Hazrat Hassan says that if a man, while fixing the dowry of a woman, says something secretly and something else openly, then what is said secretly will be considered and the open will be null and void.
حضرت حسن فرماتے ہیں کہ اگر کسی آدمی نے عورت کا مہر مقرر کرتے ہوئے خفیہ طور پر کچھ کہا اور علانیہ طور پر کچھ اور کہا تو خفیہ طور پر کہے گئے کا اعتبار ہوگا اور علانیہ باطل ہوجائے گا۔
Hazrat Hassan farmate hain ke agar kisi aadmi ne aurat ka mehr muqarar karte huye khufiya tor par kuch kaha aur alaniya tor par kuch aur kaha to khufiya tor par kahe gaye ka aitbaar hoga aur alaniya batil hojaye ga.
Hazrat Mansoor says that I asked Hazrat Hukam bin Aqeebah that if a man fixes Mahr as one thousand in secret and two thousand openly, then which one will be considered valid? He said that which was said secretly will be considered valid because that is the truth and the public one will be null and void.
حضرت منصور فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت حکم بن عتیبہ سے سوال کیا کہ اگر کوئی آدمی خفیہ طور پر ایک ہزار اور علانیہ طور پر دو ہزارمہر مقرر کرے تو کس کا اعتبار ہوگا۔ انھوں نے فرمایا کہ خفیہ طور پر کہے گئے کا اعتبار ہوگا کیونکہ وہی حق ہے اور علانیہ باطل ہوجائے گا۔
Hazrat Mansoor farmate hain ke maine Hazrat Hukm bin Utbah se sawal kya ke agar koi aadmi khufiya tor par ek hazaar aur alaniya tor par do hazaar mehr muqarar kare to kis ka aitbaar hoga? Unhon ne farmaya ke khufiya tor par kahe gaye ka aitbaar hoga kyunki wohi haq hai aur alaniya baatil ho jaye ga.