Imsha said: I once heard Sha'bi say in the mosque: "I have heard a hadith that no one else who heard it is alive except me. I heard Amr ibn Sharhabeel say: 'Abdullah said: 'O people of Yemen! It often happens among you that a man dies and leaves no heir except for 'Asaba relatives. Such a man has the right to bequeath his wealth wherever he wishes.'"
Imsha said: I said to Ibrahim: "This is what Sha'bi said." Ibrahim said: "Hammam ibn al-Harith narrated this to me from 'Abdullah through Amr ibn Sharhabeel."
اعمش فرماتے ہیں کہ میں نے ایک مرتبہ حضرت شعبی کو مسجد میں یہ فرماتے ہوئے سنا : میں نے ایک حدیث ایسی سنی ہوئی ہے کہ اس کے سننے والوں میں میرے علاوہ کوئی زندہ نہیں رہا، میں نے عمرو بن شرحبیل کو فرماتے ہوئے سنا : حضرت عبداللہ (رض) نے فرمایا کہ اے یمن والو ! تم میں اکثر ایسا ہوتا ہے کہ آدمی مرجاتا ہے اور عصبہ بننے والے رشتہ داروں میں سے کوئی چھوڑ کر نہیں جاتا، ایسے آدمی کو اختیار ہے کہ جہاں چاہے اپنا مال لگا دے۔
اعمش فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت ابراہیم سے عرض کیا کہ شعبی نے اس طرح فرمایا ہے، حضرت ابراہیم فرمانے لگے : مجھے ھمّام بن الحارث نے عمرو بن شرحبیل کے واسطے سے حضرت عبداللہ سے یہی بیان کیا ہے۔
Aamash farmate hain ki maine ek martaba Hazrat Shabi ko masjid mein yeh farmate huye suna: maine ek hadees aisi suni hui hai ki uske sunne walon mein mere ilawa koi zinda nahi raha, maine Amro bin Sharjeel ko farmate huye suna: Hazrat Abdullah (Raz) ne farmaya ki aye Yemen walo! tum mein aksar aisa hota hai ki aadmi mar jata hai aur asba banne wale rishtedaron mein se koi chhod kar nahi jata, aise aadmi ko ikhtiyar hai ki jahan chahe apna maal laga de.
Aamash farmate hain ki maine Hazrat Ibrahim se arz kiya ki Shabi ne is tarah farmaya hai, Hazrat Ibrahim farmane lage: mujhe Hammam bin Al-Haris ne Amro bin Sharjeel ke waste se Hazrat Abdullah se yahi bayan kiya hai.
Muhammad bin Sirin said that I asked Hazrat Ubaidah about a man who has neither entered into any transaction with anyone nor has any relative who is entitled to inherit from him, whether that person can bequeath all his wealth at the time of his death? He said: Yes!
محمد بن سیرین فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عبیدہ سے ایسے آدمی کے بارے میں سوال کیا جس نے نہ کسی کے ساتھ کوئی معاملہ کر رکھا ہے اور نہ اس کا عصبہ بننے والا کوئی رشتہ دار زندہ ہے ، کہ کیا وہ شخص مرتے وقت پورے مال کی وصیت کرسکتا ہے ؟ انھوں نے فرمایا : جی ہاں !
Muhammad bin Sireen farmate hain ke maine Hazrat Ubaidah se aise aadmi ke bare mein sawal kya jis ne na kisi ke sath koi mamla kar rakha hai aur na us ka asba banne wala koi rishtedar zinda hai, ke kya woh shakhs marte waqt pure maal ki wasiyat kar sakta hai? Unhon ne farmaya: Ji haan!
It is narrated from Hazrat Masruq that he was asked about a man who at the time of his death left a master who had set him free and he left no heir. He said, "Hazrat Salim reported that he said that his property should be spent where he bequeathed it to be spent, and if he did not make any bequest, then his property should be deposited in Bait-ul-Maal."
شعبی فرماتے ہیں کہ حضرت مسروق سے ایسے آدمی کے بارے میں دریافت کیا گیا جس نے مرتے وقت آزاد کرنے والا آقا چھوڑا ہے نہ ہی کوئی وارث ، فرمانے لگے کہ حضرت سالم نے فرمایا ہے کہ اس کا مال وہیں صَرف کیا جائے گا جہاں صَرف کرنے کی اس نے وصیت کی ہو، اور اگر اس نے کوئی وصیت نہ کی ہو تو اس کا مال بیت المال میں جمع کرلیا جائے گا۔
Shabi farmate hain ki Hazrat Masrooq se aise aadmi ke bare mein دریافت kia gya jis ne marte waqt azad karne wala aqa chora hai na hi koi varis, farmane lage ki Hazrat Salem ne farmaya hai ki uska maal wahin sarf kia jayega jahan sarf karne ki usne wasiyat ki ho, aur agar usne koi wasiyat na ki ho to uska maal baitul maal mein jama kar liya jayega.
Yunus narrates that Hazrat Hasan (R.A) said about a person who made a pact of Muwalat with someone and then that person became Muslim at his hand, that if this person also wishes, he can bequeath all his wealth at the time of his death.
یونس روایت کرتے ہیں کہ حضرت حسن (رض) نے اس آدمی کے بارے میں فرمایا جس نے کسی کے ساتھ موالات کا معاملہ کیا اور پھر اس کے ہاتھ پر مسلمان ہوگیا ، کہ اگر یہ آدمی بھی چاہے تو مرتے وقت اپنے پورے مال کی وصیت کرسکتا ہے۔
Younus riwayat karte hain keh Hazrat Hassan (RA) ne is aadmi ke baray mein farmaya jis ne kisi ke sath muwalat ka mamla kiya aur phir us ke hath per musalman hogaya, keh agar yeh aadmi bhi chahe to martay waqt apne poora maal ki wasiyat kar sakta hai.