It is narrated on the authority of Abu Kabsha Anmari (may Allah be pleased with him) that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, "The example of this Ummah (nation) is like that of four types of people: Firstly, the one whom Allah has blessed with wealth and knowledge, so he acts upon his knowledge regarding his wealth and spends it in the rights of Allah. Secondly, the one whom Allah has blessed with knowledge but not with wealth, and he says, 'If I had wealth like him, I would have also acted upon my knowledge like him.' These two are equal in reward. Thirdly, the one whom Allah has blessed with wealth but not with knowledge, so he keeps spending it in wrong ways due to his ignorance. And fourthly, the one whom Allah has blessed neither with wealth nor with knowledge, and he says, 'If I had wealth like him, I would have also spent it in the same ways as him.' These two are equal in sin."
Grade: Hasan
حضرت ابو کبشہ انماری رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ نبی ﷺ نے ارشاد فرمایا اس امت کی مثال چار قسم کی آدمیوں کی سی ہے ایک وہ آدمی جسے اللہ نے مال اور علم سے نوازا ہو، وہ اپنے مال کے بارے اپنے علم پر عمل کرتا ہو اور اسے اس کے حقوق میں خرچ کرتا ہو، دوسرا وہ آدمی جسے اللہ نے علم عطاء فرمایا ہو لیکن مال نہ دیا ہو اور وہ کہتا ہو کہ اگر میرے پاس بھی مال ہوتا تو میں بھی اس شخص کی طرح اپنے علم پر عمل کرتا، یہ دونوں اجروثواب میں برابر ہیں۔ تیسرا وہ آدمی جسے اللہ نے مال سے تو نوازا ہو لیکن علم نہ دیا ہو، وہ بدحواسی میں اسے ناحق مقام پر خرچ کرتا رہے اور چوتھا وہ آدمی جسے اللہ نے مال سے نوازا ہو اور نہ ہی علم سے اور وہ یہ کہتا ہو کہ اگر میرے پاس بھی اس شخص کی طرح مال ہوتا تو میں بھی اسے اس شخص کی طرح کے کاموں میں خرچ کرتا، یہ دونوں گناہ میں برابر ہیں۔
Hazrat Abu Kabsha Anmari Radi Allaho Anho se marvi hai ki Nabi Sallallaho Alaihi Wasallam ne irshad farmaya is ummat ki misaal chaar qisam ki admiyon ki si hai ek wo admi jise Allah ne maal aur ilm se nawaza ho wo apne maal ke bare apne ilm par amal karta ho aur use uske huqooq mein kharch karta ho doosra wo admi jise Allah ne ilm ataa farmaya ho lekin maal na diya ho aur wo kehta ho ke agar mere pass bhi maal hota to main bhi is shakhs ki tarah apne ilm par amal karta ye donon ajro sawab mein barabar hain teesra wo admi jise Allah ne maal se to nawaza ho lekin ilm na diya ho wo badhawasi mein use nahaq maqam par kharch karta rahe aur chautha wo admi jise Allah ne maal se nawaza ho aur na hi ilm se aur wo ye kehta ho ke agar mere pass bhi is shakhs ki tarah maal hota to main bhi use is shakhs ki tarah ke kaamon mein kharch karta ye donon gunah mein barabar hain.
Abu Kabsha Anamari (may Allah be pleased with him) narrated that once, the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) was sitting with his companions (may Allah be pleased with them). Suddenly, he went inside his house and when he came out, he had performed Ghusl (ritual bath). We asked, "O Messenger of Allah! Has something happened?" The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) replied, "Yes! Just now a woman passed by me, and a desire for women arose in my heart. So, I went to my wife and fulfilled my desire with her. If such a situation arises for you, then you should do the same, because your best deed is that which is done in a lawful way."
