Hazrat Abu Ishaq narrates that it has been reported from a man of my tribe that a woman from the area of Sabir committed adultery. So, her family members made her wear an iron garment and presented her before Hazrat Ali. You (Hazrat Ali) lashed her while she was still wearing it.
حضرت ابو اسحاق فرماتے ہیں کہ میرے قبیلہ کے ایک آدمی سے مروی ہے کہ صبیریین علاقہ کی ایک عورت نے زنا کیا تو اس کے گھر والوں نے اسے لوہے کی ذرہ پہنا کر اسے حضرت علی کے سامنے پیش کیا تو آپ نے اسے پہننے کی حالت میں ہی کوڑے مارے۔
Hazrat Abu Ishaq farmate hain ke mere qabeele ke ek aadmi se marvi hai ke sabeeriyan ilaqe ki ek aurat ne zina kya to uske ghar walon ne use lohe ki zirah pehna kar use Hazrat Ali ke samne pesh kya to aap ne use pehenne ki halat mein hi koore maare.
Hazrat Sawar narrates that I was present with Hazrat Abu Burdah when he beat his slave girl who had committed fornication while she was pregnant.
حضرت سوار فرماتے ہیں کہ میں حضرت ابو برزہ کے پاس حاضر تھا کہ انھوں نے اپنی باندی کو مارا جس نے زنا کیا تھا درآنحالیکہ اس نے اوڑھنی پہنی ہوئی تھی۔
Hazrat sawar farmate hain keh mein Hazrat Abu burza ke pass hazir tha keh unhon ne apni bandi ko mara jis ne zina kiya tha duran halikeh us ne aurhni pehni hui thi.
Hazrat Sha'bi narrates that Hazrat Hammad said: 'As far as the adulterer is concerned, his clothes will be taken off.' And you recited this verse: 'Translation: ...And let not compassion move you in their case, in a matter prescribed by Allah...' The narrator says: 'I said: 'This verse is about the ruling.' He said: 'It is about the ruling and the flogging.'
حضرت شعبہ فرماتے ہیں کہ حضرت حماد نے ارشاد فرمایا : جہاں تک زانی کا تعلق ہے تو اس کے کپڑے اتار دیے جائیں گے اور آپ نے یہ آیت تلاوت فرمائی : ترجمہ :۔ اور ان دونوں کے سلسلہ میں تمہیں ترس کھانے کا جانب دامن گیر نہ ہو اللہ کے دین کے معاملہ میں۔ راوی کہتے ہں ک : میں نے عرض کی : یہ آیت تو حکم کے بارے میں ہے۔ آپ نے فرمایا : یہ حکم اور کوڑے کے بارے میں ہے۔
Hazrat Shubah farmate hain keh Hazrat Hammad ne irshad farmaya: Jahan tak zani ka taluq hai to uske kapre utar diye jayenge aur aap ne yeh ayat tilawat farmai: Tarjuma.. Aur in donon ke silsila mein tumhen taras khane ka janib daaman geer na ho Allah ke deen ke mamla mein. Rawi kehte hain k: Maine arz ki: Yeh ayat to hukm ke bare mein hai. Aap ne farmaya: Yeh hukm aur kore ke bare mein hai.
Hazrat Waleed bin Abu Malik narrates that a man was brought to Hazrat Abu Ubaidah bin Jarrah who had committed fornication. He said, "This sinful body deserves to be stoned." Then he took off his turban. So you refused to stone him in this way and put his turban back on him.
حضرت ولید بن ابو مالک فرماتے ہیں کہ حضرت ابو عبیدہ بن جراح کے پاس ایک آدمی لایا گیا جس نے زنا کیا تھا وہ کہنے لگا یہ گناہ گار جسم اس قابل ہے کہ اسے مارا جائے پھر اس نے اپنا جبہ اتار دیا پس آپ نے اس طرح مارنے سے انکار کیا اور اس پر اس کے جبہ کو واپس پہنا دیا۔
Hazrat Waleed bin Abu Malik farmate hain keh Hazrat Abu Ubaidah bin Jarrah ke pass ek aadmi laya gaya jis ne zina kya tha woh kehne laga yeh gunahgar jism is qabil hai keh isay mara jaye phir us ne apna jubbah utar diya pas aap ne is tarah marne se inkar kya aur us par uske jubbah ko wapas pehna diya