Hazrat Zainab bint Abi Salama (RA) narrates that Hazrat Asma (RA) breastfed me. So, (her husband) Hazrat Zubair bin Awam (RA) used to visit me while I was combing my hair and would playfully pull my braid, and he would talk to me considering me as his own daughter and he considered his sons as my brothers. On the day of the conquest of Makkah, his son Hazrat Abdullah bin Zubair (RA) sought my daughter's hand in marriage for Hamza bin Zubair (RA). Hamza and Mus'ab (two sons of Hazrat Zubair, they were not the sons of Hazrat Asma but) were from a woman of Banu Kalb. I sent a message to Abdullah bin Zubair (RA) inquiring whether my daughter could be married to them? He said, "Are you refusing the proposal sent from my side even though I am your brother? The children who are from Hazrat Asma (RA) are your brothers and those who are from any other wife of Hazrat Zubair (RA) are not your brothers, you can ask this matter from someone else." At that time, many of the Sahaba (RA) and the Mothers of the Believers (RA) were alive, I asked them and they all said that breastfeeding from the men's side does not make anything unlawful.
حضرت زینب بنت ابی سلمہ (رض) فرماتے ہیں کہ حضرت اسمائ (رض) نے مجھے دودھ پلایا تھا۔ چنانچہ (ان کے خاوند) حضرت زبیر بن عوام (رض) میرے پاس اس وقت تشریف لے آتے جب میں کنگھی کررہی ہوتی اور میری چٹیا کو پکڑ لیتے، اور وہ مجھے اپنی بیٹی سمجھتے ہوئے مجھ سے باتیں کرتے اور وہ اپنے بیٹوں کو میرا بھائی سمجھتے۔ یومِ حرہ کو ان کے بیٹے حضرت عبداللہ بن زبیر (رض) نے حمزہ بن زبیر (رض) کے لیے میری بیٹی کا ہاتھ مانگا۔ حمزہ اور مصعب (حضرت زبیر کے دو بیٹے ، حضرت اسماء کے بیٹے نہ تھے بلکہ ) بنو کلب کی عورت سے تھے۔ میں نے عبداللہ بن زبیر (رض) کو پیغام دیا کہ کیا میری بیٹی کا نکاح ان سے ہوسکتا ہے ؟ انھوں نے فرمایا کہ کیا تم میری طرف سے بھیجے گئے رشتے کا انکار کررہی ہو حالانکہ میں تمہارا بھائی ہو ؟ جو بچے حضرت اسمائ (رض) سے ہوئے ہیں وہ تمہارے بھائی ہیں اور جو حضرت زبیر (رض) کی کسی اور بیوی سے ہوئے ہیں وہ تمہارے بھائی نہیں ہیں، تم یہ مسئلہ کسی اور سے پوچھ سکتی ہو۔ اس وقت بہت سے صحابہ کرام (رض) اور امہات المومنین (رض) بقیدِ حیات تھے، میں نے ان سے سوال کیا تو سب نے فرمایا کہ مردوں کی طرف سے آنے والی رضاعت کسی چیز کو حرام نہیں کرتی۔
Hazrat Zainab bint Abi Salma (RA) farmaty hain keh Hazrat Asma (RA) ne mujhe doodh pilaya tha. Chunacha (un ke khawind) Hazrat Zubair bin Awaam (RA) mere pass us waqt tashreef le aaty jab main kanghi kar rahi hoti aur meri chutiya ko pakad lete, aur woh mujhe apni beti samjhty hue mujh se baaten karte aur woh apne beton ko mera bhai samjhty. Yom-e-Harrah ko un ke bety Hazrat Abdullah bin Zubair (RA) ne Hamza bin Zubair (RA) ke liye meri beti ka haath maanga. Hamza aur Musab (Hazrat Zubair ke do bety, Hazrat Asma ke bety nahi thy balkay) Banu Kalb ki aurat se thy. Maine Abdullah bin Zubair (RA) ko paigham diya keh kya meri beti ka nikah un se ho sakta hai? Unhon ne farmaya keh kya tum meri taraf se bheje gaye rishte ka inkaar kar rahi ho halanky main tumhara bhai ho? Jo bache Hazrat Asma (RA) se hue hain woh tumhare bhai hain aur jo Hazrat Zubair (RA) ki kisi aur biwi se hue hain woh tumhare bhai nahi hain, tum yeh masla kisi aur se poochh sakti ho. Us waqt bohat se Sahaba-e-Kiraam (RA) aur Ummahaatul Momineen (RA) baqaid-e-hayat thy, maine un se sawal kiya to sab ne farmaya keh mardon ki taraf se aane wali razaat kisi cheez ko haraam nahi karti.
