Hazrat Ibn Abbas (may Allah be pleased with him) said that if a person has intercourse with his wife before Tawaf, then he has to offer a sacrifice (Dum).
حضرت ابن عباس ارشاد فرماتے ہیں کہ اگر کوئی شخص طواف سے قبل اپنی بیوی سے صحبت کرے تو اس پر دم لازم ہے۔
Hazrat Ibn Abbas irshad farmate hain keh agar koi shakhs tawaf se pehle apni biwi se sohbat kare to us par dum lazim hai
Hazrat Mujahid and Hazrat Atai said about the person who, after performing all the rituals of Hajj, has intercourse with his wife before Tawaf, then a camel is obligatory on him and his Hajj is complete.
حضرت مجاہد اور حضرت عطائ اس شخص کے متعلق فرماتے ہیں جو تمام مناسک حج ادا کرنے کے بعد طواف سے قبل اپنی بیوی سے صحبت کرے تو اس پر اونٹ لازم ہے اور اس کا حج مکمل ہوگیا۔
Hazrat Mujahid aur Hazrat Ataa is shakhs ke mutalliq farmate hain jo tamam manasik Hajj ada karne ke baad tawaaf se qabal apni biwi se suhbat kare to us par unt lazim hai aur is ka Hajj mukammal hogaya.
Prophet Abraham stated that if a person engages in intercourse with his wife before performing Tawaf, then the sacrifice of a camel becomes obligatory on him, and he has to make up for the Hajj the following year.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ اگر کوئی شخص طواف سے قبل بیوی سے صحبت کرلے تو اس پر اونٹ کی قربانی لازم ہے اور آئندہ سال حج کی قضا۔
Hazrat Ibrahim farmate hain keh agar koi shakhs tawaf se pehle biwi se sohbat karle to us par unt ki qurbani lazim hai aur aayinda saal Hajj ki qaza.
A person came to the presence of Hazrat Ibn Umar and submitted, "O Abu Abdur Rahman! A man who is unaware of the Sunnah, away from home, and whose provisions are also few, I had intercourse with my wife after completing the rites of Hajj before Tawaf." You said, "An Unt (camel) is due on you and you have to make up for the Hajj next year." The person repeated his statement three times, and you gave the same reply all three times.
ایک شخص حضرت ابن عمر کی خدمت میں حاضر ہوا اور عرض کیا کہ اے ابو عبد الرحمن ! آدمی جو کہ سنت سے ناواقف، گھر بار سے دور اور جو توشہ اس کے پاس ہے وہ بھی تھوڑا ہے، میں نے مناسک حج تمام ادا کرنے کے بعد طواف سے قبل اپنی بیوی سے صحبت کرلی ہے، آپ نے ارشاد فرمایا کہ تجھ پر اونٹ لازم ہے اور آئندہ سال حج کی قضا، اس شخص نے تین بار اپنی بات کو دھرایا اور آپ نے تینوں بار یہی جواب دیا۔
aik shakhs hazrat ibn umar ki khidmat mein hazir hua aur arz kiya ke aye abu abd rehman aadmi jo ke sunnat se na waqif ghar bar se door aur jo tosha uske pass hai wo bhi thora hai maine manasik hajj tamam ada karne ke baad tawaf se pehle apni biwi se sohbat karli hai aap ne irshad farmaya ke tujh par unt lazim hai aur aayenda saal hajj ki qaza is shakhs ne teen baar apni baat ko dohraya aur aap ne teeno baar yahi jawab diya
It was asked of Hazrat Ibn Abbas, "What if a person has intercourse with his wife before Tawaf?" You said, "A camel is due on him and his wife."
حضرت ابن عباس سے دریافت کیا گیا کہ اگر کوئی شخص طواف سے قبل اپنی بیوی سے صحبت کرے ؟ آپ نے فرمایا کہ اس پر اور اس کی بیوی پر اونٹ لازم ہے۔
Hazrat Ibn Abbas se daryaft kiya gaya keh agar koi shakhs tawaf se pehle apni biwi se sohbat kare? Aap ne farmaya keh us par aur us ki biwi par unt lazim hai.
Hazrat Yahya bin Salim narrates that I and a person from Bani Najjar came to Hazrat Ibn al-Hanafiyyah and asked, "A person performed all the rituals of Hajj, then on the day of sacrifice, before Tawaf, he had intercourse with his wife." He said, "A camel is obligatory on him." And he did not say that Hajj is due on him next year.
حضرت یحییٰ بن سالم فرماتے ہیں کہ میں اور بنی ناجیہ کا ایک شخص حضرت ابن الحنفیہ کی خدمت میں حاضر ہوئے اور عرض کیا کہ ایک شخص نے حج کے تمام مناسک ادا کرلیے ہیں، پھر یوم النحر میں طواف سے قبل اپنی بیوی سے صحبت کرلی، فرمایا اس پر اونٹ لازم ہے، اور یہ نہیں فرمایا کہ اس پر آئندہ سال حج کی قضا ہے۔
Hazrat Yahya bin Salem farmate hain ki main aur Bani Najiya ka aik shakhs Hazrat Ibne Hanifa ki khidmat mein hazir hue aur arz kiya ki aik shakhs ne Hajj ke tamam manasik ada karliye hain, phir Yaum un nahr mein tawaf se pehle apni biwi se suhbat karli, farmaya us par unt lazim hai, aur ye nahi farmaya ki us par aayenda saal Hajj ki qaza hai.
Hazrat Aala Kama states that if a person performs intercourse with his wife before the Tawaf of Hajj, then he should complete the rites of Hajj. Both of them have to offer a sacrifice (Dum) and Hajj shall be obligatory on them the following year.
حضرت علقمہ فرماتے ہیں کہ اگر محرم طواف سے قبل اپنی بیوی سے صحبت کرلے تو مناسک حج کو پورا کریں اور وہ دونوں دم ادا کریں گے اور ان پر آئندہ سال حج ہے۔
Hazrat Alqama farmate hain ki agar muhrim tawaf se pehle apni biwi se sohbat karle to manasik Hajj ko poora karen aur wo donon dam ada karenge aur un par aayenda saal Hajj hai.
Hazrat Ibn Umar narrates that Hajj is obligatory on such a person the following year. The narrator says: I asked: Even if he came for Hajj from Oman (a distant land)? He replied: Yes, even if he came from Oman.
حضرت ابن عمر فرماتے ہیں کہ ایسے شخص پر آئندہ سال حج ہے، راوی کہتے ہیں کہ میں نے عرض کیا کہ اگرچہ وہ عمان (دور) سے حج کرنے آیا ہوا ہو ؟ آپ نے فرمایا کہ ہاں اگرچہ وہ عمان سے آیا ہو۔
Hazrat Ibn Umar farmate hain keh aise shakhs par aenda saal Hajj hai, ravi kehte hain keh maine arz kiya keh agarcheh woh Oman (door) se Hajj karne aaya hua ho? Aap ne farmaya keh haan agarcheh woh Oman se aaya ho.
Hazrat Akrama and Hazrat Ata state that if a man has intercourse with his wife before Tawaf, then it is obligatory on him to offer a camel in sacrifice.
حضرت عکرمہ اور حضرت عطائ فرماتے ہیں کہ اگر آدمی طواف سے قبل اپنی بیوی سے صحبت کرلے تو اس پر اونٹ لازم ہے۔
Hazrat Akarma aur Hazrat Ataa farmate hain keh agar aadmi tawaf se pehle apni biwi se sohbat karle to us par unt lazim hai.