Hazrat Asim bin Mugheera narrates that Hazrat Ali said that if a person is in a deserted place and the time for prayer comes, then he should choose a clean and pure piece of land. Because every piece of land wants Allah to be remembered on it. Now if he wishes, he may say the Adhan and Iqamah, and if he wishes, he may just say the Iqamah and offer the prayer.
حضرت عاصم بن مغیرہ فرماتے ہیں کہ حضرت علی نے ارشاد فرمایا کہ اگر آدمی کسی ویران جگہ میں ہو اور نماز کا وقت ہوجائے تو زمین کا کوئی صاف اور پاکیزہ حصہ منتخب کرے۔ کیونکہ زمین کا ہر ٹکڑا چاہتا ہے کہ اس پر اللہ کا ذکر کیا جائے۔ اب اگر وہ چاہے تو اذان اور اقامت کہے اور اگر چاہے تو صرف اقامت کہہ کر نماز پڑھ لے۔
Hazrat Asim bin Mughirah farmate hain ke Hazrat Ali ne irshad farmaya ke agar aadmi kisi veeran jaga mein ho aur namaz ka waqt hojae to zameen ka koi saaf aur pakeeza hissa muntakhib kare kyunki zameen ka har tukda chahta hai ke us par Allah ka zikr kiya jae ab agar wo chahe to azan aur iqamat kahe aur agar chahe to sirf iqamat keh kar namaz parh le
Hazrat Salman said that when a person is in a desolate place and performs ablution, and if there is no water, he should perform tayammum, then offer prayer and then stay there, then in fact he leads the prayer of such armies of Allah whose both ends cannot be seen.
حضرت سلمان فرماتے ہیں کہ جب کوئی آدمی کسی ویران جگہ ہو اور وضو کرے، اور اگر پانی نہ ہو تو تیمم کرے، پھر اذان دے پھر اقامت کہے تو درحقیقت اللہ کے ایسے لشکروں کی امامت کراتا ہے جس کے دونوں کناروں تک نظر نہیں جاسکتی۔
Hazrat Salman farmate hain keh jab koi aadmi kisi veeran jaga ho aur wuzu kare, aur agar pani na ho to tayammum kare, phir azan de phir iqamat kahe to darhaqeeqat Allah ke aise lashkaron ki imamat karata hai jis ke donon kinaron tak nazar nahi ja sakti.
Hazrat Salman said that when a person is in a deserted land and he performs ablution and prays, then behind him so many creatures of Allah pray that the two ends of them cannot be seen by the eye.
حضرت سلمان فرماتے ہیں کہ جب آدمی کسی سنسان زمین میں ہو اور وہ اذان کہہ کر اقامت کہے تو اس کے پیچھے اللہ کی اتنی زیادہ مخلوق نماز پڑھتی ہے جس کے دونوں کناروں پر نظر نہیں جاسکتی۔
Hazrat Salman farmate hain keh jab admi kisi sunsaan zameen mein ho aur wo azan keh kar iqamat kahe to uske peeche Allah ki itni zyada makhlooq namaz parhti hai jis ke donon kinaron par nazar nahi ja sakti.
Hazrat Hassan used to say that a lone man will recite both the Adhan and the Iqamah. Hazrat Ibn Sireen said about the man who lives alone that he will recite the Iqamah, not the Adhan, but in the Fajr prayer, he will recite both the Adhan and the Iqamah.
حضرت حسن فرمایا کرتے تھے کہ اکیلا آدمی اذان بھی کہے گا اور اقامت بھی۔ حضرت ابن سیرین اس آدمی کے بارے میں جو تنہا رہتا ہو فرماتے ہیں کہ وہ اقامت کہے گا اذان نہیں دے گا، البتہ فجر کی نماز میں اذان بھی دے گا اور اقامت بھی کہے گا۔
Hazrat Hassan farmaya karte thay keh akela aadmi azan bhi kahe ga aur iqamat bhi. Hazrat Ibn Seerin iss aadmi ke bare mein jo tanha rehta ho farmate hain keh woh iqamat kahe ga azan nahin de ga, albatta fajar ki namaz mein azan bhi de ga aur iqamat bhi kahe ga.
Hazrat Ibrahim states that the opinion of the predecessors was that if a person is praying alone in a city, then it is sufficient for him to perform Qayam (standing in prayer). However, in Fajr prayer, he should perform both Adhan and Qayam. Hazrat Ibn Sirin also used to say the same.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ اسلاف کی رائے یہ تھی کہ اگر کوئی شخص شہر میں اکیلا نماز پڑھ رہا ہے تو اس کے لیے اقامت کافی ہے، البتہ فجر میں اذان اور اقامت دونوں کہے گا۔ حضرت ابن سیرین بھی یہی فرمایا کرتے تھے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain ki aslaaf ki rai ye thi ki agar koi shakhs shehar mein akela namaz parh raha hai to uske liye iqamat kaafi hai, albatta fajar mein azan aur iqamat dono kahega. Hazrat Ibn Sireen bhi yahi farmaya karte the.
Hazrat Jabir (may Allah be pleased with him) narrates that I asked Hazrat Abu Ja'far (may Allah be pleased with him), "When I offer prayer alone, is it necessary for me to recite the Adhan?" He replied, "Yes, recite the Adhan and also observe the Iqaamah."
حضرت جابر کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابو جعفر سے سوال کیا کہ جب میں اکیلے نماز پڑھوں تو کیا اذان دینا میرے لیے ضروری ہے ؟ انھوں نے فرمایا ہاں اذان بھی دو اور اقامت بھی کہو۔
Hazrat Jaber kehte hain ke mein ne Hazrat Abu Jaffer se sawal kiya ke jab mein akele namaz parhun to kya azaan dena mere liye zaroori hai? Unhon ne farmaya haan azaan bhi do aur iqamat bhi kaho.