Hazrat Yazid bin Abdullah bin Qais (RA) narrates that I asked Abu Salamah bin Abdur Rahman, Saeed bin Musayyab, Ata and Hazrat Suleiman bin Yasar (RA) about the satisfaction coming from the people, so they said that it does not make anything haraam.
حضرت یزید بن عبداللہ بن قسیط (رض) فرماتے ہیں کہ میں نے ابو سلمہ بن عبد الرحمن، سعید بن مسیب، عطاء اور حضرت سلیمان بن یسار (رض) سے مردوں کی طرف سے آنے والی رضاعت کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ یہ کسی چیز کو حرام نہیں کرتی۔
Hazrat Yazid bin Abdullah bin Qasit (RA) farmate hain keh maine Abu Salma bin Abdur Rahman, Saeed bin Musayyab, Ata aur Hazrat Suleman bin Yasar (RA) se mardon ki taraf se aane wali razaat ke bare mein sawal kiya to unhon ne farmaya keh yeh kisi cheez ko haram nahi karti.
A person from the descendants of Hazrat Rafi' bin Khadij (may Allah be pleased with him) narrates that Hazrat Rafi' bin Khadij (may Allah be pleased with him) married his daughter to the son of his brother, Rafa'ah bin Khadij (may Allah be pleased with him), despite the fact that this girl had been breastfed by a woman who was not the boy's mother but was a slave-girl of Hazrat Rafa'ah bin Khadij (may Allah be pleased with him) who had also borne him children. In other words, Hazrat Rafa'ah (may Allah be pleased with him) was the reason for this slave-girl's milk to dry up.
حضرت رافع بن خدیج (رض) کی اولاد میں سے ایک شخص بیان کرتے ہیں کہ حضرت رافع بن خدیج (رض) نے اپنی بیٹی کی شادی اپنے بھائی رفاعہ بن خدیج کے بیٹے سے کرائی، حالانکہ اس لڑکی کو ایک ایسی عورت نے دودھ پلایا تھا جو اس لڑکے کی ماں تو نہ تھی لیکن حضرت رفاعہ بن خدیج (رض) کی ایسی باندی تھی جس سے ان کی اولاد بھی ہوئی تھی۔ یعنی اس باندی کے دودھ اترنے کا سبب حضرت رفاعہ (رض) تھے۔
Hazrat Rafi bin Khadij (RA) ki aulad mein se ek shakhs bayan karte hain ki Hazrat Rafi bin Khadij (RA) ne apni beti ki shadi apne bhai Rafaa bin Khadij ke bete se karaai, halanki is larki ko ek aisi aurat ne doodh pilaya tha jo is larke ki maa to nahi thi lekin Hazrat Rafaa bin Khadij (RA) ki aisi bandi thi jisse unki aulad bhi hui thi. Yani is bandi ke doodh utarne ka sabab Hazrat Rafaa (RA) thay.
Hazrat Abu Qilaba (RA) said that just because a man becomes the reason for the dropping of milk (i.e., becoming a father) does not make him a righteous father.
حضرت ابو قلابہ (رض) فرماتے ہیں کہ دودھ اترنے کا سبب بننا مرد کو رضاعی باپ نہیں بناتا۔
Hazrat Abu Qalaba (RA) farmate hain keh doodh utarne ka sabab banana mard ko razai baap nahi banata.
Hazrat Ayub (R.A) stated that when I heard about the incident in Makkah that resulted in the banishment of milk for the first time, on that occasion Iyas Ibn Muawiyah (R.A) started saying, "What is wrong with it (milk)? Who considers it to be reprehensible?"
حضرت ایوب (رض) فرماتے ہیں کہ میں نے پہلی مرتبہ مکہ میں دودھ اترنے کا سبب بننے والی مرد کی حرمت کے بارے میں سنا، تو اس موقع پرایاس بن معاویہ (رض) نے کہنا شروع کیا کہ اس میں کیا حرج ہے ؟ اور اسے کون مکروہ سمجھتا ہے۔
Hazrat Ayyub (RA) farmate hain keh maine pehli martaba Makkah mein doodh utarne ka sabab banane wale mard ki hurmat ke bare mein suna, tou iss mauqa par Yas bin Muawiya (RA) ne kehna shuru kiya keh iss mein kya harj hai? Aur ise kon makrooh samajhta hai.