Chapter on the healthy eye harming the blind eye, and the blind eye harming the healthy eye
باب الصحيح يصيب عين الأعور، والأعور يصيب عين الصحيح
Sunan al-Kubra Bayhaqi 16291
Abu Bakr bin Muhammad bin Amr bin Hazm narrated that when the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) sent Amr bin Hazm towards Najran, he wrote a letter stating, "For every tooth, the compensation is 5 camels, and for every finger, 10 camels. For the ear, eye, and foot, it is 50 camels each. If the nose is cut off from its root, then the full Diyat (blood money) is to be paid. For a deep wound on the head and a wound on the stomach, one-third of the Diyat is to be paid."
Imam Shafi'i (may Allah have mercy on him) said that Diyat is not valid for the eye of a one-eyed person because the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) stated half the Diyat for the eye, and the eye of a one-eyed person is not considered an eye.
Grade: Sahih
(١٦٢٩١) ابوبکر بن محمد بن عمرو بن حزم فرماتے ہیں کہ نبی (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے جب عمرو بن حزم کو نجران کی طرف بھیجا تھا تو ایک خط لکھ کردیا تھا جس میں تھا کہ ” ہر دانت کے بدلے ٥ اونٹ ہیں اور ہر انگلی میں ١٠ اونٹ اور کان، آنکھ اور پاؤں میں ٥٠، ٥٠ اونٹ اور ناک جب جڑ سے کاٹ دی جائے تو مکمل دیت ہے اور سر کے گہرے زخم اور پیٹ کے زخم میں ثلث دیت ہے۔
امام شافعی (رح) فرماتے ہیں کہ کانے کی آنکھ میں دیت صحیح نہیں؛ کیونکہ نبی (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے آنکھ کے بارے میں نصف دیت کا فرمایا ہے اور کانے کی تو آنکھ آنکھ شمار ہوتی ہی نہیں۔
(16291) Abubakar bin Muhammad bin Amro bin Hazm farmate hain ki Nabi ((صلى الله عليه وآله وسلم)) ne jab Amro bin Hazm ko Najran ki taraf bheja tha to ek khat likh kar diya tha jis mein tha ki "Har daant ke badle 5 unt hain aur har ungli mein 10 unt aur kaan, aankh aur paon mein 50, 50 unt aur naak jab jad se kaat di jaye to mukammal deet hai aur sar ke gehre zakhm aur pet ke zakhm mein suls deet hai.
Imam Shafi (rah) farmate hain ki kaane ki aankh mein deet sahih nahin; kyunki Nabi ((صلى الله عليه وآله وسلم)) ne aankh ke bare mein nisf deet ka farmaya hai aur kaane ki to aankh aankh shumar hoti hi nahin.
A thief was told regarding a one-eyed person that if someone hits his good eye, he said: “I did not blind his eye, I will still pay half the compensation”.
Grade: Sahih
(١٦٢٩٢) مسروق کہتے ہیں کہ اس کانے کے بارے میں کہ جس کی صحیح آنکھ میں کوئی مار دے تو اس نے کہا : میں نے اس کی آنکھ کو نہیں پھوڑا میں پھر بھی نصف دیت ادا کرتا ہوں۔
(16292) Masrooq kehte hain ki is kaane ke bare mein ki jis ki sahih aankh mein koi maar de to usne kaha : mein ne us ki aankh ko nahin phora mein phir bhi nisf diyat ada karta hun.
(16293) Abdullah bin Mughaffal narrated that the Prophet (ﷺ) said: “If a blind man injures the eye of another person, then there is retaliation of an eye for an eye.”
Grade: Da'if
(١٦٢٩٣) عبداللہ بن مغفل فرماتے ہیں کہ نابینایا کانا جب کسی کی آنکھ کو پھوڑ دے تو آنکھ کے بدلے آنکھ ہے۔
16293 Abdullah bin Mughaffal farmate hain ki nabinaya kana jab kisi ki aankh ko phor de to aankh ke badle aankh hai
Ali (may Allah be pleased with him) said that if a one-eyed person's eye is gouged out, he can either take full compensation or half compensation and gouge out the other person's eye.
Grade: Da'if
(١٦٢٩٤) حضرت علی (رض) فرماتے ہیں کہ کانے کی اگر آنکھ پھوڑ دی جائے چاہے تو وہ مکمل دیت لے لے اور چاہے تو نصف دیت لے لے اور دوسری آنکھ کے بدلے آنکھ پھوڑ دے۔
(16294) hazrat ali (rz) farmate hain ke kane ki agar aankh phor di jaye chahe to wo mukammal dait le le aur chahe to nisf dait le le aur dusri aankh ke badle aankh phor de.
Ata' ibn Abi Rabah said: 'Ali (may Allah be pleased with him) gave a verdict concerning a one-eyed camel whose eye was gouged out, that the full compensation (diya) was payable for it.
Grade: Da'if
(١٦٢٩٥) عطاء بن ابی رباح کہتے ہیں : حضرت علی (رض) نے ایک کانے کے بارے میں فیصلہ فرمایا جس کی آنکھ پھوڑ دی گئی تھی کہ اس کے لیے مکمل دیت ہے۔
Ata bin Abi Rabah kehte hain : Hazrat Ali (RA) ne ek kane ke bare mein faisla farmaya jis ki aankh phod di gai thi keh uske liye mukammal deet hai.
