Hazrat Abdullah bin Harmalah narrates that when I saw Hazrat Saeed bin Musayyab sick and unable to sit, he would gesture and not lift anything towards his head.
حضرت عبد الرحمن بن حرملہ فرماتے ہیں کہ میں نے دیکھا حضرت سعید بن مسیب جب مریض ہوتے اور بیٹھنے کی طاقت نہ رکھتے تو اشارہ کرتے اور اپنے سر کی طرف کوئی چیز نہ اٹھایا کرتے تھے۔
Hazrat Abdul Rahman bin Harmalah farmate hain keh maine dekha Hazrat Saeed bin Musayyab jab mareed hote aur baithne ki taqat na rakhte to ishara karte aur apne sar ki taraf koi cheez na uthaya karte the.
Hazrat Tameema narrates that Hazrat Shurai went to visit Hazrat Abu Musa Ash'ari, Hazrat Shurai asked him: How do you offer prayer? He replied: While sitting. Hazrat Shurai said to him: You have more knowledge than me.
حضرت تمیمہ کہتی ہیں کہ حضرت شریح حضرت ابو میسرہ کی عیادت کے لیے حاضر ہوئے، ان سے پوچھا کہ آپ نماز کیسے پڑھتے ہیں ؟ انھوں نے کہا بیٹھ کر۔ حضرت شریح نے ان سے کہا کہ آپ مجھ سے زیادہ جاننے والے ہیں۔
Hazrat Tamima kehti hain ke Hazrat Shuraih Hazrat Abu Maisra ki aiadat ke liye hazir hue, un se pucha ke aap namaz kaise parhte hain? Unhon ne kaha baith kar. Hazrat Shuraih ne un se kaha ke aap mujh se zyada jaan'ne wale hain.
Hazrat Haseen narrates that I asked Hazrat Aamir about the prayer of a sick person, so he said that when he does not have the strength to put his forehead on the ground, he should pray with gestures and make his prostration with a deeper bowing than his bowing.
حضرت حصین کہتے ہیں کہ میں نے حضرت عامر سے مریض کی نماز کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ جب اس میں زمین پر پیشانی رکھنے کی طاقت نہ ہو تو اشارے سے نماز پڑھے اور اپنے سجدے کو رکوع سے زیادہ جھکائے۔
Hazrat Haseen kehte hain keh maine Hazrat Aamir se mareed ki namaz ke baare mein sawal kiya tou unhon ne farmaya keh jab us mein zameen par peshani rakhne ki taqat na ho tou ishaare se namaz parhe aur apne sajday ko ruku se zyada jhukae.
Hazrat Jabalah bin Saheem narrates that I asked Hazrat Ibn Umar if a sick person could offer prayer on a piece of wood. He replied that I cannot permit you to worship anything other than Allah. If you do not have the strength to offer prayer while standing, then pray while sitting. And if you do not have the strength to pray while sitting, then pray while lying down.
حضرت جبلہ بن سحیم کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابن عمر سے سوال کیا کہ کیا مریض لکڑی پر نماز پڑھ سکتا ہے ؟ تو انھوں نے فرمایا کہ میں تمہیں اس بات کی اجازت نہیں دے سکتا کہ تم اللہ کو چھوڑ کر کسی اور چیز کو معبود بنالو، اگر کھڑے ہو کر نماز پڑھنے کی طاقت نہ ہو تو بیٹھ کر نماز پڑھ لو اور اگر بیٹھ کر بھی نماز پڑھنے کی طاقت نہ ہو تو لیٹ کر پڑھ لو۔
Hazrat Jabala bin Saheem kehte hain ke maine Hazrat Ibn Umar se sawal kiya ke kya mareez lakdi par namaz parh sakta hai? To unhon ne farmaya ke main tumhen is baat ki ijazat nahin de sakta ke tum Allah ko chhod kar kisi aur cheez ko mabood bana lo, agar kharay ho kar namaz parhne ki taqat na ho to baith kar namaz parh lo aur agar baith kar bhi namaz parhne ki taqat na ho to lait kar parh lo.
Hazrat Abu Al-Haitham said that we went to visit Hazrat Ibrahim when he was ill. He was lying on his right side and praying in gestures.
حضرت ابو الہیثم کہتے ہیں کہ ہم حضرت ابراہیم کی بیماری کی حالت میں ان کے پاس حاضر ہوئے، وہ دائیں پہلو پر لیٹے ہوئے تھے اور اشارے سے نماز پڑھ رہے تھے۔
Hazrat Abu Al Haitham kehte hain ki hum Hazrat Ibrahim ki bimari ki halat mein un ke paas hazir hue, woh daen pehlu par lete hue the aur ishare se namaz parh rahe the.
Hazrat Tawus (may Allah have mercy on him) said: "The sick person should pray sitting down. If he does not have the strength to sit, then he should pray with gestures. And he should not use a wooden support."
حضرت طاوس فرماتے ہیں کہ مریض بیٹھ کر نماز پڑھے گا، اگر بیٹھنے کی طاقت نہ ہو تو اشارے سے پڑھے اور لکڑی کا سہارا نہ لے۔
Hazrat Tawoos farmaty hain k mareez baith kar namaz parhy ga, agar baithny ki taqat na ho to ishare sy parhy aur lakri ka sahara na le.
Hazrat Haris says that if a sick person is unable to pray sitting down, then they should lie straight and pray, keeping their feet towards the Qibla, and offer their prayer with gestures, keeping their face towards the Qibla.
حضرت حارث فرماتے ہیں کہ اگر مریض بیٹھ کر نماز پڑھنے پر قادر نہ ہو تو سیدھا لیٹ کر پڑھ لے اور اپنے پاؤں قبلہ کی طرف رکھے، اور اپنے چہرے کو قبلے کی طرف رکھ کر اشارے سے نماز پڑھے۔
Hazrat Haris farmate hain keh agar mareed beth kar namaz parhne per qaadir na ho to seedha lait kar parh le aur apne paon qibla ki taraf rakhe, aur apne chehre ko qibla ki taraf rakh kar ishare se namaz parhe.
Hazrat Mukhtar bin Fulfal narrates that I asked Hazrat Anas about the way of praying for a sick person, so he said that he should offer prayer while sitting and prostrate on the ground.
حضرت مختار بن فلفل فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت انس سے مریض کی نماز کا طریقہ دریافت کیا تو انھوں نے فرمایا کہ وہ بیٹھ کر نماز پڑھے اور زمین پر سجدہ کرے۔
Hazrat Mukhtar bin Fufail farmate hain keh maine Hazrat Anas se mareed ki namaz ka tareeqa daryaft kiya to unhon ne farmaya keh woh beth kar namaz parhe aur zameen par sajda kare.