It is narrated on the authority of Hazrat Urwah bin Zubair (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah (peace and blessings be upon him) said: Seek good spouses for your children.
حضرت عروہ بن زبیر (رض) سے روایت ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ اپنی اولاد کے لیے اچھے رشتے تلاش کرو۔
Hazrat Urwa bin Zubair (RA) se riwayat hai keh Rasul Allah (SAW) ne irshad farmaya keh apni aulad ke liye ache rishte talaash karo.
Hazrat Abdullah bin Khurash (RA) narrates that he saw Hazrat Abu Dharr Ghifari (RA) in the place of Rabzah. His wife was dark-skinned, or it is said that she was weak due to hunger and weakness. They were in their black tent. It was said to him, "O Abu Dharr! It would have been better if you had married a better woman!" He said, "I would prefer to marry a woman who would diminish my fame and reputation than to marry a woman who would increase my fame and reputation."
حضرت عبداللہ بن خراش (رض) فرماتے ہیں کہ میں نے مقام ربذہ میں حضرت ابو ذر غفاری (رض) کو دیکھا، ان کی اہلیہ کا رنگ کالا تھا، یا فرمایا کہ وہ بھوک اور کمزوری کی وجہ سے بےحال تھیں، اپنے ایک کالے رنگ کے چھپڑ میں تھے، ان سے کہا گیا کہ اے ابوذر ! اگر آپ اس سے بہتر عورت سے شادی کرلیتے تو اچھا ہوتا ! انھوں نے فرمایا کہ میں ایسی عورت سے شادی کروں جو میرے نام وشہرت میں کمی کا سبب بنے مجھے اس بات سے زیادہ پسند ہے کہ میں ایسی عورت سے شادی کروں جو میرے نام ونمود میں زیادتی کا سبب بنے۔
Hazrat Abdullah bin Khurash (RA) farmate hain keh maine maqam Rabza mein Hazrat Abuzar Ghaffari (RA) ko dekha, unki ahliya ka rang kala tha, ya farmaya keh woh bhook aur kamzori ki wajah se behal thin, apne aik kale rang ke chhappar mein thin, unse kaha gaya keh aye Abuzar! Agar aap is se behtar aurat se shadi karlete to acha hota! Unhon ne farmaya keh mein aisi aurat se shadi karoon jo mere naam o shohrat mein kami ka sabab bane? Mujhe is baat se ziada pasand hai keh mein aisi aurat se shadi karoon jo mere naam o numood mein ziyadati ka sabab bane.
Hazrat Umar bin Khattab (R.A) said that there is no custom of ignorance left in me except that I do not care which Muslim woman I marry and which one I marry.
حضرت عمر بن خطاب (رض) فرماتے ہیں کہ مجھ میں جاہلیت کی کوئی عادت باقی نہیں رہی سوائے اس کے کہ مجھے اس بات کی پروا نہیں ہوتی کہ میں کس مسلمان سے شادی کررہاہوں اور کس سے شادی کر ارہا ہوں۔
Hazrat Umar bin Khattab (RA) farmate hain keh mujh mein jahiliyat ki koi aadat baqi nahi rahi siwaye is ke keh mujhe is baat ki parwah nahi hoti keh main kis musalman se shadi kar raha hun aur kis se shadi kar raha hun.
Hazrat Muhammad bin Sirin (may Allah be pleased with him) narrates that a man married the daughter of a slave tailor. A boy was born to them, but the man refused to acknowledge him as his son. Hazrat Shurai'h (may Allah be pleased with him) said to him, "The same thing that compelled you to marry the daughter of a slave tailor, despite being a respected Arab yourself, has now prompted you to deny your son born to her." (Meaning: Satan has instilled doubts in your heart.)
حضرت محمد بن سیرین (رض) فرماتے ہیں کہ ایک آدمی نے ایک غلام درزی کی بیٹی سے شادی کی۔ اس کے ہاں ایک لڑکاپیدا ہوا لیکن اس آدمی نے اسے اپنا بچہ ماننے سے انکار کردیا۔ حضرت شریح (رض) نے اس سے فرمایا کہ جس چیز نے تجھے ایک غلام درزی کی بیٹی سے شادی پر مجبور کیا حالانکہ تو عرب کا ایک معزز آدمی ہے اسی چیز نے تجھے اس سے ہونے والے بچے کو اپنا بیٹا ماننے سے انکار کرنے پر ابھارا ہے۔ (یعنی شیطان نے تیرے دل میں وسوسے ڈالے ہیں)
Hazrat Muhammad bin Sirin (RA) farmate hain keh aik aadmi ne aik ghulam darzi ki beti se shadi ki. Us k yahan aik ladka paida hua lekin us aadmi ne use apna bachcha manane se inkar kar diya. Hazrat Shahreh (RA) ne us se farmaya keh jis cheez ne tujhe aik ghulam darzi ki beti se shadi par majboor kiya halanke tu arab ka aik moazziz aadmi hai usi cheez ne tujhe us se hone wale bache ko apna beta manane se inkar karne par ubhaya hai. (yani shaitan ne tere dil mein waswase dale hain)