Hazrat Ibn Abbas narrates that whenever any of you prostrates, he should place his nose firmly on the ground. Because Allah Almighty wants this from you.
حضرت ابن عباس فرماتے ہیں کہ جب تم میں سے کوئی سجدہ کرے تو اپنی ناک کو خوب اچھی طرح زمین سے لگا کررکھے۔ کیونکہ اللہ تعالیٰ تم سے یہی چاہتے ہیں۔
Hazrat Ibn Abbas farmate hain keh jab tum mein se koi sajda kare to apni naak ko khoob acchi tarah zameen se laga kar rakhe kyunki Allah taala tum se yahi chahte hain
Hazrat Abdullah bin Isa narrates that once Hazrat Abdul Rahman bin Abi Layla passed by me while I was in prostration. He said to me, "O Ibn Isa! Put your nose down for the sake of Allah."
حضرت عبداللہ بن عیسیٰ فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ حضرت عبد الرحمن بن ابی لیلیٰ میرے پاس سے گذرے ، میں سجدے کی حالت میں تھا، انھوں نے مجھ سے فرمایا کہ اے ابن عیسیٰ ! اپنی ناک کو اللہ کے لیے رکھ دو ۔
Hazrat Abdullah bin Isa farmate hain keh aik martaba Hazrat Abdul Rahman bin Abi Laila mere pass se guzre, main sajde ki halat mein tha, unhon ne mujh se farmaya keh aye Ibn Isa! Apni nak ko Allah ke liye rakh do.
Hazrat Saeed bin Jubair says that a person's prayer cannot be complete until he puts his nose on the ground like his forehead.
حضرت سعید بن جبیر فرماتے ہیں کہ آدمی کی نماز اس وقت تک مکمل نہیں ہوسکتی جب تک وہ اپنی پیشانی کی طرح ناک کو بھی زمین پر نہ لگادے۔
Hazrat Saeed bin Jubair farmate hain ke aadmi ki namaz us waqt tak mukammal nahi hosakti jab tak woh apni peshani ki tarah naak ko bhi zameen par na lagaday.
Hazrat Ayub says that someone asked Hazrat Ta'us that should we prostrate (sajda) on the nose? They replied, "Is the nose not the most honorable part of the face?"
حضرت ایوب فرماتے ہیں کہ کسی نے حضرت طاوس سے پوچھا کہ کیا سجدہ ناک پر کرنا چاہیے ؟ انھوں نے فرمایا کہ کیا ناک چہرے کا سب سے معزز حصہ نہیں ہے۔
Hazrat Ayub farmate hain keh kisi ne Hazrat Taus se poocha keh kya sijda naak par karna chahiye? Unhon ne farmaya keh kya naak chehre ka sab se moazziz hissa nahi hai.
Hazrat Asim narrates that if Hazrat Ibn Sireen would prostrate in a place where his nose would not touch the ground, he would then prostrate in another place.
حضرت عاصم فرماتے ہیں کہ اگر حضرت ابن سیرین کسی ایسی جگہ سجدہ کرتے جہاں ان کی ناک زمین پر نہ لگتی تو وہ دوسری جگہ سجدہ کرتے تھے۔
Hazrat Asim farmate hain keh agar Hazrat Ibn Sireen kisi aisi jaga sajda karte jahan un ki nak zameen par na lagti to woh dusri jaga sajda karte thay.
Hazrat Ikrama narrates that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) saw a man performing prostration, but his nose was not touching the ground. He (peace and blessings of Allah be upon him) said: The prayer of a person whose nose does not touch the ground where his forehead touches will not be accepted.
حضرت عکرمہ فرماتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ایک آدمی کو سجدہ کرتے دیکھا اس کی ناک زمین سے نہیں لگ رہی تھی۔ آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا جس آدمی کی ناک وہاں نہ لگے جہاں پیشانی لگ رہی ہے اس کی نماز قبول نہ ہوگی۔
Hazrat Akrma farmate hain keh Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne aik aadmi ko sajda karte dekha uski naak zameen se nahi lag rahi thi. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya jis aadmi ki naak wahan na lage jahan peshani lag rahi hai uski namaz qubool na hogi.