Grade: Sahih
حضرت ابو کبشہ انماری رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ ایک مرتبہ نبی ﷺ اپنے صحابہ رضی اللہ عنہ کے ساتھ بیٹھے ہوئے تھے، اچانک اپنے گھر میں چلے گئے، جب باہر آئے تو غسل کیا ہوا تھا، ہم نے عرض کیا یا رسول اللہ! ﷺ کچھ ہوا ہے؟ نبی ﷺ نے فرمایا ہاں! ابھی میرے پاس سے ایک عورت گذر کرگئی تھی، میرے دل میں عورت کی خواہش پیدا ہوئی اس لئے میں اپنی بیوی کے پاس چلا گیا اور اس سے اپنی خواہش کی تکمیل کی، اگر تمہارے ساتھ ایسی کیفیت پیش آئے تو تم بھی یونہی کیا کرو، کیونکہ تمہارا بہترین عمل حلال طریقے سے آتا ہے۔
Hazrat Abu Kabsha Anmari RA se marvi hai keh ek martaba Nabi SAW apne sahaba RA ke sath baithe hue the, achanak apne ghar mein chale gaye, jab bahar aye to gusl kiya hua tha, hum ne arz kiya Ya Rasulullah SAW kuch hua hai? Nabi SAW ne farmaya haan! Abhi mere pass se ek aurat guzar kar gayi thi, mere dil mein aurat ki khwahish paida hui is liye mein apni biwi ke pass chala gaya aur us se apni khwahish ki takmeel ki, agar tumhare sath aisi kaifiyat pesh aaye to tum bhi yunhi kiya karo, kyunki tumhara behtarin amal halal tareeqe se aata hai.
It is narrated on the authority of Abu Kabsha Anmari (may Allah be pleased with him) that during the Battle of Tabuk, some people started going quickly towards the ruins of the people of Thamud. When the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) was informed about this, he (peace and blessings of Allah be upon him) announced the call to prayer. Abu Kabsha (may Allah be pleased with him) said that I entered the service of the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) and he (peace and blessings of Allah be upon him) was holding his camel and said, "Why do you enter upon a people upon whom the wrath of Allah has descended?" A man said, "O Messenger of Allah! (peace and blessings of Allah be upon him) We are amazed by them." The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, "Shall I not tell you something more amazing than this? A man among you tells you about the events of the past and the future, so be steadfast and follow the straight path, because Allah will not care if you are afflicted with punishment, and soon there will come a people who will not be able to defend themselves by any means."
Grade: Da'if
حضرت ابو کبشہ انماری رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ غزوہ تبوک کے موقع پر کچھ لوگ تیزی سے قوم ثمود کے کھنڈرات میں جانے لگے، نبی ﷺ کو اس کی اطلاع ہوئی تو آپ ﷺ نے منادی کروا دی کہ نماز تیار ہے ابو کبشہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ میں نبی ﷺ کی خدمت میں داخل ہوا تو آپ ﷺ نے اپنے اونٹ کو پکڑا ہوا تھا اور فرما رہے تھے تم ایسی قوم پر کیوں داخل ہوتے ہو جن پر اللہ کا غضب نازل ہوا؟ ایک آدمی کہنے لگا یا رسول اللہ! ﷺ ہم ان پر تعجب کرتے ہیں، نبی ﷺ نے فرمایا کیا میں تمہیں اس سے زیادہ تعجب انگیز بات نہ بتاؤں؟ تم ہی میں کا ایک آدمی تمہیں ماضی اور مستقبل کے واقعات کی خبر دیتا ہے، لہذا استقامت اور سیدھا راستہ اختیار کرو، کیونکہ اللہ کو تمہارے عذاب میں مبتلا ہونے کی کوئی پروا نہیں ہوگی اور عنقریب ایک ایسی قوم آئے گی جو کسی بھی چیز کے ذریعے اپنا دفاع نہیں کرسکے گی۔
Hazrat Abu Kabsha Anmari Radi Allaho Anho se marvi hai keh Gazwa Tabook ke moqe per kuch log tezise qaum Samood ke khandarat mein janay lage, Nabi Sallallaho Alaihi Wasallam ko is ki itla hui tou Aap Sallallaho Alaihi Wasallam ne munadi kerwa di keh Namaz taiyar hai. Abu Kabsha Radi Allaho Anho kehte hain keh mein Nabi Sallallaho Alaihi Wasallam ki khidmat mein dakhil hua tou Aap Sallallaho Alaihi Wasallam ne apne unt ko pakra hua tha aur farma rahe thay tum aisi qaum per kyon dakhil hote ho jin per Allah ka gazab nazil hua? Ek aadmi kehne laga Ya Rasool Allah Sallallaho Alaihi Wasallam hum in per taajjub karte hain, Nabi Sallallaho Alaihi Wasallam ne farmaya kya mein tumhein is se ziada taajjub angez baat na bataon? Tum hi mein ka ek aadmi tumhein mazi aur mustaqbil ke waqeat ki khabar deta hai, lihaza isteaqamat aur seedha rasta ikhtiyar karo, kyunki Allah ko tumhare azab mein mubtala hone ki koi parwa nahi hogi aur anqareeb ek aisi qaum aaegi jo kisi bhi cheez ke zariye apna difa nahi karsakegi.
