Hazrat Imran bin Hadeer narrates that he asked Hazrat Abu Mujaliz about the verse: "And let not compassion move you in their case, in a matter of Allah's religion." He said: "Punishments are to be established when the matter is brought before the ruler."
حضرت عمران بن حدیر فرماتے ہیں کہ حضرت ابو مجلز سے آیت : اور نہ دامن گیر ہو تم کو ان کے سلسلہ میں ترس کھانے کا جذبہ اللہ کے دین کے معاملہ میں مروی ہے آپ نے فرمایا : سزائیں قائم کردی جائیں جب معاملہ حاکم کے سامنے پیش کردیا گیا ہو۔
Hazrat Imran bin Hadeer farmate hain keh Hazrat Abu Majliz se ayat: aur na daamangeer ho tum ko un ke silsila mein taras khane ka jazba Allah ke deen ke mamle mein marvi hai aap ne farmaya: sazaen qaim kar di jayen jab mamla hakim ke samne pesh kar diya gaya ho.
It is narrated from Hadrat Ata and Hadrat Mujahid about the saying of Allah, the Lord of Glory, {And do not let your compassion for them prevent you from carrying out the punishment prescribed by Allah} that both of them said: "Not in murder, but do not be lenient in establishing the limit (Hudood)."
حضرت عطائ اور حضرت مجاھد سے اللہ رب العزت کے قول { وَلاَ تَأْخُذْکُمْ بِہِمَا رَأْفَۃٌ فِی دِینِ اللہِ } کے بارے میں مروی ہے ان دونوں حضرات نے فرمایا : قتل میں نہیں لیکن حدکو قائم کرنے میں نرمی نہ ہو۔
Hazrat Ataa aur Hazrat Mujahid se Allah Rab ul Izzat ke qaul { wala taakhuzkum bihima raafatun fee deenillahi } ke baare mein marvi hai in donon hazrat ne farmaya : qatal mein nahin lekin had ko qaim karne mein narmi na ho.
Hazrat Hajjaj says that Hazrat Ata' said: The purpose of establishing the Hadd (punishment) is not to be harsh in any case, but to inflict the punishment.
حضرت حجاج فرماتے ہیں کہ حضرت عطائ نے ارشاد فرمایا : حد قائم کرنے میں ہے بہرحال کوڑے مارنے میں سختی مراد نہیں ہے۔
Hazrat Hajjaj farmate hain keh Hazrat Ataa ne irshad farmaya: Had qaim karne mein hai ba-har-haal kore marne mein sakhti murad nahi hai.
Ibn Abi Najih narrated that it was narrated from Mujahid that regarding the saying of Allah, the Exalted, {And let not pity for the two of them restrain you from [carrying out] the punishment of Allah}, [Mujahid] said: "It is about establishing the punishment, that the punishment should be established and not be abolished."
حضرت ابن ابی نجیح فرماتے ہیں کہ حضرت مجاہد سے اللہ رب العزت کے قول { وَلاَ تَأْخُذْکُمْ بِہِمَا رَأْفَۃٌ فِی دِینِ اللہِ } کے بارے میں مروی ہے کہ آپ نے فرمایا : سزا قائم کرنے کے بارے میں ہے کہ سزا قائم کردی جائے اسے ختم نہ کیا جائے۔
Hazrat Ibn Abi Najeh farmate hain ke Hazrat Mujahid se Allah Rab ul Izzat ke qaul { wa la taakhuzkum bihima rafatun fee deenillahi } ke bare mein marvi hai ke aap ne farmaya: saza qaim karne ke bare mein hai ke saza qaim kar di jaye use khatam na kiya jaye.