Hazrat Ibrahim narrates that once Hazrat Hudhaifa came to Hazrat Abdullah and asked him, "Don't you find it strange that people are sitting in Itikaf in this mosque, between your and Ash'ari's house, that is, in the mosque?" Hazrat Abdullah replied, "Maybe they are right and you are mistaken." Hazrat Hudhaifa said, "Don't you know that Itikaf is only observed in three mosques? One is Masjid al-Haram, the second is Masjid al-Aqsa, and the third is Masjid al-Nabawi (peace be upon him). In my opinion, observing Itikaf in this mosque where they are sitting is equal to observing Itikaf in the marketplace."
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ حضرت حذیفہ ایک مرتبہ حضرت عبداللہ کے پاس آئے اور ان سے فرمایا کہ کیا آپ کو ان لوگوں پر تعجب نہیں ہوتا جو آپ کے اور اشعری کے گھر کے بیچ یعنی مسجد میں اعتکاف میں بیٹھے ہوئے ہیں۔ حضرت عبداللہ نے فرمایا کہ شاید وہ ٹھیک ہیں اور آپ غلطی پر ہیں۔ حضرت حذیفہ نے فرمایا کہ کیا آپ نہیں جانتے کہ اعتکاف صرف تین مسجدوں میں ہوتا ہے۔ ایک مسجد حرام، دوسری مسجد اقصیٰ اور تیسری مسجد نبوی (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ، میرے خیال میں اس مسجد میں جس میں وہ لوگ اعتکاف میں بیٹھے ہیں، اعتکاف کرنا اور بازار میں اعتکاف کرنا برابر ہے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain keh Hazrat Huzaifa ek martaba Hazrat Abdullah ke paas aae aur un se farmaya keh kya aap ko un logon per taajjub nahin hota jo aap ke aur Ashari ke ghar ke beech yani masjid mein aitkaf mein baithe hue hain. Hazrat Abdullah ne farmaya keh shayad wo theek hain aur aap ghalti per hain. Hazrat Huzaifa ne farmaya keh kya aap nahin jante keh aitkaf sirf teen masjidon mein hota hai. Ek Masjid Haram, dusri Masjid Aqsa aur teesri Masjid Nabvi (Sallallahu Alaihi Wasallam), mere khayal mein is masjid mein jis mein wo log aitkaf mein baithe hain, aitkaf karna aur bazaar mein aitkaf karna barabar hai.
Hazrat Shaddad bin Aus narrated that a man sat for Itikaf in Masjid-e-Haram and pitched a tent. People stopped him from doing so. When the news reached Hazrat Abdullah bin Masood, he sent a man who kept the people away from him and ordered them to treat him well.
حضرت شداد بن ازمع فرماتے ہیں کہ ایک آدمی مسجدِ اعظم میں اعتکاف کے لیے بیٹھا اور اس نے خیمہ لگایا۔ لوگوں نے اسے ایسا کرنے سے منع کیا۔ یہ خبر حضرت عبداللہ بن مسعود کو پہنچی تو آپ نے ایک آدمی بھیج کو لوگوں کو اس سے دور کیا اور اس کے ساتھ اچھا سلوک کرنے کا حکم دیا۔
Hazrat Shaddad bin Azma farmate hain ke ek aadmi Masjid-e-Azam mein aitkaf ke liye baitha aur usne khaima lagaya. Logon ne use aisa karne se mana kiya. Ye khabar Hazrat Abdullah bin Masood ko pahunchi to aap ne ek aadmi bhej ko logon ko us se door kiya aur uske sath achha sulook karne ka hukum diya.
Hazrat Sha'bi said that I asked Hazrat Hukam and Hazrat Hammad about Itikaf, and they said that Itikaf can only be observed in the Jaami Masjid (congregational mosque).
حضرت شعبہ فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت حکم اور حضرت حماد سے اعتکاف کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ اعتکاف صرف جامع مسجد میں ہوسکتا ہے۔
Hazrat Shuba farmate hain ke maine Hazrat Hukum aur Hazrat Hammad se aitkaf ke bare mein sawal kiya to unhon ne farmaya ke aitkaf sirf jame masjid mein ho sakta hai