Hazrat Amir says about a woman who forgets to shorten (Qasr) her prayer and leaves (travels), Hazrat Abdur Rahman bin Al-Aswad and Hazrat Amir say that she will shorten her prayers and offer a sacrifice (Dam).
حضرت عامر اس خاتون کے متعلق فرماتے ہیں جو قصر کروانا بھول جائے اور نکل جائے، حضرت عبد الرحمن بن الاسود اور حضرت عامر فرماتے ہیں کہ وہ قصر کروائے گی اور دم ادا کرے گی۔
Hazrat Aamir iss khatoon ke mutalliq farmate hain jo qasar karwana bhul jaye aur nikal jaye, Hazrat Abdul Rahman bin al Aswad aur Hazrat Aamir farmate hain keh woh qasar karwaye gi aur dum ada kare gi.
A woman was returning from Makkah Mukarramah, she passed by the Muzdalifah and she had not shortened her prayer. Hazrat Ata', Hazrat Ta'us and Hazrat Mujahid said that Allah Almighty will not punish her for forgetfulness.
Hazrat Ibn al-Aswad and Hazrat Sha'bi (may Allah be pleased with them) said that she will shorten her prayer and a sacrifice is obligatory on her, her Hajj is complete.
ایک خاتون مکہ مکرمہ سے لوٹ رہی تھی وہ موقف کے پاس سے گزری اور اس نے قصر نہیں کروایا ہوا تھا، حضرت عطائ ‘ حضرت طاؤس اور حضرت مجاہد نے فرمایا اللہ تعالیٰ نسیان پر اس کا مواخذہ نہیں فرمائے گا۔
حضرت ابن الاسود اور حضرت شعبی (رض) فرماتے ہیں کہ وہ قصر کروائے گی اور اس پر دم لازم ہے اس کا حج مکمل ہوگیا۔
Ek khatoon Makkah Mukarramah se laut rahi thi woh mauqif ke paas se guzri aur usne qasar nahin karwaya hua tha Hazrat Ataa Hazrat Taa'us aur Hazrat Mujahid ne farmaya Allah ta'ala nisyan par uska mu'akhaza nahin farmaye ga
Hazrat Ibnul Aswad aur Hazrat Sha'bi (RA) farmate hain ki woh qasar karwaye gi aur us par dum lazim hai uska Hajj mukammal ho gaya