Hazrat Mu'ammar narrates that Hazrat Zuhri said: "When a man and a boy participate in the killing of a person, then that man will be killed and the family of the boy will have to pay full Diyat (blood money)."
حضرت معمر فرماتے ہیں کہ حضرت زہری نے ارشاد فرمایا : جب کوئی آدمی اور لڑکا کسی آدمی کے قتل میں شریک ہوجائیں تو اس آدمی کو قتل کیا جائے گا اور لڑکے کے خاندان والوں پر کامل دیت لازم ہوگی۔
Hazrat Muammar farmate hain keh Hazrat Zuhri ne irshad farmaya : Jab koi aadmi aur ladka kisi aadmi ke qatal mein sharik hojaen to us aadmi ko qatal kiya jae ga aur ladke ke khandan walon par kamil diyat lazim hogi.
Hazrat Jarir bin Hazim narrates that Hazrat Hammad was asked about a man and a child who intentionally killed someone. What is the ruling in this case? You said: The man will be killed, and the child's guardians will be liable for his share of the blood money.
حضرت جریر بن حازم فرماتے ہیں کہ حضرت حماد سے ایسے آدمی اور بچہ کے متعلق دریافت کیا گیا جس نے کسی آدمی کو جان بوجھ کر قتل کردیا ہو تو اس کا کیا حکم ہے ؟ آپ نے فرمایا : آدمی کو قتل کیا جائے گا اور بچہ کے اولیاء پر اس کے حصہ کی دیت لازم ہوگی۔
Hazrat Jarir bin Hazim farmate hain ki Hazrat Hammad se aise aadmi aur bachche ke mutalliq daryaft kiya gaya jis ne kisi aadmi ko jaan boojh kar qatl kar diya ho to uska kya hukum hai? Aap ne farmaya: Aadmi ko qatl kiya jayega aur bachche ke auliya par uske hisse ki diyat lazim hogi.
Hazrat Hammad narrated that Hazrat Ibrahim said: If someone helps in a murder and he is a person from whom retribution cannot be taken, then in this situation, blood money will be paid.
حضرت حماد فرماتے ہیں کہ حضرت ابراہیم نے ارشاد فرمایا : جب قتل میں ایسے شخص نے مدد کی جس سے قصاص نہیں لیا جاسکتا تو اس صورت میں دیت ہوگی۔
Hazrat Hammad farmate hain ki Hazrat Ibrahim ne irshad farmaya: Jab qatal mein aise shakhs ne madad ki jisse qisas nahin liya jasakta to us surat mein diyat hogi.
Hazrat Amr narrates that Hazrat Hasan Basri said: If a child and a slave are involved in a murder, then blood money will be paid. And if both are together, for example, one hit with a sword and the other with a stick, then even then blood money will be paid.
حضرت عمرو فرماتے ہیں کہ حضرت حسن بصری نے ارشاد فرمایا : جب بچہ اور غلام کسی قتل میں شریک ہوگئے تو دیت ہوگی اور جب دونوں جمع ہوئے بایں طور کہ اس نے تلوار سے مارا اور اس نے لاٹھی سے تو بھی دیت ہوگی۔
Hazrat Amr farmate hain keh Hazrat Hasan Basri ne irshad farmaya : Jab bachcha aur ghulam kisi qatal mein sharik ho gaye to deet hogi aur jab donon jama hue bayan taur keh usne talwar se mara aur usne lathi se to bhi deet hogi.
Hazrat Hisham narrates that Hazrat Hasan Basri was asked about a nation that had been intentionally killed, while among them were children and insane people. You said: In this case, the blood money will be payable by the killers.
حضرت ہشام فرماتے ہیں کہ حضرت حسن بصری نے ایسی قوم کے بارے میں میں جنہوں نے جان بوجھ کر قتل کردیا تھا بایں طور پر کہ ان میں بچہ اور مجنون بھی تھے۔ آپ نے فرمایا : اس صورت میں خاندان والوں پر قتل خطا کی دیت ہوگی۔
Hazrat Hisham farmate hain ki Hazrat Hasan Basri ne aisi qaum ke bare mein jinhu ne jaan bujh kar qatl kar diya tha bayan tor par ki un mein bachcha aur majnoon bhi the Aap ne farmaya Is surat mein khandan walon par qatl khata ki deet hogi