12.
Book of Hajj
١٢-
كِتَابُ الْحَجِّ


Concerning the man who dies without performing Hajj, should Hajj be performed on his behalf?

‌فِي الرَّجُلِ يَمُوتُ وَلَمْ يَحُجَّ أَيُحَجُّ عَنْهُ

Musannaf Ibn Abi Shaybah 15118

Hazrat Tariq narrates that I was sitting with Hazrat Saeed bin Musayyab when a man came to you and said that my father used to strive very hard in the way of Allah but he did not perform Hajj, can I perform Hajj on his behalf? Hazrat Saeed bin Musayyab said to him: The Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) allowed a man to perform Hajj on behalf of his father, and is this not a debt?

حضرت طارق فرماتے ہیں کہ میں حضرت سعید بن المسیب کے پاس بیٹھا ہوا تھا تو ایک شخص آپ کے پاس آیا اور عرض کیا کہ میرے والد جہاد بہت زیادہ کیا کرتے تھے لیکن انھوں نے حج نہیں کیا تھا، کیا میں ان کی طرف سے حج کرلوں ؟ حضرت سعید بن المسیب نے اس سے فرمایا : حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ایک شخص کو اجازت دی تھی کہ وہ اپنے والد کی طرف سے حج ادا کرے اور کیا یہ قرض نہیں ہے ؟

Hazrat Tariq farmate hain ke main Hazrat Saeed bin al-Musayyab ke paas baitha hua tha to ek shakhs aap ke paas aaya aur arz kiya ke mere walid jihad bohat ziada karte thay lekin unhon ne Hajj nahin kiya tha, kya main un ki taraf se Hajj kar loon? Hazrat Saeed bin al-Musayyab ne us se farmaya: Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne ek shakhs ko ijazat di thi ke woh apne walid ki taraf se Hajj ada kare aur kya yeh qarz nahin hai?

أَبُو بَكْرٍ قَالَ : حَدَّثَنَا أَبُو الْأَحْوَصِ ، عَنْ طَلْقٍ قَالَ : كُنْتُ جَالِسًا عِنْدَ سَعِيدِ بْنِ الْمُسَيِّبِ فَأَتَاهُ رَجُلٌ فَقَالَ : إِنَّ أَبِي كَانَ كَثِيرَ الْجِهَادِ ، وَلَمْ يَحُجَّ ، أَفَأَحُجُّ عَنْهُ ؟ فَقَالَ لَهُ سَعِيدٌ : « كَانَ رَسُولُ اللَّهِ ﷺ رَخَّصَ لِرَجُلٍ حَجَّ عَنْ أَبِيهِ ، وَهَلْ هُوَ إِلَّا دَيْنٌ »