53.
The Book of Paradise, its Description, its Bounties and its Inhabitants
٥٣-
كتاب الجنة وصفة نعيمها وأهلها


12
Chapter: About Hell - May Allah Protect Us From It

١٢
باب فِي شِدَّةِ حَرِّ نَارِ جَهَنَّمَ وَبُعْدِ قَعْرِهَا وَمَا تَأْخُذُ مِنَ الْمُعَذَّبِينَ

Sahih Muslim 2845b

Samura bin Jundub (رضي الله تعالی عنہ) reported Allah's Apostle (صلى هللا عليه و آله وسلم) as saying, there would be among them those to whom the fire will reach up to their ankles and to some of them the fire would reach their knees and to some it would reach their waists and to some it would reach up to their collarbones.

حضرت سمرہ بن جندب رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:"بعض لوگوں کو آتش دوزخ ان کے ٹخنوں تک پکڑے گی اور بعض کو آگ ان کے زانوؤں تک پکڑے گی اور ان میں سے بعض کو ان کی کمر تک پکڑے گی اور ان میں سے بعض کو آگ ان کی ہنسلی تک پکڑے گی۔

Hadhrat Abu Hurairah (Razi Allahu Anhu) bayan karte hain: Abu Jahal ne kaha: kya Muhammad (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) tum logon ke samne apna chehra zameen par rakhte hain? (Hadhrat Abu Hurairah (Razi Allahu Anhu) ne) kaha: To kaha gaya: Haan chunanche us ne kaha: Lat aur Uzza ki qasam! agar main ne un ko aisa karte hue dekh liya to main un ki gardan ko rondou ga ya un ke chehre ko mitti mein milaoun ga (al iyaz billah!) kaha: Phir jab Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) namaz padh rahe the woh aap ke paas aaya aur yeh irada kiya ke aap ki gardan e mubarak ko ronde (Abu Hurairah (Razi Allahu Anhu) ne) kaha: To woh unhen achanak eidiyoun ke bal palat ta hua aur apne donou hathou (ko aage kar ke un) se apna bachao karta hua nazar aaya. (Abu Hurairah (Razi Allahu Anhu) ne) kaha: To us se kaha kya: Tumhen kya hua? To us ne kaha: Mere aur us ke darmiyan aag ki ek khandaq aur sakht haul (paida karne wali makhlooq) aur bahut se par the. To Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) ne farmaya: "Agar woh mere qareeb aata to farishte us ke ek ek uzw ko uchak lete. (Abu Hurairah (Razi Allahu Anhu) ne) kaha: Is par Allah Ta'ala ne yeh aayat nazil farmayin. (Abu Hazim ne kaha. (Hamen maloom nahi ke yeh Abu Hurairah (Razi Allahu Anhu) ki (Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) se suni hui) apni Hadith hai ya unhen (kisi ki taraf se) pahunchi hai. (Woh aayat yeh thin) "Is ke siwa koi baat nahi ke insan har surat mein sarkashi karta hai is liye ke woh khud ko dekhta hai ke woh har ek se mustaghni hai Haqeeqat yeh hai ke (usay) aap ke Rabb ki taraf wapas jana hai. Aap ne usay dekha jo rokta hai. (Allah ke) bande ko jab woh namaz ada karta hai. Kya tum ne dekha ke agar woh (Allah ka banda) hidayat par ho aur taqwa ka hukum deta ho (to rokne wale ka kya banega?) Kya aap ne dekha ke aa kar is yani Abu Jahal ne jhutlaya hai aur hidayat se munh pherah hai. (To) kya woh nahi janta ke Allah dekhta hai. Har giz nahi! Agar woh baz na aaya to hum (usay) peshani se pakad kar kheenchenge. (Us ki) jhooti gunah karne wali peshani se phir woh apni majlis ko (madad ke liye) pukar. Hum azab dene wale farishton ko bulayenge. Har giz nahi! Aap us ki (koi baat bhi) na manen." (Surah Al Alaq. Ayat Number 6 ta 19) Ubaidullah ki Hadith mein yeh izafa hai, Allah ne usay hukum diya, jo us ne apne a'wan o ansar ko hukum diya tha, Ibn Abd al A'la ne izafa kiya, woh apni majlis yani apni qaum ko bulale.

حَدَّثَنِي عَمْرُو بْنُ زُرَارَةَ، أَخْبَرَنَا عَبْدُ الْوَهَّابِ، - يَعْنِي ابْنَ عَطَاءٍ - عَنْ سَعِيدٍ، عَنْ قَتَادَةَ، قَالَ سَمِعْتُ أَبَا نَضْرَةَ، يُحَدِّثُ عَنْ سَمُرَةَ بْنِ جُنْدَبٍ، أَنَّ النَّبِيَّ صلى الله عليه وسلم قَالَ ‏ "‏ مِنْهُمْ مَنْ تَأْخُذُهُ النَّارُ إِلَى كَعْبَيْهِ وَمِنْهُمْ مَنْ تَأْخُذُهُ النَّارُ إِلَى رُكْبَتَيْهِ وَمِنْهُمْ مَنْ تَأْخُذُهُ النَّارُ إِلَى حُجْزَتِهِ وَمِنْهُمْ مَنْ تَأْخُذُهُ النَّارُ إِلَى تَرْقُوَتِهِ ‏"‏ ‏.‏