Hazrat Abdullah Ibn Zaytoon narrates that I saw Hazrat Umm-e-Darda doing Rafay Yadain (raising her hands till her shoulders) at the beginning of her prayer. When Imam would say "Sami Allahu Liman Hamidah", she would raise her hands and say "Allah Humma Rabbana Lakal Hamd".
حضرت عبدربہ بن زیتون فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت ام الدرداء کو دیکھا کہ انھوں نے نماز شروع کرتے وقت کندھوں تک ہاتھ اٹھائے۔ جب امام سَمِعَ اللَّہُ لِمَنْ حَمِدَہُ کہتا تو وہ نماز میں رفع یدین کرتیں اور ساتھ اللَّہُمَّ رَبَّنَا لَکَ الْحَمْدُ کہتیں۔
Hazrat Abd Rabah bin Zaytoon farmate hain keh maine Hazrat Ummud Darda ko dekha keh unhon ne namaz shuru karte waqt kandhon tak hath uthaye. Jab Imam Sami Allahu Liman Hamidah kehta to woh namaz mein rafay yadain karteen aur saath Allahumma Rabbana Lakal Hamd kehti.
Hazrat Ibn Juraij narrated: I asked Hazrat Ata, should a woman raise her hands like a man in the opening Takbir (Takbir-e-Tahrima) of Salat? He replied, "No, she should not raise her hands like a man but keep them close to her sides." Hazrat Ata also said that a woman's physique is not like a man's, there is no harm even if she drops them.
حضرت ابن جریج فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عطاء سے پوچھا کہ کیا عورت نماز میں تکبیرِ تحریمہ کہتے وقت مرد کی طرح اشارہ کرے گی ؟ فرمایا کہ وہ مرد کی طرح اشارہ نہیں کرے گی۔ بلکہ وہ اپنے ہاتھوں کو بہت نیچا رکھے گی اور اپنے ساتھ جوڑ کر رکھے گی۔ حضرت عطاء نے یہ بھی فرمایا کہ عورتوں کا جسم مردوں جیسا نہیں ہوتا، اگر وہ اسے چھوڑ بھی دے تو کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Ibn Juraij farmate hain ki maine Hazrat Ata se poocha ki kya aurat namaz mein takbeer e tahreema kehte waqt mard ki tarah ishara karegi? Farmaya ki woh mard ki tarah ishara nahi karegi balki woh apne hathon ko bahut neecha rakhegi aur apne sath jor kar rakhegi. Hazrat Ata ne ye bhi farmaya ki auraton ka jism mardon jaisa nahi hota agar woh ise chor bhi de to koi harj nahi.
Hazrat Asim narrates: "I saw Hafsah bint Sirin reciting Takbeer in Salah and raising her hands to the chest. The Prophet (PBUH) raised both of his hands."
حضرت عاصم احول فرماتے ہیں کہ میں نے حفصہ بنت سیرین کو دیکھا کہ انھوں نے نماز میں تکبیر کہی اور ہاتھوں کو چھاتی تک بلند کیا۔ حضرت یحییٰ نے اپنے دونوں ہاتھوں کو بلند کیا۔
Hazrat Asim Ahwal farmate hain keh maine Hafsa binat Sirain ko dekha keh unhon ne namaz mein takbeer kahi aur hathon ko chhati tak buland kiya. Hazrat Yahya ne apne donon hathon ko buland kiya.