Hazrat Hassan says that the amount and limit of Zakat is fixed, when that amount is reached, then calculate all the wealth that is present and that is absent and pay Zakat on it, yes but there is no Zakat on what is debt on you.
حضرت حسن فرماتے ہیں کہ زکوۃ کی مقدار اور حد معلوم ہے، جب وہ مقدار آجائے تو جو مال موجود ہے اور جو غائب ہے ان سب کا حساب کر اور اس پر زکوۃ ادا کر، ہاں مگر جو تجھ پر قرض ہے اس پر زکوۃ نہیں ہے۔
Hazrat Hassan farmate hain ke zakat ki miqdar aur had maloom hai, jab wo miqdar ajaye to jo maal mojood hai aur jo ghaib hai un sab ka hisab kar aur is par zakat ada kar, haan magar jo tujh par qarz hai is par zakat nahi hai.
Hazrat Maimun said that first separate the debt that you owe to someone (from your wealth). Then if the remaining wealth meets the taxable threshold, then pay Zakat on it.
حضرت میمون فرماتے ہیں کہ جو تجھ پر قرض ہے اس کو (پہلے) الگ کرلے پھر جو بچے (اگر وہ نصاب کے برابر ہو) تو اس پر زکوۃ ادا کر۔
Hazrat Maimoon farmate hain keh jo tujh per qarz hai us ko (pehle) alag karle phir jo bache (agar woh nisab ke barabar ho) to us per zakat ada kar
Hazrat Saib bin Yazid narrates: I heard Hazrat Usman saying: "This is the month of your Zakat, whoever is indebted, he should pay off his debt and pay Zakat on his remaining wealth."
حضرت سائب بن یزید فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عثمان کو یہ فرماتے ہوئے سنا کہ یہ تمہارا زکوۃ کا مہینہ ہے، جس پر قرض ہے اس کو چاہیے کہ اس قرض کو ادا کرے اور اپنے بقیہ مال پر زکوۃ ادا کرے۔
Hazrat Saib bin Yazid farmate hain ke maine Hazrat Usman ko ye farmate hue suna ke ye tumhara zakat ka mahina hai, jis par qarz hai us ko chahie ke us qarz ko ada kare aur apne baqia maal par zakat ada kare.
Hazrat Sha'bah said that I asked Hazrat Hammad that if a person has some debt and he also has some wealth, will he pay Zakat? You said yes, Zakat is due on him, don't you see that he is liable? Hazrat Sha'bah said that I then asked the same question to Hazrat Rabiah, and he also gave the same answer as Hazrat Hammad.
حضرت شعبہ فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت حماد سے دریافت کیا کہ ایک شخص پر کچھ قرض ہے اور اس کے پاس کچھ مال بھی موجود ہے کیا وہ زکوۃ ادا کرے گا ؟ آپ نے فرمایا ہاں اس پر زکوۃ ہے، کیا آپ نہیں دیکھتے کہ وہ ضامن ہے، حضرت شعبہ فرماتے ہیں کہ میں نے پھر حضرت ربیعہ سے یہی سوال پوچھا تو انھوں نے بھی حضرت حماد کی طرح جواب ارشاد فرمایا۔
Hazrat Shubah farmate hain ke maine Hazrat Hammad se daryaft kiya ke ek shakhs par kuch qarz hai aur uske paas kuch maal bhi mojood hai kya woh zakat ada karega? Aap ne farmaya haan is par zakat hai, kya aap nahi dekhte ke woh zaamin hai, Hazrat Shubah farmate hain ke maine phir Hazrat Rabia se yahi sawal poocha to unhon ne bhi Hazrat Hammad ki tarah jawab irshad farmaya.