It is narrated from Hazrat Ibn Umar (may Allah be pleased with him) that he was asked about the sale of grapes. He said: "Learn about it, then sell it."
حضرت ابن عمر (رض) سے انگوروں کی بیع کے متعلق دریافت کیا گیا ؟ آپ نے فرمایا : اس کو سکھا لو پھر اس کی بیع کرو۔
Hazrat Ibn Umar (RA) se angooron ki bay ke mutalliq daryaft kiya gaya? Aap ne farmaya: Is ko sikha lo phir is ki bay karo.
It is narrated from Hazrat Mus'ab bin Mas'ud that the person in charge of Hazrat Sa'd's (R.A.) land came to your service and said: "The grapes have grown very much." You said, "Dry them and make raisins." He submitted that they were more than that. The narrator says that then Hazrat Sa'd (R.A.) himself went to the land and ordered them to be uprooted, and they were uprooted. Then you said to your lawyer, "After this, I will not trust you with any matter."
حضرت مصعب بن مسعود سے مروی ہے کہ حضرت سعد (رض) کی زمین والا شخص آپ کی خدمت میں حاضر ہوا اور فرمایا : انگور بہت زیادہ ہوگئے ہیں، آپ نے فرمایا ان کو سکھا کر کشمش بنا لو، اس نے عرض کیا کہ وہ اس سے بھی زیادہ ہیں، راوی کہتے ہیں کہ پھر حضرت سعد (رض) خود زمین کی طرف تشریف لے گئے اور ان کو اکھاڑنے کا حکم دیا اور وہ اکھاڑ دی گئی، پھر آپ نے اپنے وکیل سے کہا کہ اس کے بعد میں تجھ کو پر کسی معاملہ میں بھروسہ نہیں کروں گا۔
Hazrat Musab bin Masood se marvi hai keh Hazrat Saad (RA) ki zameen wala shakhs aap ki khidmat mein hazir hua aur farmaya: Angoor bohot zyada hogaye hain, aap ne farmaya in ko sukhha kar kishmish bana lo, us ne arz kiya keh woh iss se bhi zyada hain, ravi kehte hain keh phir Hazrat Saad (RA) khud zameen ki taraf tashreef le gaye aur in ko ukhadne ka hukum diya aur woh ukhaad di gayi, phir aap ne apne wakeel se kaha keh iss ke baad mein tujh ko per kisi mamle mein bharosa nahin karoon ga.
Hazrat Abu Ubaidah had some grapes. He had instructed his representatives to sell them as grapes. And if they are not sold, then extract their juice and sell it.
حضرت ابو عبیدہ کے انگور تھے، آپ نے اپنے وکلا سے کہا ہوا تھا اس کو انگور ہونے کی حالت میں فروخت کرو، اور اگر نہ خریدے جائیں تو پھر جس وقت ان کا شیرہ نکالا جائے تو شیرہ نکال کر فروخت کردو۔
Hazrat Abu Ubaidah ke angoor thay, aap ne apne wakla se kaha hua tha is ko angoor honay ki halat mein farokht karo, aur agar na khareeday jayen to phir jis waqt in ka sheera nikala jaye to sheera nikal kar farokht kardo.
Hazrat Ata was asked about someone who was selling grapes to a person who makes wine from it. He said that it is preferable to sell it to someone who doesn't make wine, but it is permissible to sell to someone who makes wine, too.
حضرت عطاء نے اس شخص کے متعلق فرمایا جو انگور ایسے شخص کو فروخت کررہا تھا جو اس کی شراب بناتا تھا، آپ نے فرمایا کہ مجھے یہ بات پسند ہے کہ یہ ایسے شخص کو فروخت کیا جائے جو شراب نہ بناتا ہو، اور اگر شراب والے شخص کو بھی فروخت کر دے تو بھی حرج نہیں ہے۔
Hazrat Ata ne iss shaks ke mutalliq farmaya jo angoor aise shaks ko farokht kar raha tha jo us ki sharaab banata tha, aap ne farmaya keh mujhe yeh baat pasand hai keh yeh aise shaks ko farokht kiya jaye jo sharaab na banata ho, aur agar sharaab wale shaks ko bhi farokht kar de to bhi harj nahi hai.
It is narrated on the authority of Hazrat Hukm that a person had grapes and he used to extract their juice and sell it. You (the Prophet) said: "Sell them as grapes or make juice and sell it. There is no harm in either case."
حضرت حکم سے مروی ہے کہ ایک شخص کے انگور تھے وہ ان کا شیرہ نکال کر فروخت کرتا تھا، آپ نے فرمایا : اس کو انگور ہونے کی حالت میں فروخت کرو یا شیرہ بنا کر دونوں صورتوں میں کوئی حرج نہیں ۔
Hazrat Huqm se marvi hai keh aik shakhs ke angoor thay woh un ka sheera nikal kar farokht karta tha, aap ne farmaya: us ko angoor honay ki halat mein farokht karo ya sheera bana kar dono suraton mein koi harj nahin.