Regarding playing the game of fourteen (a board game)
فِي اللَّعِبِ بِأَرْبَعَةَ عَشَرَ
Musannaf Ibn Abi Shaybah 26161
Hazrat Ubaid, the freed slave of Hazrat Salamah bin Akwa, states that Hazrat Salamah bin Akwa strictly forbade his sons from playing chaupar.
حضرت عبید جو حضرت سلمہ بن اکوع کے آزاد کردہ غلام ہیں فرماتے ہیں کہ حضرت سلمہ بن اکوع نے اپنے بیٹوں کو بہت سختی سے چودہ گوٹ کھیلنے سے منع فرمایا۔
Hazrat Obaid jo Hazrat Salma bin Akwa ke azad kardah gulam hain farmate hain ke Hazrat Salma bin Akwa ne apne beton ko bohat sakhti se chaudah goat khelne se mana farmaaya.
Hazrat Nafi narrates that Hazrat Ibn Umar came across some people who were playing with fourteen goats. He hit one of them on the head and broke it.
حضرت نافع فرماتے ہیں کہ حضرت ابن عمر کا گزر چند لوگوں پر ہوا جو چودہ گوٹ کھیل رہے تھے ۔ آپ نے اس کو ان میں سے کسی کے سر پر مار کر توڑ دیا۔
Hazrat Nafe farmate hain ke Hazrat Ibn Umar ka guzar chand logon par hua jo chaudah gut khel rahe the. Aap ne isko un me se kisi ke sar par maar kar tod diya.
It is narrated on the authority of Abd al-Karim ibn Abi Umayya that Umm Qatham said: "Ali entered upon us while we were playing with fourteen walnuts. He asked, 'What are you doing?' We replied, 'We are fasting and entertaining ourselves.' He said, 'Shall I not buy you walnuts for a dirham so that you may entertain yourselves with them and also give them in charity?' The narrator said, "He then bought walnuts for us for a dirham."
حضرت عبد الکریم بن ابی امیہ فرماتے ہیں کہ حضرت اُم قثم نے ارشاد فرمایا : کہ حضرت علی ہم پر داخل ہوئے اس حال میں کہ ہم چودہ گوٹ کھیل رہے تھے ؟ آپ نے پوچھا : یہ کیا کر رہے ہو ؟ ! ہم نے کہا : کہ ہم روزے سے ہیں تو اس کے ساتھ ہم اپنا دل بہلا رہے ہیں ! آپ نے فرمایا : کیا میں تمہارے لیے ایک درھم کے اخروٹ نہ خرید لوں تم اس کے ساتھ دل بھی بہلانا اور تم اس کی دعوت بھی کرنا ؟ راوی فرماتے ہیں کہ آپ نے پھر ہمارے لیے ایک درہم کے اخروٹ خریدے۔
Hazrat Abdul Kareem bin Abi Umayyah farmate hain ke Hazrat Umme Qasim ne irshad farmaya: ke Hazrat Ali hum par dakhil huye iss haal mein ke hum chaudah gut khel rahe thay? Aap ne poocha: yeh kya kar rahe ho?! Hum ne kaha: ke hum rozey se hain tou iss ke sath hum apna dil behla rahe hain! Aap ne farmaya: kya main tumhare liye ek dirham ke akhrot na kharid loon tum uss ke sath dil bhi behlana aur tum uss ki dawat bhi karna? Rawi farmate hain ke aap ne phir humare liye ek dirham ke akhrot kharide.
Nafi' reported that Ibn 'Umar entered upon his two slave girls while they were playing with fourteen pebbles. He struck both of them with it until it broke.
حضرت نافع فرماتے ہیں کہ حضرت ابن عمر اپنی دو باندیوں پر داخل ہوئے اس حال میں کہ وہ چودہ گوٹ کھیل رہی تھیں۔ آپ نے اسی سے ان دونوں کو مارا یہاں تک کہ وہ ٹوٹ گئی۔
Hazrat Nafe farmate hain ke Hazrat Ibn Umar apni do bandiyon par dakhil huye is hal mein ke woh chaudah gut khel rahi thin Aap ne usi se un donon ko mara yahan tak ke woh toot gayi
Hazrat Yazid bin Abi Ubaid narrates that Hazrat Salman bin Akwa used to forbid his sons from playing backgammon, saying that people lie and swear falsely in this game.
حضرت یزید بن ابی عبید فرماتے ہیں کہ حضرت سلمہ بن اکوع اپنے بیٹوں کو چودہ گوٹ کھیلنے سے منع کرتے تھے اور فرماتے کہ یہ لوگ اس میں جھوٹ بولتے ہیں اور جھوٹی قسمیں اٹھاتے ہیں۔
Hazrat Yazid bin Abi Ubaid farmate hain ke Hazrat Salma bin Akwa apne beton ko chaudah got khelne se mana karte the aur farmate ke ye log is mein jhoot bolte hain aur jhooti qasmein uthate hain.