Hazrat Sabra bin Ma'bad Jahni narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said that when a child reaches the age of seven, order him to pray. If he leaves prayer after reaching the age of ten, then beat him.
حضرت سبرہ بن معبد جہنی کہتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ جب بچہ سات سال کا ہوجائے تو اسے نماز کا حکم دو ، اگر دس سال کا ہو کر بھی نماز چھوڑے تو اسے مارو۔
Hazrat Sabra bin Maabad Jahni kehte hain ke Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya ke jab bachcha saat saal ka ho jaye to usse namaz ka hukum do, agar das saal ka ho kar bhi namaz chhode to usse maro.
The Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said that when children reach the age of seven, order them to pray. If they do not pray even after reaching the age of ten, then beat them and separate their beds.
نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کا ارشاد ہے کہ جب بچے سات سال کے ہوجائیں تو انھیں نماز کا حکم دو ، اگر وہ دس سال کے ہو کر بھی نماز نہ پڑھیں تو انھیں مارو اور ان کے بستر الگ الگ کردو۔
Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka irshad hai keh jab bachay saat saal kay hojain to unhen namaz ka hukum do, agar wo das saal kay hokar bhi namaz na parhein to unhen maro aur un kay bistar alag alag kardo.
Once Hazrat Umar passed by a woman who was waking her child up for prayer, and he was being stubborn. Hazrat Umar said to her, "Leave him be, prayer is not obligatory upon him until he reaches puberty."
حضرت عمر ایک مرتبہ ایک عورت کے پاس سے گذرے وہ اپنے بچے کو نماز کے لیے جگا رہی تھی، اور وہ ضد کررہا تھا۔ حضرت عمرنے اس سے فرمایا کہ اسے چھوڑ دو ، بالغ ہونے تک اس پر نماز فرض نہیں ہے۔
Hazrat Umar aik martaba aik aurat ke paas se guzre woh apne bache ko namaz ke liye jaga rahi thi, aur woh zid kar raha tha. Hazrat Umar ne us se farmaya keh usay chhor do, baligh hone tak us par namaz farz nahi hai.
Hazrat Ibrahim said that the predecessors used to teach their children prayer when their milk teeth used to break once and come back again.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ اسلاف بچوں کو نماز اس وقت سکھایا کرتے تھے جب ان کے دودھ کے دانت ایک مرتبہ ٹوٹ کر دوبارہ نکل آیا کرتے تھے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain ke Aslaf bachon ko namaz us waqt sikhaya karte thay jab un ke doodh ke daant aik martaba toot kar dubara nikal aaya karte thay.
Hazrat Urwah (RA) used to teach children prayer when they reached the age of understanding, and used to make them observe fasting when they had the strength to do so.
حضرت عروہ بچوں کو نماز اس وقت سکھاتے جب ان میں عقل آجاتی اور روزہ اس وقت رکھواتے تھے جب ان میں اس کی طاقت ہوتی۔
Hazrat Urwa bachon ko namaz us waqt sikhatay jab un mein aql aajati aur roza us waqt rakhwatay thay jab un mein us ki taqat hoti.
Hazrat Mak'hul said that when a child reaches the age of seven years, he should be ordered to pray, and when he reaches the age of ten years, he should be beaten for leaving prayer.
حضرت مکحول فرماتے ہیں کہ بچہ جب سات سال کا ہوجائے تو اسے نماز کا حکم دیا جائے گا اور دس سال کا ہونے پر اسے نماز چھوڑنے کی وجہ سے مارا جائے گا۔
Hazrat Makhool farmate hain keh bachcha jab saat saal ka hojaye to usay namaz ka hukum diya jaye ga aur das saal ka hone par usay namaz chhorne ki wajah se mara jaye ga.
Hazrat Ja'far narrates from his father that Hazrat Ali bin Hussain used to order the children to combine Zuhr and Asr prayers and combine Maghrib and Isha prayers. Someone said to him that in this way they would be praying without the actual prayer time. Hazrat Ali bin Hussain said that it is better than them sleeping without praying.
حضرت جعفر اپنے والد سے روایت کرتے ہیں کہ حضرت علی بن حسین بچوں کو حکم دیتے تھے کہ ظہر اور عصر کی نماز کو اکٹھاپڑھیں اور مغرب و عشاء کی نماز اکٹھا پڑھ لیں۔ کسی نے ان سے کہا کہ اس طرح تو وہ بغیر وقت کے نماز پڑھیں گے۔ حضرت علی بن حسین نے فرمایا کہ یہ اس سے بہتر ہے کہ وہ نماز پڑھے بغیر سو جائیں۔
Hazrat Jaffar apne walid se riwayat karte hain ki Hazrat Ali bin Hussain bachchon ko hukm dete the ki Zuhr aur Asr ki namaz ko ikatha parhein aur Maghrib o Isha ki namaz ikatha parh lein. Kisi ne unse kaha ki is tarah to woh baghair waqt ke namaz parhein ge. Hazrat Ali bin Hussain ne farmaya ki yeh is se behtar hai ki woh namaz parhe baghair so jayen.