Hazrat Zuhri narrated that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) decided to give the full share to the owner of the spinal cord (in hunting).
حضرت زہری کا ارشاد ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ریڑھ کی ہڈی میں پوری دیت کا فیصلہ فرمایا۔
Hazrat Zahri ka irshad hai keh Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne reerh ki haddi mein poori deet ka faisla farmaya.
Hazrat Amr bin Shuaib narrated that Hazrat Abu Bakr gave a verdict in the case of a person's backbone injury saying that if the backbone is broken and the person is unable to stand, then full Diyat (blood money) will be paid and if the person is able to stand then half Diyat will be paid.
حضرت عمرو بن شعیب کا ارشاد ہے کہ ابوبکر نے آدمی کی ریڑھ کی ہڈی کے بارے میں فرمایا کہ جب وہ ٹوٹ جائے اور بوجھ نہ اٹھا سکے تو پوری دیت ہے اور اگر بوجھ اٹھا سکے تو آدھی دیت کا فیصلہ فرمایا۔
Hazrat Amr bin Shoaib ka irshad hai keh Abubakar ne aadmi ki reerh ki haddi ke baare mein farmaya keh jab woh toot jaye aur bojh na utha sake to poori deet hai aur agar bojh utha sake to aadhi deet ka faisla farmaya.
Hazrat Mujahid said that if the bone of the backbone is broken, then it is joined and its mani is cut off (i.e., there is such a defect that its offspring cannot proceed) then its compensation will be complete and if the mani is not cut off and there is some crookedness in its back then it will be seen (i.e., there will be compensation according to the loss)
حضرت مجاہد کا ارشاد ہے کہ اگر ریڑھ کی ہڈی ٹوٹ جائے پھر جڑ جائے اور اس کی منی منقطع ہوجائے (یعنی کوئی ایسا نقصان ہوجائے کہ اس کی نسل آگے نہ چل سکے) تو اس کی دیت کامل ہوگی اور منی منقطع نہ ہو اور اس کی کمر میں کچھ ٹیڑھا پن ہو تو اس میں دیکھا جائے گا (یعنی بقدر نقصان دیت ہوگی)
Hazrat Mujahid ka irshad hai keh agar rerh ki haddi toot jaye phir jud jaye aur us ki mani munqata ho jaye (yani koi aisa nuqsan ho jaye keh us ki nasal aage na chal sake) to us ki diyat kamil hogi aur mani munqata na ho aur us ki kamar mein kuch terha pan ho to us mein dekha jaye ga (yani ba qadr nuqsan diyat hogi)
It is narrated on the authority of Muhammad bin Abdullah that a case regarding a person was presented before Ibn Zubair. The said person had his back broken; then he got up but could not sit. He used to walk in a bent over posture. Ibn Zubair said, "So he got up (after his back was broken)." Then, Ibn Zubair gave a verdict of two-thirds (of the normal compensation) in his favor.
حضرت محمد بن عبداللہ کا ارشاد ہے کہ میں ابن زبیر کے پاس ایسے آدمی کے مقدمہ کے بارے میں حاضر ہوا کہ جس کی کمر ٹوٹ گئی تھی پھر وہ کھڑا ہوگیا اور بیٹھ نہیں سکتا تھا وہ کھڑا ہو کر چلتا تھا تو ابن زبیر نے کہا کہ (اس آدمی کو) پھر وہ چلا تو ابن زبیر نے اس کے لیے دو تہائی دیت کا فیصلہ فرمایا۔
Hazrat Muhammad bin Abdullah ka irshad hai keh mein Ibn Zubair ke paas aise aadmi ke muqaddama ke baaray mein hazir hua keh jis ki kamar toot gayi thi phir woh khara hogaya aur baith nahi sakta tha woh khara ho kar chalta tha to Ibn Zubair ne kaha keh phir woh chala to Ibn Zubair ne us ke liye do tihai diyat ka faisla farmaya