Hazrat Ibn Abbas cited this verse as an example in the state of Ihram: "They walk past us with the gait of a camel, if the bird speaks the truth, we feel the presence of a human." It was said to you that you are indulging in obscenity in the state of Ihram. You said that obscenity was what used to be said to women in the state of Ihram.
حضرت ابن عباس نے حالت احرام میں اس شعر کی مثال پیش کی :” وہ اونٹ کی چال چل کے ہمارے پاس سے گزرتی ہیں، اگر پرندہ سچ بولے تو ہم کسی مانوس کو محسوس کرتے ہیں۔ “ آپ سے کہا گیا کہ آپ حالت احرام میں فحش کلام کر رہے ہیں، آپ نے فرمایا فحش کلام تو وہ ہوتا ہے جس سے حالت احرام میں عورتوں کو خطاب کیا جاتا تھا۔
Hazrat Ibn Abbas ne halat ehraam mein iss sher ki misaal pesh ki: "Woh oont ki chaal chal ke humare pass se guzarti hain, agar parinda sach bolay to hum kisi manoos ko mehsoos karte hain." Aap se kaha gaya ke aap halat ehraam mein fahsh kalaam kar rahe hain, aap ne farmaya fahsh kalaam to woh hota hai jisse halat ehraam mein auraton ko khitab kiya jata tha.
Hazrat Tawus used to dislike using obscene language for the Haram. The narrator says that I asked, "What obscene language did I use?" You said, "Saying like this: If I were not in Haram, I would have taken you (had intercourse with you)."
حضرت طاؤس محرم کے لیے فحش کلام کرنے کو ناپسند کرتے تھے، راوی کہتے ہیں کہ میں نے عرض کیا فحش کلام کیا ہے ؟ آپ نے فرمایا کہ یوں کہنا : اگر میں احرام میں نہ ہوتا تو تجھے پا لیتا (ہمبستری کرتا) ۔
Hazrat Taous muharram ke liye fahsh kalam karne ko napasand karte thay, raavi kahte hain ki maine arz kiya fahsh kalam kya hai? Aap ne farmaya ki yun kahna: Agar main ehram main na hota to tujhe pa leta (humbistari karta).
"Hazrat Tawus said that Hazrat Abdullah bin Zubair said: Beware of women (in the state of Ihram), for indeed, obscene talk is also among the filth (sins)." Hazrat Tawus said, "I mentioned this to Ibn Abbas. He said, 'Ibn Zubair has spoken the truth.'"
حضرت طاؤس فرماتے ہیں کہ حضرت عبداللہ بن زبیر نے ارشاد فرمایا : خبردار عورتوں سے (حالت احرام میں) بچو، بیشک فحش کلام بھی گندگی (گناہ) میں سے ہے، حضرت طاؤس فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت ابن عباس سے اس کا ذکر فرمایا : آپ نے فرمایا حضرت ابن زبیر نے سچ کہا۔
Hazrat Taous farmate hain keh Hazrat Abdullah bin Zubair ne irshad farmaya : Khabar daar auraton se (halat ehram mein) bache, beshak fahish kalam bhi gandagi (gunah) mein se hai, Hazrat Taous farmate hain keh maine Hazrat Ibn Abbas se iska zikr farmaya : Aap ne farmaya Hazrat Ibn Zubair ne sach kaha.