Hazrat Saeed bin Musayyab narrates that a man was murdered in the city of Sana'a, so Hazrat Umar had seven people killed in retaliation and remarked: If all the inhabitants of Sana'a had agreed to his murder, I would have killed them all.
حضرت سعید بن مسیب فرماتے ہیں کہ صنعاء شہر میں ایک آدمی کو قتل کردیا گیا تو حضرت عمر نے اس کے بدلے میں سات آدمیوں کو قتل کیا اور ارشاد فرمایا : اگر صنعاء شہر کے تمام باشندے اس کے قتل پر اتفاق کرلیتے تو میں ان سب کو قتل کردیتا۔
Hazrat Saeed bin Musayyab farmate hain keh San'a shahar mein ek aadmi ko qatal kar diya gaya to Hazrat Umar ne uske badle mein saat aadmiyon ko qatal kiya aur irshad farmaya: Agar San'a shahar ke tamam bashinde uske qatal par ittefaq karlete to main un sab ko qatal karta.
Sayyidina Saeed bin Musayyib narrates that Hazrat Umar said: If all the residents of the city of Sana'a had participated in it, I would have killed them all.
حضرت سعید بن مسیب فرماتے ہیں کہ حضرت عمر نے ارشاد فرمایا : اگر صنعاء شہر کے تمام باشندے اس میں شریک ہوتے تو میں ان سب کو قتل کردیتا۔
Hazrat Saeed bin Musayyab farmate hain ki Hazrat Umar ne irshad farmaya: Agar San'a shahar ke tamam bashinde is mein sharik hote to main un sab ko qatl karta.
Nafi' narrates that Ibn Umar said: Umar ibn al-Khattab executed seven people of San'a in exchange for one man, saying: If all the inhabitants of San'a had participated in his murder, I would have killed them all.
حضرت نافع فرماتے ہیں کہ حضرت ابن عمر نے ارشاد فرمایا کہ حضرت عمر بن خطاب نے ایک آدمی کے بدلے میں صنعا شہر کے سات باشندوں کو قصاصاً قتل کیا اور فرمایا : اگر صنعاء شہر کے تمام باشندے بھی اس کے قتل میں شریک ہوتے تو میں ان سب کو قتل کردیتا۔
Hazrat Nafe farmate hain ke Hazrat Ibn Umar ne irshad farmaya ke Hazrat Umar bin Khattab ne ek aadmi ke badle mein San'a shahar ke saat bashindon ko qisasatan qatl kya aur farmaya: Agar San'a shahar ke tamam bashinde bhi uske qatl mein sharik hote to main un sab ko qatl karta.
Hazrat Abu Ishaq narrates that Hazrat Saeed bin Wahab said: A few people went on a journey and a man accompanied them. When they returned, that man was not with them. The narrator says: The family of this man accused these travelers. Hazrat Shuraih said: Bring witnesses to the fact that they killed your companion, otherwise these people will swear by Allah that they did not kill. So the people took them to Hazrat Ali and I was also with you. You separated them, then they confessed. The narrator says: I heard Hazrat Ali say, "I, Abu Al-Hasan, am experienced." Then, by your order, they were killed.
حضرت ابو اسحاق فرماتے ہیں کہ حضرت سعیدبن وہب نے ارشاد فرمایا : چند آدمی سفر میں نکلے تو ان کے ساتھ ایک آدمی بھی ہو لیا جب وہ واپس آئے تو وہ آدمی ان کے ساتھ نہیں تھا راوی کہتے ہیں : اس آدمی کے گھر والوں نے ان مسافروں پر الزام لگا دیا اس پر حضرت شریح نے فرمایا : تم گواہ لاؤ اس بات پر کہ انھوں نے تمہارے ساتھی کو قتل کیا ہے ورنہ یہ لوگ اللہ کی قسم اٹھائیں گے کہ انھوں نے قتل نہیں کیا پس لوگ انھیں لے کر حضرت علی کے پاس آگئے اور میں بھی آپ کے پاس تھا آپ نے ان کے درمیان جدائیگی کی تو انھوں نے اعتراف کرلیا راوی کہتے ہیں کہ میں نے حضرت علی کو یوں فرماتے ہوئے سنا، میں ابو الحسن تجربہ کار ہوں پھر آپ کے حکم سے ان کو قتل کردیا گیا۔
Hazrat Abu Ishaq farmate hain keh Hazrat Saeed bin Wahab ne irshad farmaya: Chand aadmi safar mein nikle to un ke sath ek aadmi bhi ho liya jab woh wapas aaye to woh aadmi un ke sath nahi tha. Ravi kehte hain: Is aadmi ke ghar walon ne un musafiron per ilzaam laga diya. Is per Hazrat Shureh ne farmaya: Tum gawah lao is baat per keh unhon ne tumhare sathi ko qatal kiya hai warna yeh log Allah ki qasam uthayenge keh unhon ne qatal nahi kiya. Pas log unhen le kar Hazrat Ali ke pass aaye aur main bhi aap ke pass tha. Aap ne un ke darmiyan judai ki to unhon ne ikraar karliya. Ravi kehte hain keh maine Hazrat Ali ko yun farmate huye suna, main Abu Al-Hassan tajrubah kar hoon phir aap ke hukum se un ko qatal kar diya gaya.
Ibn Juraij reported: I heard Sulayman bin Musa saying to a people who were interceding for a man, "Kill all of them instead."
حضرت ابن جریج فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت سلیمان بن موسیٰ کو ایک قوم کے بارے میں جو ایک آدمی کے بارے میں سفارش کر رہے تھے آپ کو یوں فرماتے ہوئے سنا اس کے بدلے ان سب کو قتل کردو۔
Hazrat Ibn Juraij farmate hain ke maine Hazrat Sulaiman bin Musa ko aik qaum ke bare mein jo aik aadmi ke bare mein sifarish kar rahe the aap ko yun farmate hue suna iske badle in sab ko qatal kar do
Hazrat Ibn Juraij said, "I asked Hazrat Ata' about a man who intentionally killed two free men. You said, 'He will be killed in retaliation for both of them.'"
حضرت ابن جریج فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عطائ سے ایک آدمی کے بارے میں دریافت کیا : جس نے دو آزاد آدمیوں کو عمداً قتل کردیا ہو ؟ آپ نے فرمایا : اس کو ان دونوں کے بدلے قصاصاً قتل کریں گے۔
Hazrat Ibn Juraij farmate hain ke maine Hazrat Ata se ek aadmi ke bare mein daryaft kiya: jis ne do azad aadmiyon ko amdann qatl kar diya ho? Aap ne farmaya: usko un donon ke badle qisasann qatl karenge.