Imam Auza'i (may Allah have mercy on him) narrates that Hazrat Umar bin Abdul Aziz (may Allah be pleased with him) advised the appointed commander of the army that he should not ride any animal except the one whose pace is the slowest among all the animals in the army.
امام اوزاعی (رض) فرماتے ہیں کہ حضرت عمر بن عبد العزیز (رض) نے لشکر پر مقرر امیر کو وصیت فرمائی کہ وہ کسی جانور پر سوار نہیں ہوگا۔ مگر ایسے جانور پر کہ جس کی چال لشکر میں موجود تمام جانوروں سے سست ہو۔
Imaam Auzai (RA) farmate hain ki Hazrat Umar bin Abdul Aziz (RA) ne lashkar par muqarrar ameer ko wasiyat farmai ki woh kisi janwar par sawaar nahin hoga magar aise janwar par ki jis ki chaal lashkar mein mojood tamam janwaron se sust ho.
Hazrat Umayyah Ash-Shami (RA) narrates that Hazrat Mak'hul and Hazrat Raja' bin Haywah (RA) liked to stay in the rear of the army and they would never separate from it.
حضرت امیۃ الشامی (رض) فرماتے ہیں کہ حضرت مکحول اور حضرت رجاء بن حیوہ (رض) لشکر کے پچھلے حصہ کو پسند کرتے تھے اور یہ دونوں اس حصہ سے جدا نہیں ہوتے تھے۔
Hazrat Umayyah Ash Shami (RA) farmate hain ki Hazrat Makhool aur Hazrat Raja bin Haywah (RA) lashkar ke peechlay hissah ko pasand karte thay aur yeh dono is hissah se juda nahi hotay thay.
Hazrat Jumeh bin Abdullah Al-Muqri (R.A) narrates that Hazrat Umar bin Abdul Aziz (R.A) forbade that the rider should put iron at the end of the whip so that he would make the animal run fast with its offspring. And he (R.A) also forbade the use of reins.
حضرت جُمیع بن عبداللہ المقری (رض) فرماتے ہیں کہ حضرت عمر بن عبد العزیز (رض) نے اس بات سے منع فرمایا : کہ قاصد کوڑے کے آخر میں لوہا لگائے تاکہ اس کے ذریعہ سے وہ جانور کو تیز دوڑائے۔ اور آپ (رض) نے لگاموں سے بھی منع فرمایا۔
Hazrat Jumai bin Abdullah Al-Muqri (RA) farmate hain ke Hazrat Umar bin Abdul Aziz (RA) ne is baat se mana farmaya: ke qasid kore ke akhir mein loha lagaye taake us ke zariye se woh janwar ko tez dauraye. Aur aap (RA) ne lagaamon se bhi mana farmaya.