It is narrated on the authority of Abu Kabshah Anmāri (رضي الله تعالى عنه) that I heard the Prophet (ﷺ) saying: “There are three things for which I can swear, and a Hadith that I narrate to you, so keep it in mind. The three things about which I swear are that charity does not decrease the wealth of a person, whoever is oppressed and remains patient, then Allah will increase his honor, and whoever opens the door of begging on himself, Allah will open the door of poverty on him. And the Hadith that I narrate to you is that there are four types of people in this world. One, the person whom Allah has blessed with wealth and knowledge, so he acts upon his knowledge regarding his wealth and spends it in its rightful places – his rank is the highest. Second, the person whom Allah has granted knowledge but not wealth, and he says that if I had wealth, I would have also acted upon my knowledge like that person – these two are equal in reward. Third, the person whom Allah has blessed with wealth but not knowledge, so he keeps spending it in wrong places in his ignorance, does not fear his Lord, nor does he uphold ties of kinship, nor does he recognize the right of Allah – his rank is the worst. And fourth, the person whom Allah has not blessed with wealth nor knowledge, and he says that if I had wealth like that person, I would also spend it in such works like that person – these two are equal in sin.”
Grade: Hasan
حضرت ابو کبشہ انماری رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ میں نے نبی ﷺ کو یہ فرماتے ہوئے سنا ہے کہ تین چیزیں ہیں جن پر میں قسم کھا سکتا ہوں اور ایک حدیث ہے جو میں تم سے بیان کرتا ہوں، سو اسے یاد رکھو، وہ تین چیزیں جن پر میں قسم کھاتا ہوں وہ یہ ہیں کہ صدقہ کی وجہ سے کسی انسان کا مال کم نہیں ہوتا جس شخص پر کوئی ظلم کیا جائے اور وہ اس پر صبر کرے تو اللہ تعالیٰ اس کی عزت میں مزید اضافہ کر دے گا اور جو شخص اپنے اوپر سوال کا دروازہ کھولتا ہے اللہ اس پر فقروفاقہ کا دروازہ کھول دیتا ہے اور وہ حدیث جو میں تم سے بیان کرتا ہوں، وہ یہ ہے کہ دنیا چار قسم کے آدمیوں کی ہے، ایک وہ آدمی جسے اللہ نے مال اور علم سے نوازا ہو، وہ اپنے مال کے بارے اپنے علم پر عمل کرتا ہوا اور اسے اس کے حقوق میں خرچ کرتا ہو، اس کا درجہ سب سے اونچا ہے، دوسرا وہ آدمی جسے اللہ نے علم عطاء فرمایا ہو لیکن مال نہ دیا ہو اور وہ کہتا ہو کہ اگر میرے پاس بھی مال ہوتا تو میں بھی اس شخص کی طرح اپنے علم پر عمل کرتا، یہ دونوں اجروثواب میں برابر ہیں۔ تیسرا وہ آدمی جسے اللہ نے مال سے تو نوازا ہو لیکن علم نہ دیا ہو، وہ بدحواسی میں اسے ناحق مقام پر خرچ کرتا رہے اپنے رب سے ڈرے، نہ صلہ رحمی کرے اور نہ اللہ کا حق پہچانے اس کا درجہ سب سے بدترین ہے اور چوتھا وہ آدمی جسے اللہ نے نہ مال سے نوازا ہو اور نہ ہی علم سے اور وہ یہ کہتا ہو کہ گر میرے پاس بھی اس شخص کی طرح مال ہوتا تو میں بھی اسے اس شخص کی طرح کے کاموں میں خرچ کرتا، یہ دونوں گناہ میں برابر ہیں۔
