It was narrated from 'Aishah that the Messenger of Allah (ﷺ) said: "Fever is from the heat of Hell, so cool it with water."
حضرت عائشہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : ” بخار، جہنم کی لپٹ مں ١ سے ہے۔ پس تم اس کو پانی سے ٹھنڈا کرو۔ “
Hazrat Ayesha se riwayat hai keh Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: "Bukhar, jahannum ki lapat mein se hai. Pas tum usko pani se thanda karo."
It is narrated about Hazrat Asma that a woman suffering from fever used to be brought to her. Hazrat Asma would ask for water, pour it in her collar and say, Indeed, the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said, 'Cool the fever with water, for it is from the heat of Hell.'
حضرت اسماء کے بارے میں روایت ہے کہ ان کے پاس (بخار سے) تڑپتی عورت کو لایا جاتا تھا اور وہ پانی منگواتی اور اس پانی کو اس کے گریبان میں بہاد یتی اور فرماتی۔ بلاشبہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کا فرمان ہے کہ ” اس بخار کو پانی سے ٹھنڈا کرو، کیونکہ یہ جہنم کی شدت میں سے ہے۔ “
Hazrat Asma ke bare mein riwayat hai ke un ke pass (bukhar se) tarapti aurat ko laya jata tha aur wo pani mangwati aur is pani ko us ke gireban mein baha deti aur farmai. Bilashuba Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka farman hai ke "Is bukhar ko pani se thanda karo, kyunki yeh jahannum ki shiddat mein se hai."
Hazrat Rafi bin Khadij narrated that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Fever is from the heat of Hell, so cool it with water."
حضرت رافع بن خدیج بیان کرتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : ” بخار، جہنم کی شدت میں سے ہے پس تم اس کو پانی سے ٹھنڈا کرو۔ “
Hazrat Rafi bin Khadij bayan karte hain keh Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: "Bukhar, jahannum ki shiddat mein se hai pas tum is ko pani se thanda karo."
Hazrat Ibn Umar narrated that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "The heat of fever is from the heat of Hell, so cool it with water."
حضرت ابن عمر ، نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) سے روایت کرتے ہیں کہ آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : ’ ’ بلاشبہ بخار کی شدت جہنم کی لپٹ میں سے ہے، پس تم اس کو پانی سے ٹھنڈا کرو۔ “
Hazrat Ibn Umar, Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se riwayat karte hain ke aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: ''Bilashuba bukhar ki shiddat jahannum ki lapat mein se hai, pas tum usko pani se thanda karo."
It is narrated on the authority of Abu Jumrah that he said: I was one of the most frequent visitors of Abdullah ibn Abbas. I was detained for a few days, so he asked: "What kept you away?" I said: "Fever." He said: "The Messenger of Allah (ﷺ) said: 'Fever is from the heat of Hell, so cool it with Zamzam water.'"
حضرت ابو جمرہ سے روایت ہے، کہتے ہیں کہ میں حضرت عبداللہ بن عباس کے ہاں سب سے زیادہ آنے والا تھا۔ چند دن تک میں محبوس رہا تو انھوں نے پوچھا، تمہیں کس چیز نے روکے رکھا ؟ میں نے عرض کیا، بُخار نے۔ انھوں نے ارشاد فرمایا : رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا ہے کہ ” یقیناً بخار جہنم کی لپٹ میں سے ہے پس تم اس کو زمزم کے پانی سے ٹھنڈا کرو۔ “
Hazrat Abu Jamra se riwayat hai, kehte hain ke main Hazrat Abdullah bin Abbas ke han sab se zyada aane wala tha. Chand din tak main mehboos raha to unhon ne poocha, tumhein kis cheez ne roke rakha? Maine arz kya, Bukhar ne. Unhon ne irshad farmaya: Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya hai ke “Yaqeenan Bukhar jahannum ki lapat mein se hai pas tum is ko zamzam ke pani se thanda karo.”
It is narrated about Hazrat Ibn Abbas that when he used to get fever, he would soak his clothes in water and then wear those clothes and say, "Surely this fever is from the heat of Hell, so cool it down with water."
حضرت ابن عباس کے بارے میں روایت کیا گیا ہے کہ انھیں جب بخار آتا تو وہ اپنے کپڑوں کو تر کرلیتے اور پھر ان کپڑوں کو پہن لیتے پھر فرماتے، یقیناً یہ بخار جہنم کی شدت میں سے ہے، پس تم اس کو پانی سے ٹھنڈا کرو۔
Hazrat Ibn Abbas ke bare mein riwayat ki gai hai ke unhen jab bukhar aata to woh apne kapron ko tar karlete aur phir un kapron ko pehen lete phir farmate, yaqinan yeh bukhar jahannam ki shiddat mein se hai, pas tum is ko pani se thanda karo.