Ismail ibn Abi Ishaq narrated that he was lying flat on his face and then he raised his leg on his knee. Upon this, Saeed pelted him with small pebbles and then said, "Ibn Abbas forbade lying like this."
حضرت اسماعیل بن ابو اسماعیل راشد فرماتے ہیں کہ میں چت لیٹا پھر میں نے اپنی ٹانگ کو اپنے گھٹنے پر بلند کرلیا۔ اس پر حضرت سعید نے مجھے چند چھوٹی کنکریاں ماریں، پھر فرمایا : حضرت ابن عباس اس طرح لیٹنے سے منع فرماتے تھے ۔
Hazrat Ismail bin Abu Ismail Rasheed farmate hain keh mein chit leta phir maine apni tang ko apne ghutne par buland karliya iss par Hazrat Saeed ne mujhe chand chhoti kankriyan mari phir farmaya: Hazrat Ibn Abbas iss tarah laitne se mana farmate the.
Hazrat Amr ibn Ataba ibn Farqad narrates that Hazrat Ka'b said to him: "Put it down, it is not appropriate for any human being."
حضرت عمرو بن عتبہ بن فرقد فرماتے ہیں کہ حضرت کعب نے ان سے ارشاد فرمایا : اس کو نیچے رکھو، بیشک کسی انسان کے لیے یہ مناسب نہیں ہے۔
Hazrat Amr bin Utbah bin Farqad farmate hain ki Hazrat Kaab ne un se irshad farmaya: Is ko neeche rakho, beshak kisi insan ke liye ye munasib nahin hai.
Hadrat Habib narrates that Hadrat Muhammad saw me sitting with my right foot over my left thigh. He said: Remove it. All the companions agree that this act is disliked. The narrator says: I mentioned this to Hadrat Hasan. He said: Jews considered it undesirable, and the Muslims opposed them in this.
حضرت حبیب فرماتے ہیں کہ حضرت محمد نے مجھے دیکھا کہ میں نے اپنی ٹانگ اس طرح رکھی ہوئی تھی کہ اپنا دایاں پاؤں اپنی بائیں ران پر رکھا ہوا تھا، آپ نے فرمایا : اس کو ہٹاؤ۔ تحقیق تمام صحابہ نے اس کے مکروہ ہونے پر اتفاق کیا ہے۔ راوی کہتے ہیں : میں نے یہ بات حضرت حسن کے سامنے ذکر کی، آپ نے فرمایا : یہود اس کو مکروہ سمجھتے تھے اور مسلمانوں نے تو ان کی مخالفت کی۔
Hazrat Habib farmate hain keh Hazrat Muhammad ne mujhe dekha keh maine apni taang is tarah rakhi hui thi keh apna dayan paon apni baen ran par rakha hua tha, aap ne farmaya : is ko hatao. Tahqeeq tamam sahaba ne is ke makruh hone par ittefaq kya hai. Ravi kehte hain : maine yeh baat Hazrat Hasan ke samne zikar ki, aap ne farmaya : yahood is ko makruh samajhte thay aur musalmanon ne to un ki mukhalifat ki.
Hazrat Mughira narrates that Hazrat Ibrahim considered it undesirable to place one's knee on one's thigh and said, "This is like sitting on one's buttocks."
حضرت مغیرہ فرماتے ہیں کہ حضرت ابراہیم مکروہ سمجھتے تھے کہ آدمی اپنے گھٹنے کو اپنی ران پر رکھے اور فرمایا : یہ تو سرین پر بیٹھنا ہوا۔
Hazrat Mugheera farmate hain ke Hazrat Ibrahim makrooh samajhte thay ke aadmi apne ghutne ko apni ran per rakhe aur farmaya: yeh to sarain per baithna hua.