He vowed to restrain his nose, what is his expiation
نَذَرَ أَنْ يَزُمَّ أَنْفَهُ مَا كَفَّارَتُهُ
Musannaf Ibn Abi Shaybah 12407
It was asked of Abdullah bin Amr that if a person vows to pierce his nose (like a nose-ring), you said that he should expiate for his oath.
حضرت عبداللہ بن عمرو سے دریافت کیا گیا کہ کوئی شخص نذر مانے کہ وہ اپنی ناک میں (نکیل کی مانند) سوراخ کرے گا، آپ نے فرمایا وہ اپنی قسم کا کفارہ اداکرے۔
Hazrat Abdullah bin Amro se daryaft kiya gaya keh koi shakhs nazr mane keh woh apni naak mein soorakh karega aap ne farmaya woh apni qasam ka kafara ada kare
Hazrat Abu Jumaha narrates that a person from Bani Salim made a vow that he would pierce his nose (like a nose ring). Hazrat Ibn Abbas said: "There are two types of vows. The one which is for Allah should be fulfilled and the one which is for the devil should be expiated. So untie your rein and pay the expiation for your oath."
حضرت ابو جمرہ فرماتے ہیں کہ بنی سلیم کے ایک شخص نے نذر مانی کہ وہ اپنی ناک میں (نکیل کی طرح) سوراخ کرے گا، حضرت ابن عباس نے فرمایا : نذر دو طرح کی ہوتی ہیں، پس جو اللہ کے لیے ہو اس کو پورا کیا جائے گا، اور جو شیطان کے لیے ہو اس کا کفارہ دیا جائے گا، اپنی لگام کھول دے اور اپنی قسم کا کفارہ ادا کر۔
Hazrat Abu Jumaha farmate hain keh Bani Saleem ke aik shakhs ne nazr maani keh woh apni naak mein (naqil ki tarah) sorakh karega, Hazrat Ibn Abbas ne farmaya : nazr do tarah ki hoti hain, pas jo Allah ke liye ho uss ko poora kiya jayega, aur jo shaitan ke liye ho uss ka kaffara diya jayega, apni lagaam khol de aur apni qasam ka kaffara ada kar.
Hazrat Usman bin Ghays narrates that I asked Hazrat Jabir bin Zaid that a person made a vow that he will put a gold ring (after piercing) in me, (you said) as long as he remains, that person will keep on sinning, so order him to pay the expiation of his oath.
حضرت عثمان بن غیاث فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت جابر بن زید سے دریافت کیا کہ ایک شخص نے نذر مانی کہ وہ میں سونے کا حلقہ ڈالے گا، (سوراخ کر کے) آپ نے فرمایا جب تک وہ رہے گا وہ شخص گناہ گار ہوتا رہے گا، پس اس کو حکم دو کہ وہ اپنی قسم کا کفارہ ادا کرے۔
Hazrat Usman bin Ghiyas farmate hain keh maine Hazrat Jabir bin Zaid se daryaft kiya keh ek shakhs ne nazar mani keh woh mein sone ka halqa dalega, (Surakh kar ke) aap ne farmaya jab tak woh rahega woh shakhs gunahgaar hota rahega, pas usko hukum do keh woh apni qasam ka kaffara ada kare.
It was asked from Hazrat Hassan that a person has vowed to pierce his nose (to put a bridle or rein in it) and perform Hajj on foot, you said that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) has forbidden mutilation, so he should remove it from himself, perform Hajj while riding, and sacrifice a camel.
حضرت حسن سے دریافت کیا گیا کہ ایک شخص نے نذر مانی ہے کہ وہ اپنی ناک میں سوراخ کرے گا (کہ اس میں لگام یا نکیل ڈالے) اور پیدل حج کرے گا، آپ نے فرمایا کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے مثلہ کرنے سے منع فرمایا ہے، اس کو اپنے سے اتار دے اور سوار ہو کر حج ادا کر اور اونٹ کی قربانی کر۔
Hazrat Hasan se daryaft kiya gaya keh ek shakhs ne nazr mani hai keh woh apni naak mein suraakh karega aur paidal Hajj karega, aap ne farmaya keh Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne mislah karne se mana farmaya hai, iss ko apne se utaar de aur sawar ho kar Hajj ada kar aur unt ki qurbani kar.
Hazrat Taus said there is no nose string in Islam, nor is there any hair loop or nuha. (Khizmah says a hair loop is something that is put in the nose of a camel and its rein is tied with it.)
حضرت طاؤس فرماتے ہیں کہ اسلام میں نکیل ڈالنا، اور بالوں کا حلقہ بنانا اور نوحہ کرنا نہیں ہے، (خزامہ کہتے ہیں کہ بالوں کا حلقہ جو اونٹ کی ناک کے سوراخ میں ڈالا جاتا ہے اور اس سے اس کی لگام کو باندھا جاتا ہے) ۔
Hazrat Taus farmate hain ke Islam mein nakeel daalna, aur baalon ka halqa banana aur nouha karna nahi hai, (Khuzama kahte hain ke baalon ka halqa jo unt ki naak ke suraakh mein daala jata hai aur is se is ki lagaam ko bandha jata hai).