Hazrat Ibn Umar narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) used to raise his hands up to his shoulders while starting prayer.
حضرت ابن عمر فرماتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نماز شروع کرتے وقت ہاتھوں کو کندھوں تک اٹھایا کرتے تھے۔
Hazrat Ibn Umar farmate hain keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) namaz shuru karte waqt hathon ko kandhon tak uthaya karte thay.
Hazrat Wa'il ibn Hujr narrates that when I came to Madinah, I told people that I desired to witness the prayer of the Messenger of Allah (peace be upon him). I observed that when you (peace be upon him) said the Takbir Tahrima (the opening Takbir of prayer), you raised your hands so high that your thumbs were near your ears.
حضرت وائل بن حجرکہتے ہیں کہ جب میں مدینہ آیا تو میں نے لوگوں سے کہا کہ میں حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی نماز کو دیکھنے کا اشتیاق رکھتا ہوں۔ چنانچہ میں نے دیکھا کہ آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے تکبیر تحریمہ کہتے وقت ہاتھوں کو اتنا اٹھایا کہ آپ کے انگوٹھے آپ کے کانوں کے قریب ہوگئے۔
Hazrat Wael bin Hujr kehte hain ki jab main Madina aaya to main ne logon se kaha ki main Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki namaz ko dekhne ka ishtiyaq rakhta hun. Chunancha main ne dekha ki aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne takbeer e tehreema kehte waqt hathon ko itna uthaya ki aap ke anguuthe aap ke kaanon ke qareeb hogaye.
Hazrat Bara bin Aazib narrates that I saw the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) that when you started the prayer, you raised your hands so much that they were equal to your ears.
حضرت براء بن عازب فرماتے ہیں کہ میں نے حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو دیکھا کہ آپ نے نماز شروع کرتے وقت ہاتھوں کو اتنا اٹھایا کہ وہ آپ کے کانوں کے برابر ہوگئے۔
Hazrat Bara bin Aazib farmate hain ke maine Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko dekha ke aap ne namaz shuru karte waqt hathon ko itna uthaya ke woh aap ke kano ke barabar hogaye.
Hazrat Malik bin Huwairith narrates that I saw the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) raising his hands in prayer so high that they were level with his earlobes.
حضرت مالک بن حویرث فرماتے ہیں کہ میں نے حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو نماز میں ہاتھوں کو اتنا بلند کرتے دیکھا کہ وہ آپ کے کانوں کے لو کے برابر ہوگئے۔
Hazrat Malik bin Huwairith farmate hain keh maine Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko namaz mein hathon ko itna buland karte dekha keh woh aap ke kano ke lou ke barabar hogaye.
Abu Ja`far reported: "The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) would not go past his ears with his hands when making the opening supplication."
حضرت ابو جعف رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم دعاء استفتاح میں اپنے ہاتھوں کو کانوں سے اوپر نہیں لے جاتے تھے۔
Hazrat Abu Ja'far Radi Allahu Anhu se riwayat hai ki Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Dua Istiftah mein apne hathon ko kaano se upar nahin le jate the.
Muhaarib reported that if you had seen Ibn Umar starting the prayer, you would have seen that he used to keep his hands opposite his face.
حضرت محارب فرماتے ہیں کہ اگر تم نے حضرت ابن عمر کو نماز شروع کرتے ہوئے دیکھا ہوتا تو تم دیکھتے کہ وہ اپنے ہاتھوں کو چہرے کے برابر رکھا کرتے تھے۔
Hazrat Muhareb farmate hain keh agar tum ne Hazrat Ibn Umar ko namaz shuru karte huye dekha hota to tum dekhte keh wo apne hathon ko chehre ke barabar rakha karte the.
Abu Hurairah narrated that some of you raise their hands higher than their heads, some of you keep their hands close to their stomachs, and some of you raise their hands up to their shoulders.
حضرت ابوہریرہ فرماتے ہیں کہ تم میں سے بعض لوگ ایسے ہیں جو ہاتھوں کو سر سے بھی زیادہ اونچا کرلیتے ہیں۔ بعض لوگ ایسے ہیں جو ہاتھوں کو پیٹ کے پاس رکھتے ہیں اور بعض لوگ ایسے ہیں جو ہاتھوں کو کندھوں کے برابر بلند کرتے تھے۔
Hazrat Abu Huraira farmate hain ke tum mein se baz log aise hain jo hathon ko sar se bhi ziada ooncha karlete hain. Baz log aise hain jo hathon ko pet ke pass rakhte hain aur baz log aise hain jo hathon ko kandhon ke barabar buland karte the.
Hazrat Khalid Bin Abi Bakr narrates that I saw Hazrat Salim, when he stood for prayer, he used to raise his hands up to his shoulders.
حضرت خالد بن ابی بکر فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت سالم کو دیکھا کہ وہ جب نماز کے لیے کھڑے ہوتے تو کندھوں تک ہاتھ بلند کیا کرتے تھے۔
Hazrat Khalid bin Abi Bakr farmate hain keh maine Hazrat Salim ko dekha keh woh jab namaz ke liye kharay hote to kandhon tak hath buland kiya karte thay.