Hazrat Abu Kabsha Anmari RA se marvi hai ki maine Nabi SAW ko ye farmate huye suna hai ki teen cheezain hain jin par main qasam kha sakta hun aur ek hadees hai jo main tum se bayan karta hun, so ise yaad rakho, wo teen cheezain jin par main qasam khata hun wo ye hain ki sadqah ki wajah se kisi insan ka maal kam nahin hota jis shakhs par koi zulm kiya jaye aur wo is par sabar kare to Allah Ta'ala uski izzat mein mazeed izafa kar dega aur jo shakhs apne upar sawal ka darwaza kholta hai Allah us par faqr-o-faqa ka darwaza khol deta hai aur wo hadees jo main tum se bayan karta hun, wo ye hai ki duniya chaar qisam ke admiyon ki hai, ek wo aadmi jise Allah ne maal aur ilm se nawaza ho, wo apne maal ke bare apne ilm par amal karta hua aur use uske huqooq mein kharch karta ho, iska darja sab se uncha hai, dusra wo aadmi jise Allah ne ilm ataa farmaya ho lekin maal na diya ho aur wo kahta ho ki agar mere paas bhi maal hota to main bhi is shakhs ki tarah apne ilm par amal karta, ye donon ajro-sawab mein barabar hain. Teesra wo aadmi jise Allah ne maal se to nawaza ho lekin ilm na diya ho, wo badhawasi mein use nahaq maqam par kharch karta rahe apne Rab se dare, na sila-rahmi kare aur na Allah ka haq pehchane iska darja sab se badtareen hai aur chautha wo aadmi jise Allah ne na maal se nawaza ho aur na hi ilm se aur wo ye kahta ho ki gar mere paas bhi is shakhs ki tarah maal hota to main bhi ise is shakhs ki tarah ke kaamon mein kharch karta, ye donon gunah mein barabar hain.
Abu 'Amir Hawzani (may Allah have mercy on him) said: Once, Abu Kabsha Anmari (may Allah be pleased with him) came to me and said, "Lend me your horse. I heard the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) say that whoever lends his horse and it impregnates a mare, then the lender will receive the reward of mounting people on seventy horses in the way of Allah."
Grade: Sahih
ابوعامر ہوزنی رحمہ اللہ کہتے ہیں کہ ایک مرتبہ ان کے پاس حضرت ابو کبشہ انماری رضی اللہ عنہ آئے اور کہنے لگے کہ مجھے اپنا گھوڑا عاریۃ دے دو، میں نے نبی ﷺ کو یہ فرماتے ہوئے سنا ہے کہ جو شخص عاریۃ اپنا گھوڑا کسی کو دے دے اور اس کا گھوڑا مادہ گھوڑی کو حاملہ بنا دے تو دینے والے کو ستر گھوڑوں پر اللہ کے راستہ میں لوگوں کو سوار کرنے کا ثواب ملتا ہے۔
Abu Aamir Hozni rehmatullah alaih kehte hain ke aik martaba un ke paas Hazrat Abu Kabsha Anmari (رضي الله تعالى عنه) aaye aur kehne lage ke mujhe apna ghora ariyatan de do, maine Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) ko ye farmate huye suna hai ke jo shakhs ariyatan apna ghora kisi ko de de aur us ka ghora mada ghori ko hamil bana de to dene wale ko sattar ghoron par Allah ke raaste mein logon ko sawar karne ka sawab milta hai.