Who said that no prayer is accepted without purification
مَنْ قَالَ لَا تُقْبَلُ صَلَاةٌ إِلَّا بِطُهُورٍ
Musannaf Ibn Abi Shaybah 26
It is narrated on the authority of Hazrat Abdullah ibn Umar that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "No prayer is accepted without ablution, and no charity is accepted from wealth obtained through betrayal."
حضرت ابن عمر سے روایت ہے کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا ” بغیر وضو کے کوئی نماز قبول نہیں ہوتی اور خیانت کے مال سے دیا گیا صدقہ بھی قبول نہیں ہوتا “
Hazrat Ibn Umar se riwayat hai keh Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya "Baghair wuzu ke koi namaz kabul nahi hoti aur khiyanat ke mal se diya gaya sadqa bhi kabul nahi hota"
It is narrated on the authority of Hazrat Anas that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Charity given from the wealth of betrayal is not accepted, and no prayer is accepted without ablution."
حضرت انس سے روایت ہے کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا ” خیانت کے مال سے دیا گیا صدقہ قبول نہیں ہوتا اور بغیر وضو کے کوئی نماز قبول نہیں ہوتی “
Hazrat Anas se riwayat hai keh Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya “ Khiyanat ke maal se diya gaya sadqah qubool nahi hota aur baghair wuzu ke koi namaz qubool nahi hoti“
It is narrated from Hazrat Sufian bin Huyayyah that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "The prayer of a person who has not performed ablution is not valid."
حضرت سفیان بن حویطب سے روایت ہے کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا ” جس شخص نے وضو نہ کیا اس کی نماز نہیں ہے۔ “
Hazrat Sufiyan bin Huyayt se riwayat hai keh Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya "Jis shakhs ne wuzu nah kia us ki namaz nahin hai"
Hazrat Abu Al-Malih narrates from his father that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, "Allah Almighty does not accept prayer without ablution, nor does He accept charity given from the wealth of betrayal."
حضرت ابو الملیح اپنے والد سے روایت کرتے ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا ” اللہ تعالیٰ بغیر وضو کے کسی نماز کو قبول نہیں کرتا اور خیانت کے مال سے دیئے گئے صدقہ کو بھی قبول نہیں کرتا “
Hazrat Abu al Malih apne walid se riwayat karte hain ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya “ Allah Ta’ala baghair wazu ke kisi namaz ko qubool nahi karta aur khiyanat ke mal se diye gaye sadqah ko bhi qubool nahi karta “
Hazrat Abdullah bin Umar narrates that on the Day of Judgment, people will be resurrected in a state where their bodies will be mutilated. A man asked, "O Abu Abdur Rahman! Who will these people be?" He replied, "These will be those who did not perform ablution properly and remained distracted during prayer."
حضرت عبداللہ بن عمر فرماتے ہیں کہ قیامت کے دن لوگوں کو اس حال میں اٹھایا جائے گا کہ ان کے جسم کٹے ہوں گے۔ ایک آدمی نے پوچھا کہ اے ابو عبد الرحمن ! یہ کون لوگ ہوں گے ؟ آپ نے فرمایا کہ یہ وہ لوگ ہوں گے جو وضو پوری طرح نہیں کرتے تھے اور نماز کے دوران ادھر ادھر متوجہ رہتے تھے۔
Hazrat Abdullah bin Umar farmate hain keh qayamat ke din logon ko iss hal mein uthaya jaye ga keh un ke jism kate hon ge. Ek aadmi ne poocha keh aye Abu Abdur Rahman! Yeh kaun log hon ge? Aap ne farmaya keh yeh woh log hon ge jo wuzu poori tarah nahin karte thay aur namaz ke doran idhar udhar mutawajjah rehte thay.
Hazrat Abu Rooh narrates that once Prophet Muhammad (peace be upon him) led the prayer. You recited Surah Ar-Rum in it but you stumbled in it. When you (peace be upon him) finished the prayer, you said that we forget the prayer because of those people who join the prayer without ablution. When any of you intends to join the congregation, he should perform ablution well.
حضرت ابو روح فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے نماز پڑھائی، آپ نے اس میں سورة الروم کی تلاوت فرمائی لیکن آپ اس میں اٹک گئے، جب آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے نماز مکمل کرلی تو ارشاد فرمایا کہ ان لوگوں کی وجہ سے ہمیں نماز بھول جاتی ہے جو بغیر وضو کے نماز میں شریک ہوجاتے ہیں جب تم میں سے کسی نے جماعت میں شریک ہونا ہو تو اسے چاہیے کہ اچھی طرح وضو کرلے۔
Hazrat Abu Roh farmatay hain kay aik martaba Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) nay namaz parhai, aap nay uss mein Surah Al-Room ki tilawat farmai lekin aap uss mein atak gaye, jab aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) nay namaz mukammal karli to irshad farmaya kay un logon ki wajah say humain namaz bhool jati hai jo baghair wuzu kay namaz mein sharik hojatay hain jab tum mein say kisi nay jamaat mein sharik hona ho to usay chahiye kay achhi tarah wuzu karlay.