Hazrat Razeen narrates that once a man came to Hazrat Abu Ja'far and said that sometimes I go out of the house on a rainy night and my feet get muddy, now what is the ruling for me? He said, "Offer your prayer." The man expressed his displeasure and said that sometimes there is stench and filth in it. You said, "If you pass by something smelly, wash it with water."
حضرت رزین فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ ایک آدمی حضرت ابو جعفر کے پاس آیا اور اس نے کہا کہ بعض اوقات میں بارانی رات میں گھر سے نکلتا ہوں اور میرے پاؤں پر کیچڑ لگ جاتا ہے اب میرے لیے کیا حکم ہے ؟ فرمایا نماز پڑھ لو، اس آدمی نے ناراضگی کا اظہار کرتے ہوئے کہا کہ بعض اوقات اس میں بدبو اور گندگی بھی ہوتی ہے۔ آپ نے فرمایا کہ اگر تم کسی بدبو دار چیز سے گذرو تو پانی سے اسے دھو لو۔
Hazrat Razeen farmate hain ke ek martaba ek aadmi Hazrat Abu Jaffar ke paas aaya aur usne kaha ke baaz auqaat mein barani raat mein ghar se nikalta hun aur mere paon par kichar lag jata hai ab mere liye kya hukum hai? Farmaya namaz parh lo, is aadmi ne narazgi ka izhaar karte hue kaha ke baaz auqaat is mein badbu aur gandagi bhi hoti hai. Aap ne farmaya ke agar tum kisi badbu daar cheez se guzaru to pani se use dho lo.
Hazrat Hakeem bin Daylam says that once I saw Hazrat Ibn Ma'qal praying towards a pillar in the mosque on a rainy day, and there were marks like anklets on his feet.
حضرت حکیم بن دیلم کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابن معقل کو ایک بارانی دن میں دیکھا کہ مسجد میں موجود ایک ستون کی طرف رخ کر کے نماز پڑھ رہے تھے اور ان کے پاؤں پر پائل جیسے کیچڑ کے نشان تھے۔
Hazrat Hakeem bin Daylam kehte hain ke maine Hazrat Ibn Maqal ko ek barani din mein dekha ke masjid mein mojood ek stoon ki taraf rukh kar ke namaz parh rahe the aur un ke paon par pael jaise keechad ke nishan the.
Hazrat Abdur Rahman bin Aswad narrates that I saw Hazrat Ali and Hazrat Aswad passing through rainwater at a time when drains were in full flow, then they entered the mosque and prayed without performing ablution.
حضرت عبدالرحمن بن اسود کہتے ہیں کہ میں نے حضرت علقمہ اور حضرت اسود کو دیکھا کہ وہ بارش کے پانی میں سے اس وقت گذرتے جب پرنالے پوری طرح بہہ رہے ہوتے تھے پھر مسجد میں داخل ہو کر نماز پڑھتے لیکن وضو نہ کرتے۔
Hazrat Abdul Rahman bin Aswad kehte hain ke maine Hazrat Alqama aur Hazrat Aswad ko dekha ke woh barish ke pani mein se us waqt guzarte jab parnale puri tarah beh rahe hote the phir masjid mein dakhil ho kar namaz parhte lekin wuzu na karte.
Hazrat Younus narrates that Hazrat Hassan had a habit that on rainy days, when he would go to enter the mosque, he would look at his socks. If there was a little mud on them, he would clean it and enter the mosque and pray. If there was a lot of mud, he would take them off and order them to be washed.
حضرت یونس فرماتے ہیں کہ حضرت حسن کی عادت یہ تھی کہ بارش کے دنوں میں جب مسجد میں داخل ہونے لگتے تو اپنے موزوں کو دیکھتے، اگر ان پر تھوڑا کیچڑ لگا ہوتا تو اسے صاف کر کے مسجد میں داخل ہوتے اور نماز پڑھتے، اگر زیادہ لگا ہوتا تو انھیں اتار دیتے اور دھونے کا حکم دیتے۔
Hazrat Younus farmate hain keh Hazrat Hassan ki aadat yeh thi keh barish ke dinon mein jab masjid mein dakhilonay lagte to apne mozon ko dekhte, agar un par thora keechad laga hota to usay saaf kar ke masjid mein dakhil hote aur namaz parhte, agar ziada laga hota to unhen utar dete aur dhone ka hukum dete.
Hazrat Mukhtar bin Sa'ad said that I saw Qasim bin Muhammad enter the mosque on a rainy day and he did not wash his feet.
حضرت مختار بن سعد کہتے ہیں کہ میں نے قاسم بن محمد کو دیکھا کہ وہ ایک بارش کے دن میں مسجد میں داخل ہوئے اور اپنے پاؤں نہیں دھوئے۔
Hazrat Mukhtar bin Saad kehte hain ke maine Qasim bin Muhammad ko dekha ke woh aik barish ke din mein masjid mein daakhil huye aur apne paon nahin dhoye.
Hazrat Shubah said that I used to pass through the rain. I asked Hazrat Hakim about it, so he said, "Pray in it, pray in it." I heard Abu Ishaq saying that the predecessors used to pass through the rain and pray. They did not carry pots with them.
حضرت شعبہ فرماتے ہیں کہ میں بارش میں سے گذرا کرتا تھا، اس بارے میں میں نے حضرت حکیم سے سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ اسی میں نماز پڑھ لو، اسی میں نماز پڑھ لو، میں نے ابو اسحاق کو فرماتے ہوئے سنا ہے کہ اسلاف بارش میں سے گذرتے تھے اور نماز پڑھ لیتے تھے۔ وہ اپنے ساتھ لوٹے نہیں اٹھاتے تھے۔
Hazrat Shubah farmate hain ke mein barish mein se guzra karta tha, is baare mein maine Hazrat Hakeem se sawal kiya to unhon ne farmaya ke isi mein namaz parh lo, isi mein namaz parh lo, maine Abu Ishaq ko farmate hue suna hai ke Aslaf barish mein se guzarte the aur namaz parh lete the. Wo apne sath lotay nahi uthate the.