Ibn Musayyab said regarding the blind eye that if it is gouged out, then it is considered a healthy eye and Qisas (retaliation) is applicable. And if the victim accepts compensation, then the complete Diyyah (blood money) is to be paid.
Grade: Sahih
(١٦٢٩٧) ابن مسیب کانے کی آنکھ کے بارے میں فرماتے ہیں کہ اگر وہ پھوڑ دی جائے تو صحیح آنکھ ہے اور اس میں قصاص ہے۔ اگر وہ دیت قبول کرلے تو مکمل دیت ہے۔
(16297) ibne masib kanay ki aankh kay baray mein farmaty hain keh agar woh phoor di jaye to sahih aankh hai aur is mein qisas hai agar woh deit qubool karlay to mukammal deit hai
A legal verdict was sought from Sulaiman bin Yasar regarding a person who is blind in one eye and his other eye is also gouged out. He said: There is compensation (diyah) to be paid in this case.
Grade: Sahih
(١٦٢٩٨) سلیمان بن یسار سے اس شخص کے بارے میں فتویٰ طلب کیا گیا جو کانا ہو اور اس کی دوسری آنکھ بھی پھوڑ دی جائے تو فرمایا : اس میں دیت ہے۔
Sulaiman bin Yasar se us shakhs ke bare mein fatwa talab kiya gaya jo kana ho aur us ki dusri aankh bhi phod di jaye to farmaya is mein diyat hai
Ibn Shihab Zuhri, regarding the one-eyed person who blinds the eye of a sighted person, states that Allah has ordained in the Quran "an eye for an eye," so retribution will be taken from him.
Grade: Sahih
(٩٩ ١٦٢) ابن شہاب زہری اس کانے آدمی کے بارے میں فرماتے ہیں جو صحیح آدمی کی آنکھ کو پھوڑ دے کہ اللہ نے قرآن میں آنکھ کے بدلے آنکھ کا فرمایا ہے تو اس سے قصاص ہی لیا جائے گا۔
99 162 Ibn Shahab Zuhri is kanay aadmi kay baray mein farmatay hain jo sahih aadmi ki aankh ko phor day kay Allah nay Quran mein aankh kay badlay aankh ka farmaya hai to is se qisas hi liya jaye ga.
A one-eyed man was brought to Usman (may Allah be pleased with him), whose right eye had been gouged out. He ( Usman) did not order retribution (an eye for an eye) but instead ordered the full blood money to be paid.
Grade: Da'if
(١٦٣٠٠) حضرت عثمان کے پاس ایک کانا شخص لایا گیا جس کی صحیح آنکھ پھوڑ دی گئی تھی تو آپ نے قصاص نہیں دلوایا بلکہ مکمل دیت دلوائی۔
(16300) hazrat usman ke pass ek kana shakhs laya gaya jis ki sahih aankh phod di gai thi to aap ne qisas nahin dilvaya balki mukammal deet dilvai.
Abu Mijlaz said: I asked Abdullah bin Umar (may Allah be pleased with him) about (the Diyah) of a one-eyed person whose eye is gouged out. Abdullah bin Safwan said: Umar (may Allah be pleased with him) decided upon full Diyah in this case. I said: I will ask Ibn Umar. He said: Doesn’t he tell you the verdict of Umar (may Allah be pleased with him)? And seemingly, Umar (may Allah be pleased with him) gave the verdict of full Diyah in this case, but it is also likely that he gave the verdict of the Diyah of one eye. And from Ibn Umar’s (may Allah be pleased with him) statement, it appears he did not consider the full Diyah to be obligatory.
Grade: Sahih
(١٦٣٠١) ابو مجلز کہتے ہیں : میں نے عبداللہ بن عمر (رض) سے کانے کے بارے میں سوال کیا جس کی آنکھ پھوڑ دی جائے تو عبداللہ بن صفوان نے فرمایا : اس میں حضرت عمر (رض) نے دیت کا فیصلہ فرمایا۔ میں نے کہا : میں ابن عمر سے سوال کروں گا تو فرمایا : کیا وہ تمہیں حضرت عمر (رض) کا فیصلہ نہیں بیان کر رہے ؟ اور ظاہریہ ہے کہ حضرت عمر (رض) نے اس میں مکمل دیت کا فیصلہ فرمایا، لیکن اس کا بھی احتمال ہے کہ ایک آنکھ کی دیت کا فیصلہ فرمایا اور ابن عمر (رض) سے ظاہر یہ ہوتا ہے کہ وہ مکمل دیت کے وجوب کے قائل نہیں تھے۔
Abu Mujliz kehte hain : mein ne Abdullah bin Umar (RA) se kaane ke bare mein sawal kiya jis ki aankh phod di jaye to Abdullah bin Safwan ne farmaya : is mein Hazrat Umar (RA) ne deet ka faisla farmaya. Mein ne kaha : mein Ibn Umar se sawal karoon ga to farmaya : kya woh tumhein Hazrat Umar (RA) ka faisla nahin bayan kar rahe ? Aur zahiri yeh hai ki Hazrat Umar (RA) ne is mein mukammal deet ka faisla farmaya, lekin is ka bhi ehtemaal hai ki ek aankh ki deet ka faisla farmaya aur Ibn Umar (RA) se zahir yeh hota hai ki woh mukammal deet ke wajoob ke qael nahin the.