"Prophet Ibrahim (Abraham) said about a woman whose husband is missing or taken captive by the enemy, that she should be patient, because she is a woman and such situations happen to women. She will remain his wife until her husband returns or dies."
حضرت ابراہیم اس عورت کے بارے میں جس کا خاوند گم ہوجائے یا اسے دشمن پکڑ لیں فرماتے ہیں کہ وہ صبر کرے، کیونکہ وہ ایک عورت ہے اور عورتوں کو ایسے حالات پیش آتے ہیں۔ وہ اس وقت اس کی بیوی رہے گی یہاں تک کہ اس کا خاوند واپس آجائے یا مرجائے۔
Hazrat Ibrahim us aurat ke bare mein jis ka khaavand gum ho jaaye ya use dushman pakar lein farmate hain ke woh sabar kare, kyunki woh ek aurat hai aur auraton ko aise haalaat pesh aate hain. Woh us waqt us ki biwi rahe gi yahan tak ke us ka khaavand wapas aa jaaye ya mar jaaye.
Hazrat Amr bin Hani narrates that Hazrat Jabir bin Zaid was asked that if a woman's husband has been missing for a long time and it is not known whether he is alive or dead, then what is the ruling? He replied that the woman should wait until it is known whether he is alive or dead.
حضرت عمرو بن ھانیء فرماتے ہیں کہ حضرت جابر بن زید سے سوال کیا گیا کہ اگر کسی عورت کا خاوند ایک لمبے عرصے سے غائب ہو اور یہ معلوم نہ ہوسکے کہ وہ زندہ ہے یا مردہ تو کیا حکم ہے ؟ انھوں نے فرمایا کہ وہ عورت انتظار کرے یہاں تک کہ معلوم ہوجائے کہ وہ زندہ ہے یا مردہ۔
Hazrat Amr bin Hani farmate hain ke Hazrat Jaber bin Zaid se sawal kiya gaya ke agar kisi aurat ka khawanad ek lambe arse se ghaib ho aur ye malum na hosake ke wo zinda hai ya murda to kya hukm hai? Unhon ne farmaya ke wo aurat intezar kare yahan tak ke malum hojaye ke wo zinda hai ya murda.