Hazrat Uqba bin Khalid (RA) narrates that once on a journey, different caravans gathered. Among them, a chaste woman referred her matter to someone other than her guardian, asking him to get her married. He got her married to a man. When Hazrat Umar (RA) came to know about this, he had the one who married and the one who officiated the marriage flogged, and he separated them.
حضرت عکرمہ بن خالد (رض) فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ ایک راستے میں مختلف قافلے جمع ہوئے۔ ان میں ایک ثیبہ عورت نے اپنا معاملہ اپنے ولی کے علاوہ کسی دوسرے شخص کے حوالے کیا کہ وہ کسی سے اس کی شادی کرادے۔ اس نے کسی آدمی سے اس کی شادی کرادی۔ جب حضرت عمر (رض) کو خبر ہوئی تو انھوں نے نکاح کرنے والے اور نکاح کروانے والے کو کوڑا مارا اور ان کے درمیان جدائی کرادی۔
Hazrat Akarma bin Khalid (RA) farmate hain keh aik martaba aik raste mein mukhtalif qafle jama hue. In mein aik saibah aurat ne apna mamla apne wali ke ilawa kisi dusre shakhs ke hawale kya keh woh kisi se uski shadi karade. Usne kisi aadmi se uski shadi karadi. Jab Hazrat Umar (RA) ko khabar hui to unhon ne nikah karne wale aur nikah karwane wale ko kora mara aur un ke darmiyan judai karadi.
Hazrat Saeed bin Musayyab (R.A) and Hazrat Hassan (R.A) state that if a woman performs Nikah without the permission of her guardian (Wali), then separation should be made between them. Hazrat Qasim bin Muhammad states that if the guardians give permission, then it is permissible.
حضرت سعید بن مسیب (رض) اور حضرت حسن (رض) فرماتے ہیں کہ اگر کسی عورت نے ولی کی اجازت کے بغیر نکاح کرلیا تو ان کے درمیان جدائی کروادی جائے گی۔ حضرت قاسم بن محمد فرماتے ہیں کہ اگر اولیاء اجازت دے دیں تو پھر جائز ہے۔
Hazrat Saeed bin Musayyab (RA) aur Hazrat Hassan (RA) farmate hain ke agar kisi aurat ne wali ki ijazat ke baghair nikah karliya to un ke darmiyaan judai karwadi jayegi. Hazrat Qasim bin Muhammad farmate hain ke agar auliya ijazat de dein to phir jaiz hai.
Hazrat Musaab (R.A) said that I asked Hazrat Ibrahim (R.A) whether a woman can marry without the permission of her guardian. He remained silent. I asked Hazrat Salem bin Abi Al-Ja'd (R.A), so he said that it is not permissible.
حضرت مصعب (رض) کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابراہیم (رض) سے سوال کیا کہ کیا عورت ولی کی اجازت کے بغیر نکاح کرسکتی ہے ؟ وہ خاموش رہے۔ میں نے حضرت سالم بن ابی الجعد (رض) سے سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ جائز نہیں۔
Hazrat Musab (RA) kehte hain ke maine Hazrat Ibrahim (RA) se sawal kiya ke kya aurat wali ki ijazat ke baghair nikah kar sakti hai? Woh khamosh rahe. Maine Hazrat Salim bin Abi al-Jaud (RA) se sawal kiya to unhon ne farmaya ke jaiz nahin.
Hazrat Ibn Sireen (R.A) said that if a woman's marriage is conducted without the permission of her guardian, and then the guardian gives permission, then her marriage is valid.
حضرت ابن سیرین (رض) فرماتے ہیں کہ جب ولی کی اجازت کے بغیر کسی عورت کا نکاح کرایا گیا، پھر ولی نے اجازت دے دی تو اس کا نکاح ہوگیا۔
Hazrat Ibn Sireen (RA) farmate hain keh jab wali ki ijazat ke baghair kisi aurat ka nikah karaya gaya phir wali ne ijazat de di to is ka nikah ho gaya
Hazrat Bakr narrates that a woman did Nikah without the permission and witness of her guardian. So a letter was written to Hazrat Umar (R.A) regarding this matter. In response, Hazrat Umar (R.A) wrote that she should be given a hundred lashes. Then you wrote letters to all the cities that any woman who does Nikah without the permission of her guardian is like a fornicator.
حضرت بکر فرماتے ہیں کہ ایک عورت نے ولی کی اجازت اور گواہی کے بغیر نکاح کیا تو حضرت عمر (رض) کی طرف اس بارے میں خط لکھا گیا تو حضرت عمر (رض) نے جواب میں لکھا کہ اسے سو کوڑے مارے جائیں گے۔ پھر آپ نے سب شہروں میں خط لکھا کہ جس عورت نے ولی کی اجازت کے بغیر نکاح کیا تو وہ زانیہ کی طرح ہے۔
Hazrat Bakr farmate hain keh aik aurat ne wali ki ijazat aur gawahi ke baghair nikah kiya to Hazrat Umar (RA) ki taraf is bare mein khat likha gaya to Hazrat Umar (RA) ne jawab mein likha keh usay sau korre mare jayenge phir aap ne sab shehron mein khat likha keh jis aurat ne wali ki ijazat ke baghair nikah kiya to woh zaniyah ki tarah hai
A man from the people of Jazirah says that it is narrated from 'Umar bin 'Abdul-'Aziz (may Allah be pleased with him) that a man arranged the marriage of a woman while she had a guardian (wali) other than this man, even if he was a distant relative. 'Umar bin 'Abdul-'Aziz (may Allah be pleased with him) rejected this marriage and said that the first right is of the guardian (wali) then the Sultan.
اہل جزیرہ کے ایک آدمی کہتے ہیں کہ حضرت عمر بن عبد العزیز (رض) سے روایت ہے کہ ایک آدمی نے کسی عورت کی شادی کرائی جبکہ اس مرد کے علاوہ اس کا کوئی اور قریب کا ولی بھی تھا۔ حضرت عمر بن عبدا لعزیز (رض) نے اس نکاح کو مسترد کردیا اور فرمایا کہ پہلا حق ولی کا ہے پھر سلطان کا۔
Ahl Jazeera ke aik aadmi kehte hain ki Hazrat Umar bin Abdul Aziz (RA) se riwayat hai ki aik aadmi ne kisi aurat ki shadi karaai jabke us mard ke ilawa us ka koi aur qareeb ka wali bhi tha. Hazrat Umar bin Abdul Aziz (RA) ne us nikah ko mustarad kar diya aur farmaya ki pehla haq wali ka hai phir sultan ka.