Abu Saeed reported that I was going with Abdullah to the graveyard. You (the Holy Prophet) said: I like walking over the charcoal (of a kiln) till it gets cold more than my visiting graves.
حضرت ابو سعید فرماتے ہیں کہ میں حضرت عبداللہ کے ساتھ جبانہ میں چل رہا تھا، آپ نے فرمایا : میں انگاروں پر چلوں جس سے وہ بجھ جائیں یہ مجھے زیادہ پسند ہے اس بات سے کہ میں قبروں کو روندوں۔
Hazrat Abu Saeed farmate hain keh mein Hazrat Abdullah ke saath jabanah mein chal raha tha, aap ne farmaya : mein angaron par chalon jis se woh bujh jayen yeh mujhe zyada pasand hai is baat se keh mein qabron ko raundun.
Hazrat Salim Abi Abdullah al-Bara 'said that I heard from Hazrat Abdullah bin Mas'ud, you said that I should walk on embers that would extinguish them, I like it more than that I should trample on the grave of a Muslim.
حضرت سالم ابی عبداللہ البراد فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عبداللہ بن مسعود سے سنا آپ فرماتے ہیں میں انگاروں پر چلوں جس سے وہ بجھ جائیں یہ مجھے زیادہ پسند ہے اس بات سے کہ میں کسی مسلمان کی قبر کو روندوں۔
Hazrat Salem Abi Abdullah Al-Barad farmate hain ke maine Hazrat Abdullah bin Masood se suna aap farmate hain main angaron par chaloon jis se wo bujh jayen ye mujhe zyada pasand hai is baat se ke main kisi musalman ki qabar ko raundun.
Hazrat Aqabah bin Aamir says that I would rather walk on burning coals or on the edge of a sword, even if my feet were to burn, than to walk over the grave of a Muslim. To me, relieving myself near a graveyard and doing so in the middle of a marketplace while people are watching is the same thing.
حضرت عقبہ بن عامر فرماتے ہیں کہ میں آگ کے انگاروں پر یا تلوار کی دھار پر چلوں یہاں تک کہ میرے پاؤں جھلس جائیں یہ مجھے زیادہ پسند ہے اس بات سے کہ میں کسی مسلمان کی قبر پر چلوں۔ میرے نزدیک قبرستان میں رفع حاجت کرنا اور بازار میں لوگوں کے درمیان جبکہ لوگ دیکھ رہے ہوں برابر ہے۔
Hazrat Aqba bin Aamir farmate hain keh mein aag ke angaron per ya talwar ki dhaar per chaloon yahan tak keh mere paon jhulas jayen yeh mujhe zyada pasand hai is baat se keh mein kisi musalman ki qabar per chaloon. Mere nazdeek qabristan mein rafa hajat karna aur bazaar mein logon ke darmiyan jab keh log dekh rahe hon barabar hai.
Hazrat Imran bin Hudayr narrates that Hazrat al-Alaa ibn al-Shakhir said: "O so-and-so, do you (people) walk over your graves?" I said, "Yes." He said: "Then how is rain sent down upon you?"
حضرت عمران بن حدیر فرماتے ہیں کہ حضرت العلاء بن الشخیر نے فرمایا : فلاں تم اپنی قبروں کے اوپر سے گزرتے (چلتے) ہو ؟ میں نے کہا ہاں۔ آپ نے فرمایا : پھر تم پر بارش کس طرح برسائی جاتی ہے۔
Hazrat Imran bin Hadeer farmate hain keh Hazrat ul Alaa bin Ash Shakhkhir ne farmaya: Fulan tum apni kabron ke upar se guzarte (chalte) ho? Maine kaha haan. Aap ne farmaya: Phir tum par baarish kis tarah barsai jati hai.
(99118) Narrated Muhammad bin Abi Yahya from his father that I was accompanying the Prophet (ﷺ) for a funeral procession, and you were keeping away from the graves, and he said: "If any of you were to sit on a burning ember which burnt his garment and reached his skin, that would be better for him than if he were to sit on a grave."
(٩٩ ١١٨) حضرت محمد بن ابی یحییٰ اپنے والد سے روایت کرتے ہیں کہ میں حضرت ابوہریرہ کے پیچھے ایک جنازے کے ساتھ جا رہا تھا، آپ قبروں سے دور تھے، (تاکہ کسی قبر پر پاؤں وغیرہ نہ آجائے) اور فرمایا : تم میں سے کوئی شخص آگ کے انگارے پر بیٹھے جس سے اس کے کپڑے، قمیص پھر شلوار جل جائے یہاں تک کہ آگ بدن تک پہنچ جائے یہ مجھے زیادہ پسند ہے اس بات سے کہ کوئی شخص قبر پر بیٹھے۔
Hazrat Muhammad bin Abi Yahya apne walid se riwayat karte hain ke main Hazrat Abu Hurairah ke peeche ek janaze ke sath ja raha tha, aap qabro se door the, (take kisi qabar par paon waghaira na aa jaye) aur farmaya : tum mein se koi shakhs aag ke angare par baithe jis se uske kapde, qamis phir shalwar jal jaye yahan tak ke aag badan tak pahunch jaye yeh mujhe zyada pasand hai is baat se ke koi shakhs qabar par baithe.