Prophet Ibrahim was asked about a person who feels the urge to urinate or has gas in his stomach - can he pray? He said, he can pray as long as these things do not make him rush in his prayer.
حضرت ابراہیم سے اس شخص کے بارے میں سوال کیا گیا جو پیشاب کی حاجت یا اپنے پیٹ میں ہوا محسوس کرے تو کیا وہ نماز پڑھ سکتا ہے ؟ انھوں نے فرمایا کہ وہ اس وقت تک نماز پڑھ سکتا ہے جب تک یہ چیزیں اسے اس کی نماز میں جلدی نہ ڈال دیں۔
Hazrat Ibrahim se iss shakhs ke bare mein sawal kya gaya jo peshab ki hajat ya apne pet mein hawa mehsoos kare to kya woh namaz parh sakta hai? Unhon ne farmaya keh woh uss waqt tak namaz parh sakta hai jab tak yeh cheezain usse uski namaz mein jaldi na daal dain.
It was mentioned before Abraham (peace be upon him) about a person who feels the urge to urinate or feels gas in his stomach, will he perform ablution? He replied, "By Allah! In this case, we will continue to perform ablution."
حضرت ابراہیم کے سامنے اس شخص کا ذکر کیا گیا جو پیشاب کی حاجت یا اپنے پیٹ میں ہوا محسوس کرے تو کیا وہ وضو کرے گا ؟ انھوں نے فرمایا کہ واللہ ! اس صورت میں ہم تو وضو ہی کرتے رہیں گے۔
Hazrat Ibrahim ke samne is shakhs ka zikar kiya gaya jo peshab ki hajat ya apne pet mein hawa mehsoos kare to kya wo wuzu karega? Unhon ne farmaya keh Wallah! Is soorat mein hum to wuzu hi karte rahenge.
Hazrat Ibn Aun says, "I asked Hazrat Muhammad (PBUH) about this and he said that the previous prophets allowed prayer in this state as long as it was possible."
حضرت ابن عون فرماتے ہیں کہ میں نے اس بارے میں حضرت محمد سے سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ اسلاف جب تک ممکن ہوتا اس حالت میں نماز کی اجازت دیتے تھے۔
Hazrat Ibn Aun farmate hain keh maine is baray mein Hazrat Muhammad se sawal kiya tou unhon ne farmaya keh Aslaf jab tak mumkin hota is halat mein namaz ki ijazat dete thay.
Hazrat Waasil narrates that I asked Hazrat Ata, "If I feel the urge to urinate and the time for prayer commences, can I offer my prayer in that state?" He replied, "Yes, if you hope that you can control it until the end of your prayer, then you can offer your prayer in that state."
حضرت واصل کہتے ہیں کہ میں نے حضرت عطاء سے سوال کیا کہ اگر میں پیشاب کی حاجت پاؤں اور نماز کا وقت ہوجائے تو کیا اس حال میں ، میں نماز پڑھ سکتا ہوں ؟ انھوں نے فرمایا کہ ہاں، اگر تمہیں امید ہو کہ نماز پڑھنے تک اسے روک سکو گے تو اس حال میں نماز پڑھ سکتے ہو۔
Hazrat Wasil kehte hain ke maine Hazrat Ata se sawal kiya ke agar main peshab ki hajat paon aur namaz ka waqt hojae to kya is hal mein, main namaz parh sakta hun? Unhon ne farmaya ke haan, agar tumhen umeed ho ke namaz parhne tak ise rok sakoge to is hal mein namaz parh sakte ho.
Hazrat Ibrahim said that there is no harm if a person holds his urine during prayer. Provided that he does not rush in bowing and prostrating.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ اس بات میں کوئی حرج نہیں کہ آدمی نماز میں اپنے پیشاب کو روکے۔ بشرطیکہ اس سے رکوع اور سجدے میں جلدی نہ آئے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain ke is baat mein koi harj nahin ke aadmi namaz mein apne peshab ko roke. Shartiya ke is se rukuh aur sajday mein jaldi na aaye.