim after his death and we asked what he had willed. They said that he had willed that do not carry fire after my funeral, and dig a grave for me, and do not place stones from the land of Uruzgan on my grave.
حضرت ابن عون فرماتے ہیں کہ ہم حضرت ابراہیم کی وفات کے بعد ان کے گھر آئے اور ہم نے دریافت کیا کہ انھوں نے کس چیز کی وصیت کی تھی ؟ تو انھوں نے بتایا انھوں نے وصیت فرمائی تھی کہ میرے جنازے کے پیچھے آگ لے کر مت جانا، اور میری قبر لحد کھودنا، اور میری قبر پر عرزمی جگہ کے پتھر نہ رکھنا۔
Hazrat Ibn Aun farmate hain ki hum Hazrat Ibrahim ki wafat ke bad un ke ghar aye aur hum ne daryaft kiya ki unhon ne kis cheez ki wasiyat ki thi? To unhon ne bataya unhon ne wasiyat farmai thi ki mere janaze ke peeche aag le kar mat jana, aur meri qabar lahad khodna, aur meri qabar par arzmi jagah ke pathar na rakhna.
It is narrated from Hazrat Abu Saeed that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Do not follow the funeral procession with fire and sound, and do not walk in front of it."
حضرت ابو سعید سے مروی ہے کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : جنازہ کا اتباع نہ کیا جائے آگ اور آواز کے ساتھ اور نہ اس کے آگے چلا جائے۔
Hazrat Abu Saeed se marvi hai keh Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya : Janaze ka ittiba na kiya jaye aag aur aawaz ke sath aur na uske aage chala jaye.
Hazrat Hanash bin Mu'tamir narrates that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) was at a funeral. You (peace and blessings of Allah be upon him) saw a woman who had a firebrand with her. You (peace and blessings of Allah be upon him) said, "Leave her." You (peace and blessings of Allah be upon him) stood there continuously until the people said to you (peace and blessings of Allah be upon him), "O Messenger of Allah! She was coming back from behind the palaces of Medina."
حضرت حنش بن معتمر فرماتے ہیں کہ رسول اکرم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ایک جنازہ میں تھے، آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ایک خاتون کو دیکھا اس کے پاس دھونی دان تھا، آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا اس کو چھوڑ دو ، آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) مسلسل کھڑے رہے یہاں تک کہ لوگوں نے آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) سے عرض کیا : اے اللہ کے رسول ! یہ مدینہ کے محلات سے پیچھے آرہی تھی۔
Hazrat Hanash bin Mutamr farmate hain ke Rasool Akram (SAW) aik janaze mein thay, aap (SAW) ne aik khatoon ko dekha uske pass dhoni daan tha, aap (SAW) ne farmaya isko chhor do, aap (SAW) musalsal kharay rahay yahan tak ke logon ne aap (SAW) se arz kiya: aye Allah ke Rasool! yeh Madina ke mehalat se peechay aa rahi thi.